• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Incest Gulam (Completed)

Lone survivor

Well-Known Member
8,688
29,868
219
Aisi koi baat nahi hai bhai aap ki writing skills bahut badiya hai Varna Yahan Par Jyadatar writers to sirf Supernatural powers mein hi guse Rehte Hain lekin aap ki story un sabse alag hai Jaise Ek Aam Insaan apni simple life mein rehta hai aur Mujhe Aise Hi stories pasand hai......

Aur Story ke baare mein mere bolne ka matlab sirf Itna tha ki ek to aap ki story Mein Shuru Se full suspense bhare Pade hain aur aap Upar Se story mein bahut jyada cut karte ho Aise mein kuch update samajhne Mein Thoda dikkat hoti hai jaldi samajh mein nahin aata hai isliye maine ye baat bola tha

Aur bhai aap Meri baat ka bura Na Mano Kyunki yeh sirf meri opinion Thi Baaki yeh Aap Ki Story Hai aap Jaise Chahe likho.....
Bhai yaha bura manene ka matlab hi nahi hai
Agar aap log nahi rahoge ya opinion nahi doge to likhne ka fayda kya hai
But bhai
Aap batao Maine aapko same chhij kitni baar explain ki hai
Lekin aap bar bar fir vahi aajate ho
Bhai main esse Jada depth nahi dikha sakta
Story complete bhi to Karni hai
Please samjho bhai
Aur humesha mera sath dene ke liye bahut sukriya
Ummid karta hu ki aage bhi sath bane rahoge
 

Lone survivor

Well-Known Member
8,688
29,868
219
Update-59

Jey- aisa lagta hai ye naam kahi suna hai
Boss- tabhi to doond rahe ho
Par sabse pehle pardhan ko doondna padega

Jey- tumhri etni badi gang hai
Tum kaise nahi doond paye abhi tak
Boss- mera bas ek area hai
Main esse bahar nahi nikal sakta

Jey- ye jo bhi hai esko main doond lunga
Boss- fir tumhri pahchan bhi tumhe doond legi

Jey ke paas ek hi hathiyaar tha pardhaan ko doondne ka vo tha uske paas vo contact number jisne jey ko paise aur car di thi

Jey ne bina koe deri kiye us number par call laga di aur bol diya us bande ko doondne ke liye

Boss- ye kon tha
Aur tumne to kaha tha ki tumhe kuch yaad nahi hai
Jey- jaise tum mil gaye the vaise hi ye number bhi mil gaya

Boss- kya bola vo
Jey- 24 ganto me pata kar dega

Boss- impossible
Main kabse kosis me laga hua hu
Ab tak nahi pata kar paya
Vo kaise kar dega
Jey- kyuki ye mera contact hai
Ab humare paas waqt hai
To mujhe sari story batao
Aur koe achi daru bhi mangva lo

Thodi hi der ke baad dono aamne samne bathe hue the aur ek ek peg pakad rakha tha

Boss- 18 Saal pehle ki baat hai
*** vaha ek thakur apne pure parivaar ke sath rahta tha
Vo acha aadmi tha aur yehi uska dusman ban gaye

Jab uski achae ke kaaran uske dusman bahut jada badh gaye to usne apne bacho ko bachane ke liye vaha se bahar bejne ki sochi

Ladke ko to London bej diya aur ladkiyon ko **** me

Thakur ki wife meri behan ki tarah hi thi

To unhone mujhe un bachhiyon ka dhayan rakhne ko bola

Unhone mujhe unki photos beji aur bataya ki vo kaha hai

Lekin mujhe pahuchne me der ho gaye aur vo ladkiya mujhe kabhi mili hi nahi

Main bahut doonda par kahi pata nahi chala

Dar aur sarmindagi ki vajah se maine unhe kuch bataya hi nahi

Jab bhi unke phone aate to main juth bol deta ki sab thik hai
Aur pith piche unhe doondne ki kosis karta raha

Jab main kamyab nahi hua to dar ke mare vo jagah chhod kar vaha se bhag aaya

Par maine unhe dundna nahi chhoda aur aaj tak doond raha hu

Jey- matlab hum ek parchae ko dond rahe hai jisse pechle 18 saal me kisi ne nahi dekha
Acha hai
Boss- kisne bola ki nahi dekha
Bahut baar alag alag jagah par spot hue hai par humare pahuchne se pehle gayab bhi ho jati hai

Jey- jis thakur ki baat kar rahe ho kya usne kabhi kosis nahi ki
Boss- jab tak main tha tab to vo sirf phone par hi puchte the
Kabhi milne nahi aaye
Kyuki unhe dar tha ki sayad agar unke dusmano ko pata chal gaya to kuch galat na ho jaye
Mere jane ke baad kya hua mujhe nahi pata

Jey- ek confusion hai
Tumne kaha ki bahut baar alag alag jagah spot hue hai to tumhre paas new photo kyu nahi hai
Aur agar new photo nahi hai to tum logo ne pahchana kaise ki ye vahi hai
Boss- Hume bas news milti thi

Jey- OK so let me clear it
Tum log sirf kisi ke baato ki vajah se ye samjh rahe ho ki ye ladkiya jinda hai
Aur 18 saal me tumne aur tumhre logo ne actual me kabhi unhe nahi dekha
Nahi nahi
Tum ne to kabhi apni puri life me unhe nahi dekha

Hey bhagwan
Kaha fassa diya mujhe

Boss- ye hi humari aakhiri ummid hai
Aur tumhri bhi
Jey- main apna rasta khud dond lunga
Par jo tum log bol rahe ho vo mere to sar ke upar se ja raha hai

Boss- vo ladkiya jinda hai
Mujhe feeling aa rahi hai
Jey- ye feeling nahi tumhra guilt bol raha hai
Mujhe ye personal metter me nahi padna

Boss- tumhre aadmi ne ek din ka time manga hai pardhan ko dondne me
Bas ek baar vo mil jaye
Usse puchtat kar le
Fir agar kuch nahi hua to main khud tumhri help karunga tumhri identity dondne me
Bas ek din please

Jey- tumhe pata hai ki kuch nahi hone wala
Vo pardhaan jo bhi ho usse kuch nahi pata hoga
Ye bas time waste karna hai
Boss- mujhe ye time waste karna hai

Jey- thik hai fir
Ek din
Aur usse jada ek second bhi nahi
fir tum meri help karoge

Jey ye bolta hai aur vaha se daru ki bottle utha kar chala jata hai

Boss apna sar pakad kar bath jata hai kyuki usse pata tha ki jo bhi jey ne bola hai vo sab sahi hai

Vo bas apni sarmindagi aur nakamyabi chhupane ke liye ye sab kar raha hai

Par kahi undar se ek aawaz bhi aati hai ki kya pata kuch ho hi jaye

Kya pata vo ladkiya mil hi jaye
Kya pata vo apna promise pura kar hi le
Kya pata
Kya pata
Kya pata


Dusri taraf

Priya ek photo ke samne khadi hue thi

Priya- Maa humne badla le liya maa
Jis jis ne humare sath bura kiya tha un sabse
Aap yaha hote to pata nahi khush hote ya dukhi
Par main khush Hu maa
Aapko jitni sarmindagi uthane padi thi
Jitni aapki bejati hue thi
Vo sabka chhun chhun kar badla liya hai maine
Ab mujhe jindagi se aur kuch nahi chahiye
Ab main thak gaye hu
Shivani ki aisi halaat bhi nahi dekhi jati
Par usse kyu samjh me nahi aa raha
Kya vo sab bhul gaye
Kya uska man nahi karta badle ka

Kya vo aapke aashon bhul gaye
Ya kisi ke pyaar ke upar usse vo sab yaad nahi hai
Main aapse usse aur gudia se bahut pyaar karti hu maa
Aapko maine kho diya par main enhe nahi kho sakti
Main mar jaungi maa
Please kuch rasta dikha do
Kaise samjhau main usse

Gudia bhi to samjh rahi hai
Vo to bachi hai fir bhi sab yaad hai usse
Shivani kaise bhul sakti hai

Vo sochti hai maine ye sab power ke liye kiya hai
Par aisa nahi hai maa
Maine ye sab power ke liye nahi aapke apmaan ka badla lene ke liye kiya hai

Mujhe soch soch kar kabhi nind nahi aae
Jab bhi aankhen band karti to aapke aashon dikhte the

Ab jab maine chain se so sakti hu tab meri behan ke ashon dikh rahe hai

Kya kabhi main aaram se so paungi
Kya kabhi meri family khush rah paegi

Main sab chhod dungi maa
Par vo ek baar bole to
Ek baar muskuraye to
Jindagi luta dungi uske ek hasi ke liye

Maa Sach batau main bilkul bhi khush nahi hu
Mujhe aaj bhi jey ka chehra yaad hai
Uski masumayat yaad hai
Uska pyaar yaad hai
Uski care yaad hai
Lekin mujhe aapke ashon bhi yaad hai
Mujhe aapki bejjati bhi yaad hai
Mujhe aapki sarmindagi bhi yaad hai

Aur Kya karu mujhe ye jey ke pyaar se havi lag raha hai maa

Main bhi pyaar karti thi usse
Main aaj bhi pyaar karti hu usse
Mujhe aaj bhi uski yaadein sone nahi deti

Par Maa aapke liye main aise hazaro pyaar kurbaan kar sakti hu

Mujhe pata hai aap bhi usse bahut pyaar karti thi
Aur jo maine uske sath kiya uske liye mujhe kabhi maaf nahi karoge
Par mujhe uske maafi nahi chahiye

Aapne kaha tha uski behan tumhri behan jaisi hai aur hume unka khayal rakhna hai
To Maa main rakh rahi hu na unka khayal
Aapni khud ki behano se jada ache se rakha hai maine unko

Lekin aapne jey ke bare me to kuch bola hi nahi
To uske sath to kuch bhi kar sakte hai na

MAA
Mujhe pata hai vo jinda hai
Mujhe ye bhi pata hai ki uski yaadast ja chuki hai
Par maa
Main chahti hu ki vo vapas aaye
Uski yaadast vapas aaye
Vo mere samne khada ho
Uski ankhon me dekh kar main usse uski hakikat batau
Aur fir uske hatho se uski hi god me dam tod du

Main marungi to uske hatho se hi
Lekin main uski bahoo me marna chahti hu
Main usse batana chahti hu ki ye sab maine kiya hai
Apne pure hosh me kiya hai
Lekin please meri behano ko kuch mat karna
Aakhir kaar vo uski bhi to behane hi hai....
 

Sanju

Well-Known Member
4,363
7,900
158
Ab ek aur naya twist de diya bhai.. Priya uski bahen nahi hai to tisri bahen kon hai? Jinda bhi hai ya.... Kahi ruchi to nahi? Priya ki network to bahut hii tagda hai woh Jan chuka hai ki jey jinda bhi hai aur yadast nahi hai marna tha to ab kyu nahi mar raha hai? Bahut sare sawal is update me de diya hai iske answer janne ke liye betab hu bhai..... Jaldi next update dena bhai
 

Story Collector

The name is enough
Staff member
Sr. Moderator
137,678
116,115
354
Excellent update bhai bahut hi shandar aur lajawab mind blowing & fantastic
Wah Bhai twist pe twist aur kitne jhatke Doge yaar aap ki story Jaise Jaise Aage badh rahi hai Waise Hi Har EK update Mein ek new twist dekhne ko mil raha hai aur is update se yeh to clear Ho Gaya ke Priya Jey ki sagi behan nahi hai lekin mujhe aisa lag raha hai ki Jey Ke Papa Ki do biwiyan ho aur Priya Jey ki Sauteli behan hai Kyunki Priya khud bata rahi hai ki Shivani aur Nisha Bhi To uski behnen hai

aur Priya Ko Jey ke baare mein sab kuch pata hai ki woh Jinda Hai Aur Uski Yaddasht jaa chuki hai jab priya ko itna sabkuch Pata Hai To yeh bhi Pata Hoga ki jey is Waqt kahan hai aur Agar wo Chahe To Jey ko Maar bhi sakti hai lekin phir Khamosh hai iska matlab story Mein Aur bhi twist baaki hai jo aage dekhne ko milenge Khair koi baat nahi Aage Dekhte Hain Yeh Sab kya lafda hai or iske liye Aage Ka Intezar rahega

Keep going
We will wait for next update

:yourock:
​
 
Last edited:

Jitu kumar

Active Member
1,946
6,504
143
Awesome update bhai,
behad hi shandaar, lajawab aur amazing update hai bhai,
itne saare twist ek sath,
priya ki baato ne phir se shuru se sochane par majboor kar diya hai,
use pata hai ki jey aa chuka hai aur uski yaddast chali gayi hai,
aur vo jey ke hatho se hi marna chahti hai, aur uske goad me dum todna chahti hai,
Mujhe lagta hai ki jey ne jis code ka use kiya tha usi vajah se priya ko uske baare me pata chala hai,
udhar jey ko usne 24 hour ka time diya hai,
ab dekhte hai ki aage kya hota hai,
Waiting for next update
 
  • Like
Reactions: Story Collector
Top