Thank you for your precious comment bhaiExcellent update bhai bahut hi shandar aur lajawab mind blowing & fantastic
Wah Bhai twist pe twist aur kitne jhatke Doge yaar aap ki story Jaise Jaise Aage badh rahi hai Waise Hi Har EK update Mein ek new twist dekhne ko mil raha hai aur is update se yeh to clear Ho Gaya ke Priya Jey ki sagi behan nahi hai lekin mujhe aisa lag raha hai ki Jey Ke Papa Ki do biwiyan ho aur Priya Jey ki Sauteli behan hai Kyunki Priya khud bata rahi hai ki Shivani aur Nisha Bhi To uski behnen hai
aur Priya Ko Jey ke baare mein sab kuch pata hai ki woh Jinda Hai Aur Uski Yaddasht jaa chuki hai jab priya ko itna sabkuch Pata Hai To yeh bhi Pata Hoga ki jey is Waqt kahan hai aur Agar wo Chahe To Jey ko Maar bhi sakti hai lekin phir Khamosh hai iska matlab story Mein Aur bhi twist baaki hai jo aage dekhne ko milenge Khair koi baat nahi Aage Dekhte Hain Yeh Sab kya lafda hai or iske liye Aage Ka Intezar rahega
Keep going
We will wait for next update
Ye to waqt hi batega Bhai ki kaise pata chala aur aage jake kya hogaAwesome update bhai,
behad hi shandaar, lajawab aur amazing update hai bhai,
itne saare twist ek sath,
priya ki baato ne phir se shuru se sochane par majboor kar diya hai,
use pata hai ki jey aa chuka hai aur uski yaddast chali gayi hai,
aur vo jey ke hatho se hi marna chahti hai, aur uske goad me dum todna chahti hai,
Mujhe lagta hai ki jey ne jis code ka use kiya tha usi vajah se priya ko uske baare me pata chala hai,
udhar jey ko usne 24 hour ka time diya hai,
ab dekhte hai ki aage kya hota hai,
Waiting for next update