- 8,688
- 29,868
- 219
Bas aise hi reply motivate karte hai acha likhne koAwesome update bhai,
bahad hi shandaar, lajawab aur amazing update hai bhai,
jey ko gherne wale gundo ko pata hi nhi tha ki jey kaun hai, aur jey unko marne ke baad khud hairan ho gaya ki usne ye kaise kiya, lekin ye baat sach hai ki insaan apni yaddast kho sakta hai par apna hunar nhi kho sakta hai,
jey ne apne pet me ek memory chhupa kar rakha tha,
aur uss memory me lagta hai ki usne apne saare network ke baare me data rakha hoga,
jey ke dwara code use karte hi uska aadmi use lene pahuch gaya hai,
sach me bhai aapne jey ki manodasha ko bahot hi shandaar tarike se dikhaya hai,
ab dekhte hai ki aage kya hota hai
Sorry Bhai April fool ke liyeachcha update hai sach kahun to soncha tha ki aapki kisi thread par na aunga tabhi pichle update ke baad bhi mai na aya tha par chalo jo bhi hua pichla maaf kiya aapko..ab story aap apne hisaab se likho mai usme kuch nahi bol sakta baki jo bhi ho story hero ko pitwana mat halka fulka chalta hai![]()
Thank you for your lovely review bhai![]()
Excellent update bhai bahut hi shandar aur lajawab bole to ekdum jhakaas mind blowing & fantastic
Wah bhai Chaa gaye aap to Aap ki mehnat aur imagination ne is Kahani Mein Char Chand laga diye hai aur aap ki yahi mehnat Ke Karan aaj Gulam Story ke Deewano ki list din doguni aur rat chauguni badhati hi ja rahi hai,
Jey ko lootne ke liye Park mein Jo Gundo ne use ghera tha Agar Unhe Pata Hota ke Jey kaun hai to Bina Maar Khaye hi Unki fat ke Hath Mein Aa jaati aur jey unko gundo ko marne ke baad khud bhi hairan ho gaya ki usne ye sab Aakhir kiya kaise,
Aur sach mein bhai Insaan apni Dhalti Umar ke saath Apni yaddasht Ko sakta hai lekin apna hunar nahi kho sakta, aur jey ne apne pet mein yeh memory card kab chhupa kar rakha tha, iska to story Mein Kabhi Jikar hi nahi hua Shayad Ye Bhi Koi suspense hai jo Aage open hoga aur uss memory me lagta hai ki usne apne saare network ke baare mein data rakha hoga,
jey ke dwara code use karte hi uska aadmi use lene pahuch gaya iska matlab abhi tak Priya ne Jey banaye huye Kisi bhi code ko change nahi kiya hai aaj bhi wo jey ke dwara banaye gaye code ko use karti hai yaa ho sakta hai is code ke baare mein Priya ko bhi Pata Na Ho jey is code ko sirf Apne tak hi secret rakha hoga, sach mein bhai aapne jey ki manodasha ko bahot hi shandaar tarike se dikhaya hai, ab dekhte hai ki aage kya hota hai iske liye aage ka intezar rahega
Keep going
We will wait for next update
Bhai jaldi se sath aajao aur apne important review doMain aise hi timepass ke liye last wala update padha
Ye meri is thread oar sayad 1st visit hai..
Socha dekhu kaisa thread hai...
Last wala update padha bahut hu interesting laga...
Writing skill and thinking capacity bhi jabardsht hai...
Mujhe nahi pata isse kahani me pahle kya huwa h. But ye update mast tha.
Ab man kar raha h start se padhne ka. .
May be DC VS SRH .ke match ke bad padhu...
SUPERB UPDATE BRO
EXCITING TO READ PREVIOUS UPDATE
Thank you for your supportAwesome Fantastic Update
Thank you for your supportNice update bhai ab naya more aaya hai story me
Thank you so much for your reviewsOne of the best running thread on xforum
Lovely bro
Aise hi likhte ho aur entertainment karte raho
You have a great skill of writing
Keep it up
Keep rocking
Thank you for your supportKafi achha update tha bro