Jab se Himani ki jawani chakha tha Bhim, tab se voh aur utsukh hone laga tha..lekin is baar baari Gayatri ki thi.
Usne mann hi mann kuch ayojan banane laga ke tabhi uske phone me call bajne laga. Call tha uske ganv se uske bhai ka.
Baatein hone ke baad voh nirash reh gaya. Uske pitaji ka dehant hua tha. Baat tajub ki nahi thi kyonke veh kaafi bimaar hua karte the.
Dukh ki baat yeh tha ke ab apne pyare pyare kamuk malkino ko chor ke ab use door jaana tha.
........
Dusre aur Sumitra, Gajodhari aur voh pandit sofe pe beth jaate hain aur hawan ki tayaari me vartalab shuru ho jaate hain. Himani Gajodhari ki chal se dang reh jaati hain aur mann hi mann use taarifo me tolne lagi.
Yeh sisila chalta raha ke ghar me aa padta hai Bhim, haath me 1mahine ka tyag patr liye. Usko dekh leti hai Gayatri jo saasen thame matakti hui uske paas jaane lagi baaki bheed ko chorke.
Gayatri : kya hua re?
Bhim : Malkin! Hume ek mahine ke liye ganv jaana hai....
Gayatri uska karan sun rahi thi lekin saath saath uske andar ki aurat tanhai ki tasavvur karke ro padi. Uske jee me aaya ke abhi isi vakt isi keemti vastr me hi Bhim ko ek baar gale lagaye kass ke aur use jald aane ko kahe..lekin voh aisa kar na saki.
Kaampte huye haath se uska tyag patr le liya aur phir Bhim chal pada. Yeh sab dekhleti hain Himani jiski khud seene me dil tut rahi thi. Voh fikar me thi ke ab vaasna ki aag bhala kaise bhujegi. Kiske paani se.
Yeh soch me gum thi ke tabhi panditji kuch sankoch karte huye un sab ke taraf dekhne laga.
Sumitra bhi soch me pad gayi . Na jaane kya kya hone chali thi.