• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Incest Gulam (Completed)

Story Collector

The name is enough
Staff member
Sr. Moderator
137,678
116,115
354
Hello, Ladies :kiss: & Gentleman, :hi:
We are so glad to Introduce Ultimate Story Contest of this year.

Jaise ki aap sabhi Jante Hain is baar Hum USC contest chala rahe hain aur Kuch Din pahle hi Humne Rules & Queries Thread ka announce kar diya tha aur ab Ultimate Story Contest ka Entry Thread air kar diya hai jo 17th, Nov 2019, 11:59 PM ko close hoga.

Khair ab main point Par Aate Hain Jaisa ki entry thread aired ho chuka hai isliye aap Sabhi readers aur writers se Meri personally request hai ki is contest mein aap Jarur participate kare aur
Apni kalpnao ko shabdon ka rasta dikha ke yaha pesh kare ho sakta hai log use pasand kare.
Aur Jo readers nahi likhna chahte wo bakiyo ki story padhke review de sakte hai mujhe bahut Khushi Hogi agar aap is contest mein participate lekar apni story likhenge to.

Ye aap Sabhi Ke liye ek bahut hi sunhara avsar hai isliye Aage Bade aur apni Kalpanao ko shabdon Mein likhkar Duniya Ko dikha De.

Ye ek short story contest hai jisme Minimum 800 words se maximum 6000 words tak allowed hai itne hi words mein apni story complete Karni Hogi, Aur ek hi post mein complete karna hai aur
Entry Thread mein post karna hai.
I hope aap mujhe niraash nahi Karenge aur is contest Mein Jarur participate Lenge.


:thanks:
On Behalf of Admin Team
Regards :-
Story Collector


 

King

𝕿𝖍𝖊 𝕺𝖓𝖊 & 𝕺𝖓𝖑𝖞 𝕿𝖗𝖚𝖊 𝕶𝖎𝖓𝖌
3,957
7,161
159
Marvelous story bhai..
Apka story writing kuch kuch astoner bhai je laga Xossip par the woh...

Now for the ending last ka update asa laga jese apne story ko end karne ki jldi thi..
At least 5 updates aur ate sayed agar apne real sister aor step sister ke bich ke dispute kese solve woh dikhate toh..
Jey ne kese apne sister ko dhunda 1saal ander woh bhi miss huwa
Last mei kya huwa sab ke bich ye bhi tha..
Kya jey ne sab se shadi karli ya woh akela tha
 

Avi12

Active Member
863
2,350
138
Me is forum ke bante hi isse jud gaya tha lekin zada use nahi Kiya. Siraj Bhai ka PDF padne laga aur USI ko padta tha kabhi kabhi fir padhai pe zada dhyan Dene ke liye kabhi kabhi hi visit karta wo bhi apni favourite story dobara padne ke liye par aj me yaha post ki Hui nai story padh Raha hu maza a gaya bhaj apki writing skills bahut achi h. Ab atey h story pe
1- Jey ka character shuru me gulaam ki tarah pesh karna wo apne hi baap ka is tarah ki neerasta aur hatasha Batata h ki aap us wakt kuch hatash the aur us bhavna me beh kar Jey ka shuruat Wala gulaam ka character rakha
2- About ending-. Bhai yaha par 99% log fantasy story padne hi aatey hai(obviously usme logic aur reason hona chahiye) to har koi nahi chahta ki uski fantasy me kuch aisa ho jisme dukh ho ( dukh koi nahi chahta, real life me Kam dukh h Kya) Is liye log kuch aisa chahte h ki wo fantasy ho usme Jo bhi ghatit ho Raha hai wo bhale hi Jo bhi ho lekin uske peeche realism, logic and reason hona chahiye(Aisa nahi ki Mera 13" lamba aur 6" mota hai type)
Story ko realist hona chahiye lekin kuch had tak(warna fantasy ki jagah nahi bachegi)
Bolne ke liye pata nahi kitna h lekin itna ho bol Raha hu
Keep writing and keep improving
 

Lone survivor

Well-Known Member
8,688
29,868
219
Marvelous story bhai..
Apka story writing kuch kuch astoner bhai je laga Xossip par the woh...

Now for the ending last ka update asa laga jese apne story ko end karne ki jldi thi..
At least 5 updates aur ate sayed agar apne real sister aor step sister ke bich ke dispute kese solve woh dikhate toh..
Jey ne kese apne sister ko dhunda 1saal ander woh bhi miss huwa
Last mei kya huwa sab ke bich ye bhi tha..
Kya jey ne sab se shadi karli ya woh akela tha
Bhai main hi a stoner hu
Aur Bhai mujhe ek ek chhij dikhana really me pasand nahi hai
Kuch chhije readers ko apne dimag ya imagination ke through bhi complete karni chahiye
Aur rahi baat sisters ko dondne ka ya shadi wala scene yaar usse story bina Matlab ke khich jati
Na koe interest rahta Aur Na mujhe usme koe sense dikhi esliye maine yaha hi end kiya
Hope you will understand
Life of an engineer is my new story give that a look too
 
Top