• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Fantasy Hayaan - Ek Insaan Ya Shaitaan

Hayaan-Insaan Ya shaitan Story kaisi hai..?


  • Total voters
    180

Hayaan

●Naam to Suna Hi Hoga●
6,280
13,930
144
Ek fight scene or kitna lamba korge vai, ab to khatam karo, or kitna suspense dalogi, dimag kharap ho raha hain, excellent update, besabrri se next update ka intejar hain
Bhai Ji Maaf Kijiyega ...
Fight Scene Abhi Aaya kaha hai...

Main to Hayaan ki Power Ability, Conversation, Planing... Etc dikhane ki Koshish Kar Raha...
Abhi to mauka Aaya hai Hayaan ko Parakhne ka...


Mask Man ki Details bhi to de Raha hu...
Uski Sonch Aur Uske future planing ko bhi to darsha Raha hu...
Ye Jaruri tha kyuki Mask Man aur Hayaan ka character Suspense bana hua hai... Khulkar Saamne nahi aaya hai...

Family Member ki Bonding.. Vishwas aur Emotion bhi to dikha Raha hu.. Jo Ki Ab Tak Nahi dikha paya tha...

Fir Bhi agar lamba Khinch Raha hai to Main Kam Shabdon mein Bhi Scene ko Khatm kar sakta hu...

Lekin fir Sabhi, Pyaar, Gusse, badla, aur Details se Mahroom Rah jayenge...

Baaki Aap Sabki Marji...


Thanks For Continue Reading and Excellent Supports...
Bas Aise Hi Sath Banaye Rahein...


Thanks For Your Valuable Suggestion !!
 

Hayaan

●Naam to Suna Hi Hoga●
6,280
13,930
144
Waiting for update ...............

Waiting bhaya g
.
Nice update , keep posting
Nice update Hy brother
Very nice update brother
Keep posting waiting for next update
Thank you
Awesome fantastic update
Adi guru bhi aa hi Gaye
Keep posting

Nice update bhai waiting for next update
Waiting sir
10.45 ho gya bhai
Superb update
Bro waiting for next update
Super update
Shandar upset and fully satisfied
Waiting...
Waiting...
Waiting...
Wonderful update
बहुत ही खूबसूरत अपडेट भाई
Bas intezaar ek update ke liye.........
Super update hai bhai
Badhiya update

Waiting for next update
Bhai super duper hit bhai
Super bro
jabardast update...
Gajab bhai
I like it
Bhai waiting
Bhai gazab update tha
Keep it up
Superb update bhai

writing For Next..
Keep posting

Waiting for update bhai



Next Update Posted Guys ! At Page No. 334
 

Hayaan

●Naam to Suna Hi Hoga●
6,280
13,930
144
बहुत ही खूबसूरत अपडेट भाई
Awesome fantastic Mind-blowing update Bhai ....
Bahut hi Sandar majedar Dhamkedar update hai Bhai...
Is update Mai Any ka pyar Dadi ki chinta bahut ache hi discribe kiy...
Mask man khud ek pehli hai. ..kavi kavi lgta hai ye Hayaan ka partirup hai hi nhi ...but sachi Jo hai samne hai... Hayaan khud secret hai bhale hi abi kuch nhi janta but jitna janta utna Avi ke liye kafi hai..
Chairman khud ka partirup bnaya Jo khud chairman se jayda powerful hai wahhh plane to acha hai dekhte hai aage kiy hota hai.
Msk man ki ek bt smjh nhi aai .. aisa kiw kah
Mask Man (man mein) - Abhi To tumhari hai Lekin Kuchh waqt baad meri hogi....??
Wait rahega action ka...

To full tool actin hone wala ha Besabri sa intzar ha mujhe
बहुत ही खूबसूरत अपडेट भाई
Awesome update
Ye kyamask man bola h aur ye mutant ka Kya raaz h ye Kyu duplicate Kyu banwaya h
Keep posting
Awesome update. Ab super action scene aayega . waiting for next
Excellent one bhai

Next Update Posted Page no 334
 

Hayaan

●Naam to Suna Hi Hoga●
6,280
13,930
144
Brilliant update Hayaan ji...... extraordinary :rose:

Thanks Naina Ji...
For Continue Reading and Extraordinary Supports..
Bas Aise Hi Apna Saath Banaye Rakhein..


Next Update Posted ay 334
 

Iron Man

Try and fail. But never give up trying
43,694
114,026
304
Hayaan - Ek Insaan Ya Shaitan



Update..No..1..


(Disclaimer)
Yeh Kahani Ek kalpnik Kahani hai, Kahani ke Sabhi Patr aur Unke naam Kalpnik hai aur Iska Kisi bhi Visesh Dharm Ya Jaati se koi sambandh nahi hai,
Yeh kahani kisi bhi Vyakti Ke niji Zindagi se prerit nahi hai hai
Yeh poori tarah se Ek Kalpnik Rachna hai,
Yadi Kisi Jeevit ya Mrit Vyakti se Samanta Payi Jati hai to yeh Matr Ek Sanyog hoga...!!



""'Insan apni marzi k khilaaf duniya mein aata hai ..aur apni khuwahish k khilaaf yahaan se chala jata hai.

bachpan mein farishta ..jawano mein shaitaan
aur budhape mein bewaqoof samjha jata hai..

ghareeb hai to fazool hai
ameer hai to maghroor hai

khairaat karta hai to shohrat ka bhooka bhi hai..
mazhab parast hai to makkaar hai
mazhab se door hai to gunnahgaar hai

Duniya mein aata hai
to har koi usey choomna chahta hai

duniya se jaane k baad har koi us se jaan chhuraana chahta hai..!!'""'


जैसे ही हमारे जीवन में बुराईरूपी अंधेरे का आगमन होता है, विवेकरूपी दीया प्रस्थान कर जाता है।
बुराई अपना खेल खेलती है, मानव को दानव तक बना देती है। बुराई में एक विशेषता होती है, जब वह कमजोर होने लगती है, तब वह अधिक आक्रामक हो जाती है। यही समय है, जब थोड़े धैर्य के साथ उसका मुकाबला किया जाए इस दौरान हमें उस सुहानी सुबह के बारे में सोचना चाहिए, जो उस अंधेरी बुराई के ठीक पीछे उजाले के रूप में होती है।

मनुष्य की यह प्रवृत्ति है कि उसे बुराई जल्द आकर्षित और प्रभावित करती हैं। दूसरी ओर अच्छाई में चकाचौंध करने वाली कोई चीज नहीं होती, यह सदैव निर्लिप्त होती है। जब तक कमरे में उजाला है, तब तक हमें अंधेरे का भान ही नहीं होता। जैसे ही लाइट गई, अंधेरा पसरा कि हम फडफड़ाने लगते हैं। तब हम उजाले का महत्व समझने लगते हैं।


""बुराई हमेशा शक्तिशाली नहीं रह पाती, उसके कमजोर होते ही अच्छाई का आगमन है और उसी दानव को महात्मा तक बना देती है।
मेरा मानना है कि अच्छाई को कई दानव भी सच्चे ह्रदय से स्वीकार करे, तो उसे महात्मा बनने में देर नहीं लगेगी।
आप क्या सोचते हैं....??""

:reading:
 

Iron Man

Try and fail. But never give up trying
43,694
114,026
304
A
Update- 2



Karodo Saal Pahle Bramhand nahi tha, Sirf Andhkar tha.
Achanak Ek bindu ki Utpatti huyi,
fir uske andar Bhayanak Parivartan hone lage aur is bindu ke andar hua Ek Bhayankar Visfot Jisse Bramhand ka Nirman hua.

Is bramhand ke andar Mukhytah do prakar ki Shakti ka Jam hua...


1. Sakaratmak Shakti Jise Hum Ishwariy Shakti Or Divya Shakti kahte hai.

2. Nakaratmak Shakti Jise Hum Shaitani Shakti ke naam se Jante hai.


Dono ka Apni-Apni Jagah par alag Mahatv hai,

Yehi don Shaktiyan Aatma aur Duratma ke roop mein Alag-alag Jagah par waas karti hai.

Jo kuchh bhi astitva mein hai un sab mein Ishwar Vidyaman hai..
Ishwar kisi par nirbhar nahi wo Sarvashaktiman hai.


Nakaratmak Shakti ko manne wale ko
Shaitan kahte hai.
Jise Hum iss kahani mein
Eblis ke naam se Pukarenge.

Waise Shaitan bhi Pahle Ishwar ko manne wale tha,

Shaitan Banne se Pahle Eblis Ishwar ka priya Angel tha,

Ishwar ne Eblis ko Sabse jyada power di thi Kyuki wo Ishwar ko Sabse jyada manta tha Hamesa ishwar ki bhakti me leen Rahta tha,

Jisse khush Hokar Ishwar Lord of Angel bana diya,
Eblis Sabse Taqatwar Aseem Shaktiyon ka Malik aur Bahut chalak aur Shant swabhav ka tha,
Jiske karan use Sabhi Prakar Adhikar prapt the,

Ishwar ne Dharti lok ka nirman kiya waha Rahne ke Jeev-Jantu aur Prani ka nirman kiya,

Jub dharti par manusya paida huye to Unhe Eblis se bhi Jyada uncha Darja diya gaya,

Insano ko itni Jyada uncha darza Eblis ko Pasand nahi aaya,

Jiske karan Eblis ne Ishwar ke kiye gaye Faisle par Bagavat kar di,
Jiska parinam ye hua ki Ishwar ne Eblis ko Swarg se nikal diya,

Swarg se nikale jaane ke baad Eblis ko bahut gussa aaya,
kintu wah shant raha,

Dridh nishchay kiya ki Jiss Insano ke liye mujhe ishwar ne khud se alag kar diya hai,
wo unko barbad kar dega,

Ishwar ne jis bhi Uddesya se Insaan ka nirman kiya wo unhe Uss Karm se bhatakayega,

Swarg se nikale jaane ke Baad Eblis ne khud ki Ek duniya banayi,

Aur apni shakti ke dam Vishaal Danav sena ka nirman kiya Jinka sirf Ek hi uddesya tha, Insaan ke Dil me lalach, Hawas, Krodh, Beimani, Burayi Paida karna,

Lord of angel se badalkar Ab wo Devil angel ban gaya,
Ab ishwar chah kar bhi use khud nasht nahi kar sakte the Kyuki ab Eblis Khud ishwar ki Aadhi Shakti ka Malik ban gaya tha,



Aur aaj bhi shaitan insano ko ishvar se door karne ki koshish karta rahta hai aur apni dushmani nibhata hai,

Taaki uske saath-saath hum bhi Narak men jaaye. 'shaitan insano ka khula dushman ban gaya'.
Shaitan ke pass itni beshumar Kaali- Shaitani taakat hai ki wo insano ke dil-dimaag mein bure-bure khayal daalta hai. Bure kaamo ke liye dil ko tayyar karta hai.

Acche kaam karne se insan ko rokta hai. Insan ke blood saath behta hai.

Eblis khud ko Sahi Sabit karne ke liye Chalen chalne laga,
Har taraf andhkar hi andhkar faila rakha tha,
Pure brmhand me Kewal apna Varchasva Sabit karne mein lag gaya,

Jub Eblis ka man insano ko satane na bhara to vo aur duniya me bhi apna samrajya ka vistar karne laga...

Dhire-dhire Shaitan( Eblis ) ki Power aur badhti gayi aur usne Pishach lok par Hamla bol diya

Jo ki sabse kam takatvar the aur Pisach lok ko apne shaitani taqat se apne bas me kar liya sari shaitani sena ne pisach sena ko apna gulam bana liya aur striyon ko apni hawas ka shikar banakar Shaitani sena ka bistar karne.

Eblis ka ka kahar din pratidin badhta ja raha tha jispar koi lagam nahi tha......
Awesome update
 
Top