- 531
- 2,096
- 123
Update ab doge brro
Thanks bhai. Aur bhai next update jaldi hi post karta hun. Thoda busy tha so time nahi laga.Amazing. Waiting for next
Update ab doge brro
Thanks bhai. Aur bhai next update jaldi hi post karta hun. Thoda busy tha so time nahi laga.Amazing. Waiting for next
Bhai yahan discussion nahi kar sakte. You can DM meStory kaise post karte hai koi idea batawoge broo
fantastic update
Nice n fantastic update
Awesome update
Excellent update..UPDATE 12
Rahul ne jaise hi kamre ke ander dekha toh samne Kiran bina kapdon ke sirf bra aur panty mein khadi thi. Shayad kapde change kar rahi hogi. Uska sapat chikna pet aur komal gathili jhangein dekh kar Rahul ka man dol gaya. Wo apne ap ko laakh samjha raha tha k use apni step mom ko is halaat mein nahi dekhna chahiye but tha toh wo ek jawan launda hi. Usne kabhi socha v nahi tha k pura din kapdon mein lipta badan ander se aisa dikhta hoga. Kiran ke boobs kafi bade aur gol the. Uski bra ke uper se uske thode thode boobs dikhayi de rahe the. Uski palti si kamar aur shareer ke ghumav use aur v akarshak bana rahe the. Par yeh nazara jyada der bana na raha aur Kiran ne apne is khubsurat badan ko ek t-shirt aur lower se dhak liya.
Tabhi Rahul ka dhyan fir se us awaj par gaya. Halanki Rahul ke liye is waqt kisi aur cheej par concentration karna bahut hi mushkil tha par fir v usne apna dhayan us awaj par lagane ki puri kosish ki. Jara gaur se sunne par use pata chal gaya k yeh uske baap ki awaj hai aur yeh Kiran ke phone se a rahi hai jo k usne speaker par laga kar side mein rakha huya tha.
“Maine tumhe kitni baar bola hai k tum mere aur mere bete ke beech mein mat aya karo.” Rajiv ne kafi rude tarike se Kiran ko ek tarah se dhamkate huye kaha. Par Kiran par iska kuchh khaas asar nahi huya aur wo chup chap cupboard mein apne kapde theek karne lagi.
Rajiv(aur v jyada gusse se): tum meri baat sun rahi ho yah nahi. Tumne akhir kisse puchh kar itne paise Rahul ko de diye. Wo v jante yeh huye k wo kaisi paglon jaisi jidd kar raha hai.
Kiran (thoda taw mein ate huye): dekhiye Mr. Rajiv Sinha main apki koi naukar nahi hun jo har kaam apse puchh kar karun. Aur rahi baat paison ki toh wo mere paise the toh main unhein kisi ko v dene ke liye puri tarah se azaad hun. Aur ap plz mere sath aise toh baat mat hi kijiyega kionk agar maine apni maryada laanghi toh apke liye theek nahi hoga.
Kiran ki baat sun kar Rajiv sakpaka sa gaya kionk wo thoda male dominance wali soch rakhta tha toh ek aurat ka usse is tarah se baat karna uske pursharath ko tagda jhatka tha.
Rajiv(gusse mein): achha toh ab tum mujhe dhamki dogi. Bhulo mat k aj agar samaj mein tumhari koi haisiyat hai toh wo sirf is wajah se k tum Sinha khandaan ki bahu ho. Aur rahi baat Rahul ki toh wo tumhe kabhi apni maa ka darza nahi dega toh tum uske mamle mein apni taang na ghusao toh hi achha hai.
Rajiv ki baat sunkar Kiran ka chehra thoda murjha chuka tha. But wo itni kamzor nahi thi k Rajiv ki do kadwi batein sun kar haar maan jaye. Is sab ki toh use barson se aadat lag chuki thi.
Kiran: uske manne yah na manne se kuchh badal nahi jayega. Maine apni best friend se vayda kiya tha k uske jane ke baad uske bete ka khyal rakhungi. Shayad ap yeh bhul rahe hain k main is ghar mein apki patni ban kar yah kisi ameer khandan ki bahu ban kar nahi ayi thi main yahan sirf Rahul ki maa ban kar ayi thi. Toh bhale hi wo mujhe apni maa samjhe yah na samjhe but main kabhi apni duty se pichhe nahi hatne wali.
Rahul bahar khada saari baatcheet sun raha tha use apne baap ki baton par gussa a raha tha par wo is waqt Kiran ki batein sunkar gehre shock mein tha kionk use in sab baton ka koi andaza hi nahi tha. Use nahi pata tha k jis aurat ko wo itne saal is baat ke liye dosh deta raha k wo uski maa ki jagah lena chahti hai. Wo toh usi ki maa ke kehne par uski life mein uski maa ki kami ko pura karne ayi thi. Jis aurat ko wo matlabi aur chalak samjhta raha usne toh bas apni ek dost ki ichha puri karne ke liye puri life kurbaan kardi. Rahul ko abhi apne uper bahut hi jyada gussa aur sharmindagi ho rahi thi. Hamesha kathor bane rehne wala Rahul is waqt ander de tut chuka tha. Wo apne ap ko dosh de raha tha k usne Kiran ke sath itne salon tak itna bura jo kiya tha. Use kabhi apni maa ka darja nahi diya, kabhi usse seedhe munh baat nahi ki. Par wo hamesha apna farz nibhate rahi. Bina kisi thanks yah pyar ki umeed ke pura time uski har khusi ka khyal rakhti rahi. Is waqt Rahul ka man kar raha tha k wo Kiran ke pairon mein gir kar usse apni har badtameezi ke liye maafi mange aur dil bhar kar roye.
Wahin Rajiv abhi gusse se bawra ho raha tha kionk Ek toh wo Rahul ki harkaton se pareshan tha uper se Kiran v ab uska khuleaam virodh kar rahi thi.
Rajiv(dhamki bhare andaz mein): dekho Kiran main is baat ko aur jyada nahi khinchna chahta kionk ek baat final hai k Rahul wahi karega jo main bolunga aur yeh restaurant ka khyal toh tum log apne dimag se nikal do.
Kiran: toh ek baat ap v meri dhyan se sun lijiye agar apne Rahul ko rokne ki kosish v ki toh main bhul jaungi k ap mere pati hain. Kionk maine soch liya hai k Rahul wahi karega jo uska man karega. Jaise apne apni manmarjiyon se meri dost ki life barbad ki thi vaisa main Rahul ke sath apne jeete jee kabhi nahi hone dungi.
Yeh bol kar Kiran ne phone kaat diya aur chair par baith kar Rajiv ki baton ke bare mein sochne lagi. Uska gussa abhi v barkarar tha aur yeh uske tamtamate chehre se saaf dekha ja sakta tha. Rahul bahar khada Kiran ki taraf hi dekh raha tha. Use yakeen nahi ho raha tha k Kiran usse itna pyar karti hai k uska sapna pura karne ke liye usne Rajiv ke khilaf morcha khol diya. Uski ankhein bhar ayi thi. Use lag raha tha k uski maa Kiran ke roop mein laut ayi ho. Uska man kar raha tha k abhi ander jakar Kiran ko gale laga kar ji bharke roye. Par uski Kiran ka samna karne ki himmat nahi ho rahi thi. Use samajh mein nahi a raha tha k wo uske samne jakar kya bole aur kaise apne behavior ke liye usse maafi mange.
Rahul apne dil mein ek bada sa bojh dawaye seedha apne kamre mein chala gaya. Wo bed par leta huya tha aur bas chhat ko ghure ja raha tha. Uske dimag mein Abhi abhi huyi ghatnaon ki tasveerein ghum rahi thi. Wo man hi man soch raha tha k wo kitna bada chutiya tha k usne Kiran ko itna galat samjha. Jis maa ke pyar ke liye wo tadpata raha wo pichhle 20 saalon se uske bilkul samne tha par fir v wo use nazarandaz karta raha. But jo time beet gaya usko toh wo chah kar bhi wapis nahi la sakta tha. But ab age use kuchh aisa karna tha k wo Kiran ko wo khusi de paye jiski wo haqdaar hai. Usne decide kar liya tha k wo jitna pyar apni maa ko karta tha usse kahin jyada wo Kiran ko karega taki in 20 saalon mein jo patience Kiran ne dikhaya hai uska pura nahi toh thoda bahut fal toh use mil hi sake. Par sabse bada sawal toh yeh tha k wo Kiran aur uske beech ki doorion ko kaise kam karega kionk life itni v seedhi nahi hoti k wo jakar Kiran ko bol de k aj se tum hi meri maa ho aur sab kuchh theek ho jayega. Kiran usse pyar toh karti thi but dono ke beech mein abhi v wo maa bete wala vishwas nahi tha aur use haasil karne ke liye Rahul ko kafi mehnat ki jarurat thi kionk pehle use dil se Kiran ko apnana tha fir hi wo uske man mein wo vishwas jaga sakta hai k wo v usse utna hi pyar karta hai jitna wo Rahul se karti hai.