★ INDEX ★
☟
☟
♡ Family Introduction ♡ |
|---|
Last edited:
♡ Family Introduction ♡ |
|---|

hmm..next mein manna lenge Nikita ko....agar kuch aur nahi ho jaata to.... ![]()
DB ko bachane ke liye bahut kuch karna pada tha...par kuch nayi powers ki aur saath mein Albus aur Cooper ki madad se sab sahi raha...aur DB bach gaya...lekin usse uski jagah cheen li gayi... ab wo apne desh ka yuvraj nahi raha...saath hi usko ab apne desh wapas nahi jaane diya jaane wala tha jb tak uski padhayi puri nahi ho jaati....inn sab ke alawa...uski halat kharab thi...wo apni sochne samajhn ki kshamta sayad kho diya tha...kuch aur bhi baatein hui...jaise Rupal Didi ki kulhadiyon se baat karna...aur unka illaz bhi mil gaya par...par Bijli kahi chali gayi thi...pata nahi kyun....sayad Jwala ke saath kuch hua ho...issi dauran ek ek aankh wali daanav se bhi mulakat hui ayr usne humme bhavishya mein kabhi bhi madad chahiye to usko yaad karne ke liye bola...
wo gande bhadde se janwar....kitne ajeeb aur
hote hai wo....main to soch ke hi....
Bhaiya....berries ko acche se saaf karwane ko bolna...
mujhe to yahi bataya gaya tha....Maine uske hamle ko roka....par ussi waqt dusre wale ne dusri oor de halma kar diya...main usko rok nahi paaya....wo meri oor aaya aur mujhe laga....par mujhe kuch hua nahi.....