- 17,679
- 60,574
- 244
Update 23
Ritika: Par kya woh manenge.
Sam: Yeh toh mujhe bhi nhi pata college ke baad unke paas jaake baat karenge.
Rishi: Waise yeh hai kaun.
Sam: Yeh mujhe london mein mile the. Bahot achhe insaan hai humesha mujhe apna chota bhai maana hai aur SRM Group of Companies ke board members mein se ek hai.
Rishi: Aree waah yeh toh bahot achhi baat hai. Agar yeh maan gaye toh Neha didi bahot khush rahengi.
Sam: Haa. Isiliye maine inko choose kiya. Bas yeh maan jaaye.
Ritika: Jarur maan jayenge. Aur humari didi kisi se kam thodi hai. Kya main bhi chalu.
Sam: Tum pucha mat karo order diya karo. Aur Rishi se tumhe isiliye bulwaya hai.
Ritika: Achhha jii.
Sam: Haa ji.
Rishi: Jii kya hum class mein chale time horaha hai.
Ritika: Chal kabab mein haddi.
Rishi: Achha ab main kabab mein haddi. Toh ab main Kajal ke paas nhi baithunga.
Ritika: Aree mera pyaara bhai gussa hogyaa main toh mazaak kar rahi thi.
Rishi: Chal chal maska mat laga. Tujhe bahot pahle se jaanta hu. Jaha Sam ki baat aayi wahi sab kuch maan leti hai nautanki.
Ritika bas has deti hai. Phir yeh log class mein aate hai aur class karte hai. Recess mein Mahi aur Deepak ko bhi sab batate hai phir chutti ke baad yeh log company aate hai.
Idher Neha jab Sam se milke jaati hai toh woh sidha ghar aake apne washroom mein jaati hai.
Aur jaldi se apne kapre utar ke nangi hoke mirror ke saamne jaati hai.
Neha: Aaahh jab jab bhai ke paas jaati hu meri chuttt kitna paani chornee lagti hai. Jab pahli baar dekha tha uss din hi meri chutt mein aag laga di thi aur tab se lekar aaj tak apni chutt ko ungiyon se shanttt kar rahi hu. Yeh keh ke woh apni chuttt mein ungli karke jhadne lagti hai. Aur wahi pe baith ke apni saanse sambhalne lagti hai.
Soniya aur Vishal bahar hi khade the inko welcome karne ke liye. Mahi aur Sam toh saath aaye the, Deepak aaj nhi aaya tha aur Ritika apni car mein.
Soniya jab Sam ko dekhti hai toh man mein bolti hai. Yaar Sam ki attraction power meri jaan le legi. Dekho toh isko dekhte hi meri chut kaise paani baha rahi hai.
Soniya: Aao bhai kaise ho. Tum toh bhul hi gaye.
Sam: Aree didi aapko kaise bhul sakta hu kaisi ho aap.
Soniya: Ekdum mast. Tum batao kaise ho.
Sam: Bas chal raha hai.
Soniya: Kaisi ho Mahi.
Mahi: Ekdum jhakkas. Aap kaisi ho.
Soniya: Kya baat hai India ki language sikh rahi ho achha hai. Main bhi thik hu. Aur yeh kaun hai.
Mahi: Yeh hai Ritika. Meri behen.
Soniya: Ek minute kahi SRM mein jo ‘R’ hai woh yehi toh nhi.
Sam: Waah didi kya dimaag paya hai main toh fan hogya aapke dimaag kaa.
Soniya: Aakhir didi kiski hu. Kaisi ho Ritika. Tumhara tumhari company mein Welcome hai.
Ritika: Thank You Didi. But yeh meri company nhi humari company hai. Bhale hi yeh company hum 3 ke naam se hai but isme puri mehnat aapdono ki hai isiliye yeh company hum 5 ki hai.
Sam: Ritika ne bilkul thik kaha didi. Agar aapdono nhi hote toh aaj SRM nhi hota.
Vishal: Bhai aur kitni baar yeh baat kahoge. Yeh toh humare farz tha. Chalo andar chalo aaj pahli baar company ke saare owners ek saath company mein aaye hai.
Sam: Sahi kaha bhai. Chaliye humhe aapdono se bahot jaruri baat karni hai.
Phir yeh log andar jaate hai aur Soniya ke cabin mein jaake baith jaate hai jaha pahle se hi inke liye nashta ready kiya hua thaa.
Mahi: Bhai, Didi iski kya jarurat thi.
Vishal: Bilkul jarurat thi Mahi. Tumlog 1st time office aaye ho aise thodi na chorte. Chalo pahle nashta karo phir baat karenge.
Phir sablog milke nashta karte hai. Kuch der mein yehlog nashta khatam karte hai. Uske baad
Soniya: Haa bhai bolo kya jaruri baat karni hai.
Sam: Didi baat Vishal Bhaiya ko leke hai.
Vishal: Mujhe leke bolo kya baat hai.
Sam: Bhaiya bura naa maniye gaa kyaa aap kisi se pyaar karte hai.
Vishal: Yeh kaisa sawaal hai bhai tum kehna kya chahte ho.
Sam: Bhaiya main bataunga par pahle aap bataiye naa.
Vishal: Nhi bhai kabhi aisa koi mila hi nhi jisse pyaar hosake.
Sam: Bhai aapko toh pata hai meri didi ki shaadi Singhaniya ke bade bete ke saath jabardasti horahi hai aur woh iss shaadi se khush nhi hai.
Vishal: Haa main jaanta hu.
Sam: Toh main chahta hu aap unse Shaadi karle.
Vishal: Kyaa bol rahe ho bhai. Main kaise shaadi karlu usse. Yeh possible nhi hai.
Soniya: Kyo possible nhi hai Vishal aur waise bhi tumhari shaadi ki umar hogyi hai aur ab nhi karoge toh kab karoge.
Vishal: Par Soniya main kaise.
Sam: Bhaiya maine unse pucha tha ke woh abhi shaadi karna chahti hai ya wait karengi toh unhone mujhse kaha woh ab waha nhi rehna chahti hai kyoki unko lagta hai waha unki izaat ko khatra hai aur agar unki shaadi Singhaniya ke saath hui toh woh suicide attempt kar lengi.
Vishal: Bhai tum samjho main shayad uske layak nhi.
Soniya: Aur tum kaise decide kar rahe ho. Yeh usse decide karne do jisko shaadi karni hai. Agar usne tumhe accept kiya toh kya tum ready ho.
Vishal: Soniya tum jaanti ho aur Dad kya bolenge.
Sam: Aap uncle ki tension naa lo unko main sambhal lunga aur aaj humare mall mein maine unko bulaya hai aapse milne ke liye. Toh aap sham ko 7 baje mall aajana.
Soniya: Bhai tum chinta naa karo main hu naa main le aaungi.
Mahi: Achha didi aap bhai ki shaadi ke liye itna force kar rahi hai kahi aisa toh nhi ke jab tak bhai ki shaadi nhi hoti aap ka number nhi aayega.
Soniya: Ayeee chup kar kuch bhi bolti hai. Aisa kuch nhi hai. Aur main is liye force kar rahi hu kyoki maine bhi bahot baar bhai ko bola hai bhabhi le aao but yeh sunta hi nhi aur ab jab tumlog yeh baat karne aate toh maine force kardiya.
Sam: Mujhe toh kuch aur hi lag raha hai kyo bhai.
Vishal: Haa bhai sahi kaha behna kya jijaji mil gaye hai.
Soniya: Nhi bhai but bhabhi mil gayi hai aur sham ko jaane ke liye ready hojao.
Sam: Koi nhi aapke liye bhi hum khoj lenge kyo deviyon.
Ritika: Bilkul.
Mahi: Koi shak.
Sam: Achha ab hum chalte hai sham ko milenge SRM Mall mein.
Soniya: Okk bhai.
Phir yeh log waha se ghar aajate hai.
Sham ko Sam, Mahi, Ritika, Rishi, Soniya, Deepak, Vishal aur Neha SRM Mall mein jaate hai.
Jaha Vishal aur Neha thoda nervous the wahi baakilog bahot jyaada excited the.
Sam Mahi Ritika aur Deepak jab aate hai tab waha koi nhi aaya tha.
Ritika: My dear husband didi aur jijaji toh apna dekh lenge aap mera gussa kab shant karwaoge.
Mahi: Haa my dear husband kab karwaoge.
Sam: Iska toh samaj aata hai but tumhara kaisa gussa.
Mahi: Jab ek gussa hai toh dusri bhi gussa hai kyo Riti.
Ritika: Bilkul Mahi.
Tabhi waha Soniya aur Vishal aajate hai.
Sam: Hi bhai hi didi. Toh bhai aap ready hai.
Vishal: Bas thoda nervous hu. Pahli baar aise ladki dekhne aaya hu.
Sam: Don’t worry bhai hum hai naa aur meri didi bahot pyaari hai.
Tabhi waha Rishi Neha ko leke aajata hai.
Sam: Aa bhai.
Sam: Bhai didi yeh hai mera best friend Rishi aur yeh hai meri didi Neha. Aur yeh hai Vishal bhaiya aur Soniya didi.
Soniya: Toh yeh hai woh bhai mujhe toh bahot pasand aayi.
Vishal aur Neha toh bas sharma rahe the. Undono ki nazre hi nichhe thi.
Sam: Chaliye aaplog ghume phire ekdusre ke saath time spend kare aur yeh aapki movie tickets humlog chalte hai apne enjoyment mein.
Phir Sam aur baaki sab inko chorke waha se chale jaate hai.
Sam toh Ritika Mahi Soniya ki shopping mein hi atak gaya. Rishi aur Deepak usko dekh bas hase jaa rahe the.
Sam: Haso mat jab tumhara time aayega na tab dekhenge.
Deepak: Jab aayega tab dekhenge tu filhal inko dekh hum chalte hai. Chal Rishi.
Sam: Kaha phas gaya.
Soniya: Kuch kaha bhai tumne.
Ritika: Haa maine bhi suna kuch phas gaya aisa kuch bola.
Sam: Aree nhi nhi maine aisa kuch nhi bola chalo shopping karte hai.
Phir yeh log shopping karne lagte hai Sam ko toh coolie bana diya tha 3 ladkiyon ne.
Phir aakhir mein Shopping khatam hoti hai.
Sam: Toh tum dono ka gussa kam hua.
Mahi: Haa thoda thoda.
Sam: Mera bank balance khaali karwa ke bhi thoda thoda.
Ritika: Kuch kaha.
Sam: Maine kaha abhi bhi thoda thoda.
Ritika: Haa movie dekhne ke baad shayad aur kam hojaaye.
Sam: Haa haa kyo nhi chalo dikhata hu kaunsi dekhogi.
Teeno ek saath: Horror.
Sam: Dheere se Mirror dekh lo toh horror movie ki kya jarurat.
Mahi: Kya bol rahe ho thoda jorr se bolo.
Soniya: Mujhe toh lagta hai humari burayi kar raha hai.
Ritika: Sach mein baby.
Sam: Nhi baby main aisa kar sakta hu. Main toh bol raha hu koi horror movie lagi hi nhi hai comedy aur Romantic hi lagi hai.
Teeno ek saath toh chalo Romantic mein aur unn do ladko ko bhi bula lo.
Hum yehi hai bhabhiyon aur didi.
Sam: Haa aao aao. Saale mujhe phasake nikal liye.
Mahi: Phasake matlab.
Sam: Phasake nhi hasake. Yeh jaane ke pahle ek joke bolke gaye the toh wohi bola.
Ritika: Aajkal bahot joke yaad aaraha hai.
Sam: Chalo movie start hojayegi.
Mahi: Par tickets.
Sam: Woh pahle hi le liya tha.
Ritika aur Mahi: Our lovely husband.
Phir woh log movie dekhne aaye jaha Vishal aur Neha bhi the.
Soniya: Oo toh bhai aur bhabhi pahle se hi hai yaha.
Vishal: Tumlog yaha.
Sam: Bas hum bhi aagaye movie dekhne.
Phir Yeh log baith jaate hai.
Ritika ekdum corner, phir Sam, phir Mahi, Phir Soniya phir Neha phir Vishal phir Deepak aur Rishi.
Movie start hoti hai couples apne mein busy hojaate hai.
Mahi aur Ritika ne Sam ko dono side se pakad liya aur uske kandh mein sir rakh ke movie dekhne lagi. Sam bhi dono ko apne se chipka leta hai. Bich bich pe inka kiss bhi chalta hai. Kabhi left toh kabhi right. Aur haath dono ki chuchiyon ko masal rahe the.
Neha bhi Vishal ke saath mein movie dekh rahi thi.
2 ghante baad movie khatam hoti hai sab bahar aate hai.
Sam: Toh bataiye Bhaiya aur Didi kya aap ready hai.
Neha: Bhai maine pahle bhi kaha tha jaisa tum kaho. Agar tum Vishal ke baare mein mujhse puchoge toh mujhe koi problem nhi hai.
Sam: Chalo toh haa hai aur bhaiya aap.
Vishal: Neha bahot achhi ladki hai. Mujhe bhi koi problem nhi hai. Tumlog dad se baat karlo. Par Singhaniya ka pichha kaise hatayenge. Kyoki naa woh Neha ko chorenge aur naa inke pita chorne denge.
Sam: Agar jarurat padhi toh aapki shaadi mandir mein karwayenge.
Neha: Thik hai phir main ek baar mummy se baat kar leti hu. Woh agar raaji hogyi toh bahot achha warna main ghar se bhag jaungi par ab waha nhi rahungi mujhe waha bahot darr lagta hai.
Sam: Ab mat daro didi. Aap apni maa se baat karke kal mujhe batana. Agar woh raaji nhi hoti hai toh kal hi aap college ke baad mere paas aajana phir ek achha muhurat dekh kar aapki shaadi karwa denge. Aapko koi problem toh nhi hai naa bhaiya.
Vishal: Nhi bhai mujhe koi problem nhi hai. Jaisa tum thik samjho.
Ritika: Chalo inka toh hogya ab mujhe bahot bhuk lagi hai kya hum khana khane chale.
Sam: Haa haa chaliye madam aapki teesri shart bhi puri kare.
Ritika: I love You.
Sam: Love you too baby. Chalo chale.
Phir yeh loh ek achhe se restaurant mein jaake dinner karte hai.
Uske Sam Mahi aur Ritika Ritika ke ghar aate hai Deepak aur Rishi ghar chale jaate hai. Neha bhi ghar aajati hai. Vishal aur Soniya bhi ghar chale jaate hai.