Jay ne Priya ke chehre ko apne hatho me bhar liya.
"Tum mera sath dogi?"
Jawab me Priya ki aankhe bhi nam ho gayi. Use apni
juban par aitbaar nahi tha. Aur Na hi Jay ko uske
ikrar ki jarurat thi. Do pyaar me paagal log aankho ki
juban ke paarkhi ho jaate hai.
Usne Priya ko apni baaho me bhar liya. Jay ko aisa
lag raha tha ki maano uski jindagi me koi ek hissa jo
ab tak laapata tha, use fir se mil gaya tha. Use apne
pure hone ka ehsaas ho raha tha. Use ab Aasma ka
chaand bhi jyaada roshan lag raha tha.
Priya bhi apni kismat par foli nahi sama paa rahi thi.
Aakhir usne jindagi me jis insaan ko sabse jyaada
chaha tha uska pyaar use jo mil gaya tha. Wo jaanti
thi ye rishta samaaj ki najar me ek apradh hai par
use is baat ki koi fikar nahi thi. Use jahan mil gaya tha.
Wo Jay ko betahasha chumne lagi, kabhi gaalo par,
kabhi aankho par,kabhi hotho par to kabhi mathe
par. Uske sabra ka baandh ab tut chuka tha, use
bhavnao ke sailaab me beh jaane me koi hichak nahi thi.
Dono prem saagar ki gahrayio me gote laga rahe the
ki neeche se Khusboo ki awaaj aayi."Jay, Kaha ho
tum? Jay!" Dono Naa chahate huye bhi alag ho gaye.
Khusboo chhat par aa gayi." Are tum dono abhi tak
yahi par ho. Chalo neeche chalte hai. Baahar alaav
jalaayi hai. Hath pair sekte huye gapp ladaayenge."
DD# Maadharchod ko chhat se neeche fek de.
Achhe khaase chudaayi ke programme ki maa chod daali.
Jay# Tu yahi hai?.
DD# Ha aur jaunga bhi kaha. Saala teri romantic
baate sunte huye char baar ultiya kar chuka hu.