Excellent update bhai bahut hi Shandar aur lajawab bole to ekdum jhakaas dhamakedar mind-blowing & fantastic bahut badiya likh rahe ho bhai aise hi continue karo Aage Ka Intezar rahega
Thanks bhai Yahan Par bhi Sabhi update post karne ke liye ab yahan par bhi new updates Milenge to maza aayega lekin Bhai aap ek update post karne ke baad Jab next update post Karte Ho To Aisa Lagta Hai Jaise story bahut jyada jump ho rahi hai Aisa mat karo bhai Pichle update ka bhi thoda Recap dete jao Taaki Hame bhi Pata Chale ki story yahan tak Kaise Pahunchi ek - ek baar to Mein bahut jyada confused ho jata hoon aapke updates padh ke Kyunki aap story bahut jyada jump karte ho, Umeed karta hoon aap samajh Gaye Honge Baaki Aap Ki Marzi Yeh aapki Story Hai Aap Jaisa Chahe likh sakte ho. Khair koi baat nahi Aage Ka Intezar rahega.
Keep going
We will wait for next update

Bhai main ek update me pura scene khatam kar deta hu
Next update me next scene
Esme main preview dene ki koe jarurat feel hi nahi hoti
Preview to tab dete Hai na jab previous update adhura ho yaha to main complete kar deta hu
Fir bhi Pata nahi sab yehi kyu bolte rahte hai
Fir bhi main aage se dhayan rakhunga
Thank you for your support and suggestions
Stay tuned