• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Incest Gulam (Completed)

Lone survivor

Well-Known Member
8,688
29,868
219
Update-7

**Charo taraf lashe hi lashe padi hue hai aur uske bich me ek ladka hath me chaku aur axe jo khoon me bilkul sane hue hai khada hai
Uska chehra thik se dikh nahi Raha kyuki chehra bhi pura khoon se lath path hai
Apne baju se muh par Laga khoon saaf karte hue vo aage chalne Laga vaha etni Jada lashe the ki usse chalne me bhi problem ho Raha thi
Badi muskilo se lasho par pair rakhte rakhte vo bilkul saamne pahuch Gaya jaha par ek aadmi buri tarah jhakmi halat me pada hua tha
Uske chehre par Dard aur dar saaf dikh Raha tha
Aadmi- kya soch Raha hai ab
Sab Ko to tune maar diya
Ye kaam khatam karde ab
Ladka Jor Jor se haste hue
Etni bhi kya jaldi hai
Essi me to maza hai
Jab dusre log Dard aur dar dikhate hai tabhi to Dil Ko Khushi milti hai
Vohi to main chahta hu

Aadmi- tu Insaan nahi havan hai
Havaan
Ladka- sahi pahchana aur tune us hawan Ko jagaya hai
Ab ye hawan teri jindagi me aisi hawaniyaat laega ki log aage se Hazar bar sochenge meri havaniyaat jagane ke liye

Vo Abhi aur kuch bol pata vahi dhay dhay ki aawaz hue aur us aadmi ne aapne aapko Goli mar li**

Esse ke sath jey jhatke ke sath apni nind se utha aur sarir par aaye pasino Ko pochte hue
Jey- ye nightmare sale ek din Jaan lelenge
Meri nahi re kisi aur ki

Ab nind uski aankhon se kooso door thi esliye uth kar bahar Aya aur hall me bane bar se ek daru ki bottle uthae aur vaha se chalne Laga

Dad Ko pasand nahi koe unki chhije Bina puche le
Piche se ek awaz aae

Jey aawaz Ko ache se pahchanta tha esliye Bina mude hi

Jey- ye mere liye hi banaya Gaya hai
Aur vaha se chal diya aur vo aawaz bhi uske sath sath chalne lagi

Aur ruki uske kamre me
Nisha ha ye aawaz Nisha ki hi thi
Nisha- to maine bahut socha ki aap kon ho sakte ho
Sabse pehle khayal aaya bhai ka
Par humara koe bhai nahi tha
Fir socha step brother ho Sakta hai par mere se bade ho matlab nahi
Kyuki aapne bola tha ki main janti hu to vo bhi nahi ho sakte
Fir dimag par Jada Jor diya to kuch nahi pata chala aur dimag kharab hua vo alag

Humare mostly relatives Jinda nahi hai aur Jo Jinda hai unka kuch aata pata nahi hai to relatives bhi nahi ho sakte
Ab baari aati hai koe Bachpan ka dost
Par main to yaha kabhi Rahi nahi aur bachpan ki koe yaadein bhi nahi hai to mujhe nahi pata chala

End me main es natije par pahuchi ki I'm sorry mujhe nahi pata aur Masoom chehra Bana kar jey ke bed par bath Gaye

Jey jo apna dusra peg khatam karne wala tha
Jey- to tumhe Apne bachpan ke bare me kuch yaad nahi hai
Ye kaise ho Sakta hai
Sabko apna bachpan hi Sabse Jada pyaara hota hai

Nisha- ha par kisi Ko kuch yaad nahi rahta
Vaise us din jis tarike se aapne mujhse baat ki mujhe bilkul acha nahi Laga

Jey-I'm sorry
Gussa aagaya tha
Aage se Aisa nahi hoga
Agar tum chaho to Apne dad se bol Sakti ho unke do char thapad sayad tumhe Khushi de
Nisha- mujhe kyu Khushi milegi agar vo aapko mare to
Mujhe to bahut dukh hoga
Main bas sorry se hi kaam chala lungi

Jab jey ki taraf se koe reply nahi aaya tab
Nisha- to aap nahi bataoge ki aap kon hai

Jey- ek hi sawal Ko Baar Baar nahi pucha jata jab aapko answer pata ho
Nisha- answer kaha pata hai
Aur Jo pata hai vo sahi nahi hai

Jey- I don't understand why you are so much worried about a gulam
Nisha- I hate you and I hate you more when you said yourself a gulam

Jey- I said because I'm
Nisha- no you are not

Jey- you know what maine expect Kiya tha ki tum sharati, hasmukh hogi par tum to serious nikali
Es ghar me do serious hi khafi hai aur ki jarurat nahi hai
Nisha- aapne kaise expect Kiya aur aap kaise jante the mere bare me

Jey- okay let's make a deal
Ask me anything about you
I mean anything
Agar maine sach bataya to tum Abhi mere room se Chali jaoge aur vapas kabhi raat me nahi aaoge aur agar sach nahi Bata paya to I will tell you everything

Nisha- pagal samjha hai kya
But let me rephrase it
Agar sach bataya to Abhi ke liye Chali jaungi par Baad ke liye promise nahi kar Sakti
Aur agar juth bataya to you have to give me a kiss
Muskurate hue boli

Jey ne socha aaj ke liye to musibaat talegi

Jey- okay but only one question
Nisha- par main kuch bhi puch Sakti hu

Jey- only about you
Kuch bhi
Nisha- okay
Aaj vo bahut Jada excited hogaye thi
Man me dosto ke bare me pata ho Sakta hai, school ke bare me bhi, boyfriend Ko tha nahi,kaha rahti thi aur kiske sath ye bhi pata ho Sakta hai
Kya puchu kya puchu
Are ha marks
Marks vo bhi subject wise mujhe khud mere marks yaad nahi rahte esko kaise yaad honge
Par agar hue to
Kya pata dad ke paas marks sheet jati ho
Fir usne socha chalo bluff karte hai

Nisha- a common thing about my pet and my boyfriend

Jey smile karte hue utha aur gate khol diya
Nisha Ko Jane ke liye Ishara karne Laga

Nisha jey ke chehre Ko dekh kar hi samjh Gaye ki esse answer pata hai vo khud Ko hi galiya dene lagi

Nisha dheeme dheeme chal kar gate tak pahuchu bahar nikal kar
Nisha- pehle answer to do

Jey- you never had a boyfriend nor a pet
Aur gate band kar deta hai

Nisha bechari ka Sara excitement hi khatam ho Jata hai
Sad face Bana kar Apne room me Chali jati hai aur sochne Lagati hai kal ke liye question
Aur sochte sochte so jati hai

Subah breakfast par

Priya- dad maine kuch list banae hai un logo par mujhe Shak hai
Thakur- acha kaam Kiya beta
Tum jey ko leke chale Jana aur ha yaad rakhna usse sirf jarurat ki chhije batana

Priya- samajh Gaye dad
Par un logo ka kya karna hai
Thakur- ab tum Sambhal Rahi ho to tum jano kya karna hai
Priya- aaj meeting Karti hu sabke sath fir dekhte hai kya karna hai
Thakur- jaisi tumhri marji

Fir sab Shanti se breakfast karte hai aur Apne Apne kaam ke liye nikal jate hai

Priya jey Ko lekar factory aajati hai aur jey Ko bol kar jo list usne tayar Kari thi un sabko meeting hall me bula leti hai par jey Ko bahar hi rahne deti hai

Usse dar tha ki Kahi jey Ko pata chal Gaya to vaha kya ho Sakta hai

Under kya baate hue na jey Ko pata hai aur na mujhe vo sayad room me hi rah Gaye karib ek do gante Baad Priya bahar nikali aur uske piche piche bake sab log jinke chehre par dar saaf jhalak Raha tha

Bahar aate hi
Priya- lo yaha ka to kaam hogya ab humare paas bahut time hai gumne ke liye
Chalo Kahi chalte hai

Jey- ghar chale
Priya- ghar to har roj jate hai
Chalo Kahi gumne chalte hai
Kya apni behan Ko gumaoge nahi(behad pyaar se bolti hai)
Aur jey mana nahi kar pata

Aur vo log factory se nikal kar aise hi shadko par ghadi gumane lagte hai kyuki jey Ko pata nahi tha ki Jana kaha aur Priya sehar me new thi

Jey to gumne ke liye Kahi bhi shant jagah par bath kar daru pee leta tha esse Jada usne na kabhi socha aur na kabhi Kiya

Priya- kab se yahi car guma rahe ho
Kahi chalna nahi hai kya
Jey- aap bataoge tabhi to chalunga

Priya- main to new hu yaha
Tumhe pata hona chahiye jagah ke bare me
Kahi bhi chal lo bas Jada bhid nahi honi chahiye

Jaha Shanti se kuch der bath sake
Ya fir ek kaam karo vo us din wali jagah par hi chal lo vo thik rahega

Bahut Shanti rahti hai vo to us din un lafango ne Maja kharab kar diya nahi to khub enjoy kar rahe the

Jey bhi Bina kuch kahe us side me car guma deta hai aur halki fulki baate karte karte vo jagah par pahuch gaye

Priya- tumhe ye jagah bahut pasand hai na
Jey-hmmm

Priya- sayad kuch purani yaadein Judi hue hai
Jey- kind of

Priya- acha us din tum kisi ladki ke bare me Bata rahe the fir achanak badhak Gaye
Kon hai vo batana chahoge
Jey- main bhi kabhi ek aam Insaan hua karta tha
Hasta tha,khush rahta tha khub Masti bhi karta tha
Akela tha par khush tha par fir ek din jindagi me vo aae pata nahi kyu aae par sath me mera sab kuch leke Chali Gaye

Maine kabhi kisi Ko nahi bataya ki yaha Aakar maine jo bhi Kiya kyu Kiya par asliyat ye thi ki main gusse me tha main toota hua tha aur mujhe sab Apne dusman najar aane Lage the

Mujhe pyaar karne wala koe nahi aur na koe samjhane wala tha

Main bas ek tuta hua Insaan tha jisne apni insaaniyaat kho di thi aur usse pata bhi nahi chala ki kab vo ek shant hasmukh ladke se havaan ban Gaya

Main usse belame nahi karta Esme uski koe galati nahi thi
Galati meri hi thi ki mujhe usse pyaar hogya tha aur uske liye I'm just an another person in her life

Maine hamesha yahi sochta tha ki jo maine Kiya vo sabki vajah vo thi par ye sach nahi tha
Sach ye tha ki jo main aaj hu that's who I'm and that's who I always was

Mujhe bas ek mokke ki talash thi aur usne bas mujhe vo mokka de diya aur fir maine kabhi piche mud ke nahi dekha

I don't know why I'm telling you all this may be you are the only one who can understand or you are the only one who always understand..

NOTE- you guys wants to guess something??
There is a hint in this Update
 

Naughtyrishabh

Well-Known Member
10,062
29,772
258
Behad hi shandaar or jabardast update bhai.
Bahut khoob superb.

Bade hi behtareen dhang se dikhaya h aapne sari baton ko.
Mzaaaa aa gya bhai waah.

Or ab ,
Aage ka intjar
 
  • Like
Reactions: Jitu kumar

Lone survivor

Well-Known Member
8,688
29,868
219
Update-8

Thakur- jey edar aa
Aaja baat karte hai
Thakur jo daru pee Raha tha sayad aarso Baad jey Ko etne pyaar se bulaya hai

Thakur- bath na
Tu kyu humesha aise rahta hai
Aaj sab clear kar dete hai
Jey- aap Nashe me ho aur kitni pee li hai aapne
Chalo main room me chhod deta hu aapko

Thakur- aaj pata hai na kya din hai
Jey- main kaise bhul Sakta hu

Thakur jey ke liye bhi peg Bana deta hai
Thakur- to aaj Peete hai aur baate karte hai
Jey bath jata hai aur apna peg utha leta hai

Thakur- mujhe pata hai jo bhi hua usme teri galati nahi thi
Usme meri galti thi
Bas meri
Main tujhe samjh hi nahi paya
Tu ek bacha hi to tha
Akela tuta hua bacha
Mujhe tera dhayan rakhna chahiye tha

Jey- aap kyu purani baate leke bath Gaye
Jo hua usse bhul jaeye

Thakur- kaise bhul jau main
Kaise
Kya tu bhul paya hai
Nahi na
Aur un sabki vajah se hi tu aaj dekh kya ban Gaya
Tu India kyu aaya
Tu London me hi sahi tha
Khush tha aur es daldal me bahut dur

Jey- sayad yehi kismat thi

Thakur- main tujhe kabhi samjh hi nahi paya
Kabhi nahi
Par ab samjh Gaya hu
Tu aaj ke Baad kabhi kisi ke aage sar nahi jhukaega
Mere aage bhi nahi
Ye sab kuch tere liye hi to hai
Main jo pehle tere liye nahi kar paya vo ab karunga
Es sehar ka Naya Bahubali tu hoga
Tu Raaj karega yaha

Jey- main jaisa hu jaha hu mujhe rahne dijiye
Aapne dekh Rakha hai main kya kar Sakta hu
Mere hath me power aagaye to sehar tabah ho jaega
Ek Baar galati ho Gaye ab dubara nahi kar Sakta

Thakur- us galati ne jo badlav laya hai tujhme ussi ki vajah se main ye sab bol Raha hu
Tu vo nahi Raha ab
Ab tera Dil dobara se dhakne Laga hai
Pathar phingalne Laga hai
Tu khush Raha kar
Mujhe acha nahi lagta jab tu mayush yaha vaha gumta rahta hai
Mere se najar tak nahi milata

Jey- aap ab so jaeye bahut Peele aapne
Thakur- maine Nisha ki ankhon me tere liye pyaar dekha hai

Jey- ha to kya hua
Kya vo mujhse pyaar nahi kar Sakti

Thakur- tu samjha nahi main kya kahna chah Raha hu

Jey ek najar Thakur Ko dekhta hai

Jey- aapko na bahut Jada Chad Gaye hai
Abhi Sona hai aapko
Hum kal baat karenge

Thakur- main bilkul hosh me hu
Jey- hosh me hote to aise baate nahi Bolte aur jey thakur Ko utha kar uske room me lejane lagta hai

Thakur- hum kal baat karenge
Karenga na mere se baat
Jey- ha hum kal baat karenge
Aur jey badi muskil se Thakur Ko uske room me Sula kar aata hai

Par problem ye thi ki do ankhon ne enki sari baatein sun li thi par vo ankhen kiski thi ye nahi pata

Jey bhi vaha se Apne room me chala jata hai par sath sath ek bottle daru ki bhi lejata hai

Abhi room me gussa hi thi ki Nisha uske bed par bathi dekhi

Nisha Ko dekh kar jey apna sar Peet leta hai

Nisha haste hue
Etni jaldi peecha nahi chhodne wali

Jey- Abhi kya chahiye tumhe
Nisha- meri bestfriend??

Jey- tumhri diary jisme tum kuch kuch likhti rahti ho
Ab nikalo yaha se
Nisha muh faade jey Ko dekhte rah jati hai fir normal hokar

Nisha- ye to question hi nahi tha
Main to ye bol Rahi thi ki meri bestfriend ne kaha hai ki aaj to kiss leke hi aana
Jey- to tumhri best friend bolne bhi lag Gaye
Nisha- vo hum ek dusre ki baatein Bina bole samjh jate hai

Nisha- aap mujhe esliye bhagana chahte hai ki yaha aaram se daru pee sako
Etni drink karna achi baat nahi hai

Jey- ha pata hai
Tell me something I don't know
Nisha- Priya didi se to etne ache se baat karlete ho mere se hi kyu chidde rahte ho humesha
Riya
Jey- kyuki Priya didi badi hai, samjhdar hai aur faltu ki baatein nahi Karti

Nisha- to kya main samjhdar nahi hu aur kya main faltu ki baatein Karti ho

Jey- tum khud hi bol rahe hi
Nisha- main puch Rahi thi okay

Nisha- to aapne Priya didi Ko didi Maan Liya ha
Jey- es hisaab se to tum meri choti behan hue hai na

Nisha- baatein nahi karni to sidhe sidhe bol sakte ho
Bakwash karne ki koe jarurat nahi hai
Aur dhadam se gate band karte hue Nisha jey ke room se nikal Gaye

Jey man me
Are wah esko to bas behan bolna hai aur ye Apne aap picha chhod degi

Aur sab aaram se so Gaye Nisha nahi
Usse bahut dukh hua jey Ko usse behan bolne se

Bechari roti hue hi so Gaye

Subah hue to sab tayar the mandir Jane ke liye

Jey drive kar Raha tha uske side wali sheet par Thakur aur piche teeno behane bathi hue thi

Mandir pahuch kar jey bahar khada ho gaya

Priya- tum nahi chaloge?
Thakur- ye nahi jata
Eske liye parsad le aana

Baki sab mandir chale jate hai aur jey bahar hi car ke pass unka wait karne lagta hai

Jab vapas aate hai to jey chhote chhote bachho ke sath Khel Raha tha

Uske chehre par smile thi jo bahut Kam dekhne Ko milti thi

Vo khush tha sayad apna bachpan dekhne ki kosis kar Raha tha

Ab vo log jey Ko dekh hi rahe the ki teen char car vaha aake ruki aur kuch log unme se nikal aae

Unka leader- aap bhi yahi aur hum bhi yahi
Lagta hai koe purana naata hai humara Thakur sahab

Thakur- past Ko yaad rakh
Apne aap nata yaad aajaega
Chalo bete
Apni betiyo Ko bola

Leader- bahut ache se yaad hai
Ek ek chhiz yaad hai Thakur sahab
Kabhi nahi bhulunga
Betiya vapas ghar aagaye
Ha
Mera best wishes hai unko
Leader Priya Ko gurte hue bolta hai

Tabhi jey thakur ke aage Aakar leader ki taraf face karke khada ho jata hai

Jey- yaadein nahi hai to yaad dilau kya
Sehar ki sadke aaj bhi laal hai
Ek second ka waqt nahi lagaunga yaadein dilane me
Kya hua tha kyu hua tha aur kisne kya kya khoya
Bahut khoon Baha hai es din aur bahana chahta hai to vapas aana
Tujhe to pata hi hoga main humesha se tera intzaar karta rahta hu

Leader- aaunga ek din
Jarur aaunga
Kuch Kasam maine bhi Khae thi
Kuch Kasam tune bhi
Par puri ek ki ho hogi
Vapas jarur aaunga

Jey- fir kabhi ja nahi paega
Maine ek hi kaam adhura chhoda hai usse pura karne ka mokka to dega hi tu
Tera intzaar rahega
Aur es family se jitna ho sake door rahna ye tere aur mere bich ki baat hai
Nahi to tujhe pata hai na mujhe sari jankari rahti hai

Leader- tere aur mere bich ki baat
Aur ye bol kar vo vaha se chala jata hai

Thakur- sorry beta(Priya,nisha aur shivani)
Chalo saman daan karte hai

Thakur jey ki taraf Ishara karta hai

Jey- Priya didi...
Can I call you all didi
Priya haste hue
I will love it when you call me didi

Nisha ka mood fir se kharab ho jata hai kyuki jey ne all par kuch Jada hi Jor diya tha

Jey- Priya didi ,Shivani didi aur Nisha didi Apne hatho se de to acha rahega
Nisha- main aapki behan nahi hu

Thakur- beta ye kaise baat kar rahe ho
Nisha- aap enko bol do ki mujhe behan na bole

Thakur- are behan hi to bol Raha hai
Gussa kyu kar Rahi ho
Nisha- mujhe behan na bole

Thakur- acha baba okay
Jey sorry bolo esko
Aur behan nahi bolna aage se
Thik hai

Jey muskurate hue
Agar Priya didi Shivani di aur Nisha ji sabko Apne hatho se de to acha rahega

Fir sab garibo Ko unke jarurat ka saman donate karte hai
Khub Sara ashirwad leke vapas haweli aajate hai...
 

Lone survivor

Well-Known Member
8,688
29,868
219
UPDATE-9

Nisha puri din se Apne room me hi gusi hue thi
Na kisi se baat kar Rahi thi aur na kisi Ko Apne room me gusne de Rahi thi
Sab bahut pareshan aur tension me the
Aakhir kar har kar Priya jey ke pas aae

Priya- jey
Jey- ji boliye

Priya- tumne kuch bola kya Nisha Ko
Jey- nahi meri unse koe baat hi nahi hue hai kal se

Priya- kya tum usse Jake baat karoge
Usne subah se kuch bhi nahi khaya hai aur na kisi se baat kar Rahi hai

Jey gahri saas chhod kar
Jey- I can't
Please try to understand mujhe inse door rakhiye
Main nahi kar Sakta

Priya- par kyu bas baat karne Ko hi to bol Rahi hu
Kya pata tumhre bolne par Maan jaye
Jey- aap ye bataye mujhe vo meri kya lagti hai jo mere kahne par manegi

Priya- kuch bhi lagti ho par kya tum tumne mujhe didi bola tha na to kya didi ke kahne par ek Baar usse baat nahi kar sakte
Jey- nahi

Priya- ab main tumhe order de Rahi hu
Tum gulam hona to Jake baat karo
Jey- sorry nahi kar Sakta
Mujhe Laga aapne mujhe sach me bhai bola tha
Chalo koe nahi
Par main baat nahi kar Sakta
Aapki behan hai bachpan se aapne uska khayal Rakha hai ek maa ki tarah agar aap chaho to ek minute me usse mana sakte ho
Aap jaye aur mujhe family matters se door rakhiye

Priya- kya tum family nahi ho
Jey- aapne Abhi to mujhe gulam bola hai
Main sach me ek gulam hi hu aur main aapka nahi Thakur sahab ka gulam hu
Unke orders manta hu
Vo bolenge to Jaan le lunga aur Jaan de bhi dunga
Aap unko bol kar dekho vo khud aapki baat kaat denge

But ye sab matter nahi karta
Matter karte ho aap
Aap Jake baat karo vo Maan jaegi aur please mujhe door rakho

Aur ha aage se bhai mat bolna please ye Kah kar jey vaha se chala Gaya

Priya Ko jey ka Aisa behaviour bilkul acha nahi Laga par fir haar kar vo khud hi Nisha ke room ki taraf chali Gaye

Priya- gudia gate kholo
No answer
Priya thodi tej awaz me
Gudia maine kaha gate kholo
Abki Baar gussa tha uski aawaz me

Aur kuch hi der me Nisha ne gate khol diya aur khud Jake Apne bed par bath Gaye

Usko dekh kar hi lag Raha tha ki bechari kitne der se ro Rahi hai

Priya- ye kya hai
Tujhe samjh nahi aata kya
Vo gulam hai samjhi tu
Gulam
Malik aur gulam me kabhi pyaar nahi ho Sakta
Maine abhi bahut request ki usse baat karne ki par vo nahi mana
To eska matlab hai usko kuch feelings nahi hai tere liye

Tu Abhi bachi nahi Rahi jo samjh na paye
Aur aise rone se kuch nahi hone wala
Tu usse bahut better ladka deserve Karti hai
Bahut Jada better

Abhi tu mere sath niche chalegi sabko sorry bolegi aur khana khaegi

Nisha lagbhag rote hue
Didi kya sach me uske Dil me mere liye kuch nahi hai

Priya uske chehre Ko Apne hath me lete hue
Betu uske Dil me kisi ke liye kuch nahi haiVo bas apni duty nibha Raha hai
Vo yaha rahta hai kyuki vo yaha kaam karta hai
Vo Apne order manta hai kyuki hum usko paise dete hai
Aur kuch nahi hai betu

Tu jitni jaldi ho sake ye samjh ja
Aur agar sach me pyaar Karti hai na to aise rone se kuch nahi hoga

Be strong aur usse Apne pyaar ke daam par change kar
Usse ek Insaan Bana jo insaaniyaat vo kho Chuka hai na usse vapas Jinda kar
Uske Dil me Apne liye ek jagah Bana
Aur ye sab yaha bathe ro kar nahi hoga

Tujhe Samna karna padega
Betu ye to suruvat hai life ki
Aage bahut tough tough situation aaegi to kya tu aise hi rote rahegi

Ha Bata mujhe
Kya meri gudia etni kamjor hai
Nahi na
Nahi na

Nisha bas na me sar hila deti hai

Priya- good
Abhi apna face saaf kar aur niche chal
Maine tera favourite khana banaya hai
Priya nisha ke mathe Ko chhum kar room se nikal jati hai

Jate jate
Jaldi aana gudia nahi to main Sara finish kar jaungi fir dobara se rote rahna

Nisha Ko Apne didi se baat karke bahut acha Laga vo apni haalat sudhar kar niche Chali jati hai

Sabko sorry bol kar khana khane lagti hai

Thakur bhi kuch nahi bolta usse bas pyaar se uske sar par hath fer deta hai

Aur sab chhup chhap khana khane lagte hai

Aur uske Baad hall me hi bath kar bate karne lagte hai

Nisha bhi kuch had tak normal ho Gaye thi aur kuch had tak normal dikhane ki kosis kar Rahi thi

Fir sab hall se bhar park me aake bath jate hai aur vohi edar udhar ki baatein karne lagte hai

Tabhi gate se jey ki car aati hai aur vo Bina unke taraf dekhe vaha se nikalne ki kosis karne lagta hai par Thakur usse bol lete hai

Thakur- edar aa
Jey pehle ki tarah sar niche karke Thakur ke pass Jake khada hogya

Thakur- Abhi kha se aa Raha hai
Jey- sar Dard kar Raha tha esliye thoda tahlne Gaya tha

Thakur- aur drugs karke aagya
Vohi to teri medicine hai
Hai na
Jey kuch nahi bolta

Thakur uske baal pakad kar
Meri taraf dekh
Vohi teri medicine hai ha
Ek din mar jaega tu en sabke chakar me
Aur ek baat meri dhayan se sun le
Aaj ke din mujhe koe khoon kharaba nahi chahiye samjha
Jo past me hua vo hua par aur nahi

Jey- khoon to bahega
Bahut bahega Abhi
Jab tak unme se ek bhi Jinda hai khoon to bahega

Thakur- aur kitnaaaaaaaa
Mujhe aaj Bata hi de kitna
Ek jindagi ke badle tu kitni jindagi tabah karega

Jey- vo ek meri dunia thi
Aur uske liye main puri dunia tabah kar dunga
Thakur- to intzaar kis chhiz kar kar Raha hai tu
Ja aur khatam kar de aaj sabko
Kyuki mujhse aur bardasst nahi hoga

Jey- etni asaan maut Deni Hoti to kab ka de deta
Abhi unko khoof me jine do
Abhi unko unke kiye par pachatene do
Jis din unke under se dar khatam hoga us din ek aur marega jisse vo dar kayam rahe
Fir ek aur marega
Fir ek aur
Aise kar karke
Ek ek ko chhun chhun kar aisi maut dunga ki unki Rohe bhi tadpegi

Abhi bahut waqt hai
Bahut waqt hai

Thakur- aur tujhe kya mil jaega usse
Jey- sukun
Meri rooh Ko sukun
Uske Baad main aaram se mar jaunga
Uske Baad na mere paas jine ki vajah bachegi aur na main jeena chaunga
fir main chain se mar jaunga
Kahi to Jannat me vo mera intzaar kar Rahi hogi
Vaha Jake uski god me sar rakh kar sojaunga

Thakur- agar Aankhen Khol kar dekhega to sayad jeene ki vajah mil jaye
Jey- chahiye hi nahi ab
Esliye hi ankhen band kar Rakhi hai
Agar khol li to sayad jeena majburi ban jaye jo mujhe pata hai nahi hoga esliye ankhen band karne me hi bhalae hai
Maine bahut dukh diya hai aap sab Ko uske liye mujhe maaf kar dijiye
Mere kuch maksad hai main unse piche nahi hat Sakta

Mujhe Sukoon ki maut chahiye jo sirf ek hi chhij se mil Sakti hai aur vo hai khoon

Main bas jab tak Jinda hu jab tak mera maksad pura nahi ho jata uske Baad main Sukoon se yaha se chala jaunga

Ek aisi Gehri nind me jisse kabhi na uthu
Aur vo hogi meri Jeet

Ho sake to mujhe maaf kardena par main vo nahi de Sakta jo aap chahte ho (nisha ki taraf dekhta hai)
Fir vaha se chala jata hai...


**Flashback soon**
 
Top