- 8,688
- 29,868
- 219
Thank you for your supportVery good update bro ..
Stay tuned
Thank you for your supportVery good update bro ..
Vo bahut bada raaj haiNice update bhai... En tino uske behen nahi hai to uski behen kaha gaye?
Aap batao kya karna chahiyeAwesome update bhai bahut hi shandar aur lajawab mind blowing
Wah Bhai bahut hi badiya aur behtarin update tha story Mein yeh new twist dalkar aapne isko aur bhi majedar bana diya hai aur in 6 mahino mein Priya to pure Underworld par chaa Gayi Hai or dusri taraf Jey Apni Yaddasht Kho chuka hai
Dekhte hain Aage - Aage or Kya twist dekhne Ko Milta Hai story mein Jab Jey ki yaddasht Laut Aayegi tab kya jey apni behno ne uske sath Jo kuch bhi kiya woh Sab Kuch Bhul kar unhe maaf kar dega ya fir unse Badla lega aur bhai aapne To Hum Sab Ko April fool wala joke karke dara hi diya tha Koi itni jaldi bhi April fool karta hai kya April 1st to Aaj Hai Lekin aapne to Char Panch Din pahle Hi April fool bana diya Koi Nahi Aage Ka Intezar rahega
Keep going
We will wait for next update bhai
You got my respect broBhai ek request hai is behtareen story ko sex scene ki adhikta se kharab mat karna.
Sex scene se koi aaptti nahi hai per jarurat se jyada aur har update me hone se wo repitative aur boring hone lagta hai.
Story ka plot bahut hi shandaar hai ab isme please sachcha pyar dikhao.
Aur please jaldi update de.
Abhi se decide mat karo Bhai ki kon sahi hai aur kon galatShandar update bhai ,
Jay ko machhuaron ne bacha liya h , per as usual har story ki tarah yaha bhi hero ki yadasht ja chuki h , per koi baat ni ab to or bhi maja aayega , jab jay wapas apni bahano se milega, priya or nisha k sine p to saamp lot aayega.
Kitni giri hui harkat jo ki thi unhonne jay k sath, sabko lag raha h ki ye 3no jay ki sisters ni h , per mujhe esa lagta h ki yahi h 3no karan ki sister but power ki bhuk ne inko , haiwan bana diya h.
Lekin shivani inke bure kamo m include ni hona chahati thi , bas majburi ki vajah se use esa kerna pada , wo aaj bhi apne bhai se sacha pyar kerti h.
Dekhte h ab aage kya hota h.
Waiting for next update bhai
Lagta Hai bahut dhayan se story padh rahe ho bhaiMujhe bhi priya pe doubt ho raha hai...kyonki wo hi kah rahi jay ko ki wo apna Sapna pura kare..aur uska hi kahna hai ki wo jay ke baare me sab janti hai..matlb usko London me jay kya tha wo bhi pata hai...aur isme mathur kabjikra bhi nahi aaya jab jay london me tha tab wo Mathur ko india bhejta hai apna naam failane ko...dekhte hai kya hota hai.
Bhai incest ni rahega to story ki theme hi badal jayegi , ye to h incest prefix storyYou got my respect bro
Chalo spoiler de deta hu
No more sex scene and yeah no more incest
Love story ho sakti hai sayad agar mood hua to
Ruchi to pyaar Hai mera sahi hi bolegi voFantastic story bhai...kya kahe speechless..is story me tumne reality dikhayi hai ki power aur paise ke aage koi nahi tikta..ab jay ko jab yaad aayga tab use kitni takleef pahuchegi..ruchi ne sahi kaha tha ek din tum mujhe dhundhogi. Tab kahi der na ho jaye