• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Incest Kamina Bhai (Completed)

M apni next story kis topic par likhu?

  • Total voters
    51
  • Poll closed .

Blood Diamond

Active Member
832
5,247
139
UPDATE 83
Subah ke waqt Anirudh ki jab aankhe khulti hai to wo ek dam se chaunkta hai, uske haath pair bandhe hue the. Uske saamne Aryan betha hua tha.

Anirudh: haramzaade, khol mujhe. Bata M yaha kese aaya.

Anirudh haath pair maarte hue bola.
Aryan: tu yaha kese aaya, soch raat mai tere saath kya hua tha.
Anirudh yaad karne lagta hai ki jab raat mai wo Ritu ke ghar pahunchta hai to use kisi ne chloroform sunghaya tha.
Anirudh: haraam ke pille, m tujhe chhodunga nahi.
Aryan: ye kosis to tum dono bhai pata nahi kab se kar rahe ho.
Aryan muskurata hua kehta hai.
Anirudh: mujhe ek baar khol to sahi, teri laash yahi bichha dunga.
Anirudh daant peeste hue bola.
Aryan: chalo kisi aur din teri ye khwaish bhi puri kar dunga, filhal to mujhe tujhse ye jaan na hai ki- tum log kal kya karne waale ho.

Ye sunkar Anirudh hasne lagta hai.
Anirudh: achha to tujhe ye jaan na hai, aur tujhe lagta hai m tujhe bataunga. Chal koi nahi, m bata hi deta hu. Kal yaha charo taraf sirf laashe hi laashe najar aayegi. Ye shehar kal kabristan ban jaayegaa.

Aryan: tum jese log bhi na, pata nahi kesi kesi khawaish paalte ho.
Anirudh: ye khwaish hai ya sach hai, ye to tujhe kal pata chal jaayega.
Aryan: ha wo to hai, kal pata chal jaayega. Lekin mujhe nahi tum dono bhaiyo ko, ki ab tum dono ka game over hone ka waqt aa gaya hai.

Anirudh: tu kuch nahi kar sakta, kuch bhi nahi.
Aryan: tum log apne desh ki saath kese gaddari karte ho yar, jaha rehte ho, khaate ho us se hi gaddari. Lagta hai tum dono bhai haram ki nasl ho.
Anirudh: apni jubaan sambhaal kar baat kar.

Anirudh gusse se dahadta hai.

Aryan: kyu sach kadwa lagta hai na. Chal ab bol kal tum log kaha kaha blast karne waale ho.
Anirudh kuch nahi bolta aur chup rehta hai. Tab Aryan waha se uthkar ek parde ke pas aakar kehta hai.

Aryan: yaha kuch tere jese hi log the, jo muh nahi khol rahe the. Lekin unhe nahi pata tha ki yaha aakar gunga bhi bolne lagta hai.

Itna kehkar Aryan parda hata deta hai, aur sheese ke dusri aur ka najara dekh Anirudh chonk jaata hai.
Anirudh: ye...ye yaha kya kar rahe hai, ye to baha....

Anirudh khaana aur yadav ko dusri aur bandhe hue dekhta hai.
Aryan: ye log bhi teri tarah hi mana karte the, jab bhi m unse koi sawal poochta tha. Lekin phir mene unhe dikhaya ki m kon hu.

Anirudh: t..tu ye sab kese... tu akela nahi hai, tu kon hai.

Aryan: m wo hu jisne tere bhai ki saltnat tabah kar di hai, mene hi tumhare un sabhi aadmiyo ko maara tha.

Ye sunkar Anirudh ko chehra laal hone lagta hai.
Anirudh: kya.. wo tu tha. Kutte, ab tu nahi bachega. Tujhe zora jaan se maar dega.
Aryan: kamaal hai, tum khud maut ke muh mai ho aur meri jaan lene ki baat karte ho. Chal ab jaldi kar, mere paas time nahi hai. Sab kuch batana shuru kar.
Anirudh: m mar jaunga, par apni jabaan nahi kholunga.

Anirudh akadta hua bola.

Aryan: chal theek hai,tu apni jabaan par kaayam rehna.

Ye kehkar Aryan uthkar ek toolbox laata hai. Usme bahut se tarah ke auzaar the.
Wo usme se ek pilas uthata hai.
Aaahhhhhhhh
Anirudh ki jordar cheekh nikalti hai nakhoon kheenchne ki wajah se.

Aryan: abhi itna mat cheekho yar, abhi to tumhare haath pair ki sabhi ungliyo ke nakhun ek ek kar kheenchunga. Phir tumhari ek ek kar ungli kaatunga, phir kaan katunga aur phir...

Aryan uski zip ki aur ishara karta hua kehta hai.

Anirudh: tu kuch bhi karle, m tujhe kuch nahi bataunga.

Tab Aryan uske 2 nakhun aur nikalta hai aur Anirudh ki cheekhe nikalne lagti hai. Ab Aryan ko laga ki wo shayad aese kuch nahi batayega.

Aryan: dekhta hu tera muh kab tak nahi khulega.
Anirudh: tujhe jo karna hai karle.
Anirudh bhaari awaaz mai kehta hai.
Aryan: ye baat hai to theek hai.
Ye kehkar Aryan ek chaku uthata hai aur uski kamar se uski shirt hatakar ek cut laga deta hai. Waha se khoon risne lagta hai, jabki Anirudh bahut dard mai tha.
Aryan: ab tak bahut logo ko maara hai na tum logo ne, bahut ko tadphaya hai. Ab ye sab tere saath ho raha hai.

Aryan waha se jaata hai, jab wo wapas aata hai to uske haath mai ek pot hota hai. Usme bahut saari jonk tair rahi hoti hai.
Aryan: ye jaanta hai na kya hai, ye jonk hai. Agar ye insan ke sharir par chipak jaaye to ye uska saara khoon nichod leti hai. Lekin soch mene to tujhe cut lagaya hai, jab m ye jonk tere is cut par rakhunga,tab ye tere sharir mai ghus jaayegi. Aur tujhe aadhe ghante mai hi narak ke darwaaze par chhod aayegi.
Aryan use apni baato se hi puri tarah dara deta hai. Aryan ek jonk ko ek stick se uthata hai aur uski aur badhne lagta hai.
Anirudh: nahi...nahi plz aesa mat karo nahi..nahi... theek hai m batata hu.
Aryan: kya kaha tune.
Anirudh: m batata hu.. sab kuch batata hu.
Aryan: bakna shuru kar.
Anirudh: jab tune hamare sabhi admiyo ko maara tha, unme ek underworld don bhi tha. Jab uske bhai ko ye pata chala to aag babula ho gaya. Usne hame un sabka pata lagane ko kaha jisne unhe maara tha. Hamne apni puri power laga di, lekin tab bhi ye nahi pata chal paaya ki ye kaam kiska hai. Hame apne admiyo ka badla lena tha, kisi bhi tarah,kisi bhi keemat par. Hamne decide kiya ki ham maut ka badla bahut sari mauto se lenge aur natiza ye nikla ki ham bomb blast karenge.

Aryan: kaha aur kese.
Anirudh: ham 4 blast karne waale hai, ek to city ke maal mai hoga,dusra main market mai hoga, teesra city hospital mai hoga.
Aryan: aur chautha.
Anirudh: tere ghar ke saamne.
Aryan: kya???

Aryan ko ye sunkar jhatka laga.
Anirudh: tu kya smajha tha ki zora tujhe bhool gaya hai, nahi wo apne dushmano ko kabhi maaf nahi karta. Aur use to ye bhi nahi pata ki abhi hamare itne admi maare gaye the, wo tune maare hai. Nahi to wo tujhe aesi maut deta ki teri ruh tak kaanp jaati.
Anirudh ki aankho se pain ki wajah se paani beh raha tha.

Aryan: mera to pata nahi, lekin tera bhai mere haatho se hi marega. Chal ab bata bomb kaha hai.
Anirudh: mujhe nahi pata kaha hai.
Ye sunkar Aryan ek jonk ko utha uski kamar par daal deta hai.
Anirudh: nahi..nahi hata ise.. m batata hu.
Aryan use hata leta hai.

Aryan: is baar tune sahi sahi nahi bataya na to ye sari ki sari tere andar utaar dunga, chal ab bata.
Anirudh: hamne koi bomb nahi lagaye hai.
Aryan: to phir blast kese hoga.
Anirudh: human bomb.
Aryan: what??
Anirudh: kal 12 bje charo jagah par ek saath blast hoga.
Ye sunkar Aryan dehal sa jaata hai.
Aryan: wo human bomb kaha hai, bata jaldi.

Aryan gusse se uska gala daba deta hai.
Anirudh: m sach keh raha hu mujhe is baare mai kuch nahi pata ki wo human bomb kon hai, aur kaha hai.

Anirudh gala dabne ki wajah se ladkhadati awaaz mai kehta hai. Aryan uska gala chhodkar kehta hai.

Aryan: aese kese ho sakta hai ki tujhe is baare mai kuch nahi pata.
Anirudh: zora apni parchhayi par hi bharosha nahi karta, m to uska bhai hu. Wo human bomb kab aur kese aayenge,ye sab use hi pata hai. Lekin unme theek 12 bje ka timer laga diya hai.

Aryan ek namak ka box uthata hai aur uske jhakm par daal deta hai. Anirudh ki cheenkhe gunjne lagi.
Aryan: sach..sach bata, wo human bomb kaha hai.

Anirudh: m kasam khata hu mujhe is baare mai kuch nahi pata.
Anirudh rote hue bola. Ab Aryan ko yakeen ho gya tha ki wo sach bol raha hai.

Shaam tak Aryan is udedhbum mai laga raha, usne apni team ko is baare mai inform kar diya. Usne unhe apni planning bhi clear kardi.

----
Yaha Ashu apna mobile uthakr baar baar dekh rahi thi.
Ashu: kitna Kamina Bhai hai mera, m yaha uske liye marte marte bachi hu aur use meri koi fikr hi nahi hai. Kam se kam ek baar call karke mera pata bhi to le sakta tha na wo. M hi pagal hu jo uske liye sabko dukh de rahi hu.

Ashu khud hi daant peeste gusse mai bole jaa rahi thi.
----
Kaam se farig ho jab Aryan apne flat par aaya to use Ashu ki yaad aayi. Tab wo apne maathe par haath marta hu khud se hi bola.
Aryan: o teri ki, m Ashu ko to bhool hi gaya ki kal uske saath kya hua tha.

Ye bolkar wo use call kar deta hai, lekin wo utha hi nahi rahi tui. Teesri baar karne par wo utha leti hai.

Aryan: Hello Ashu, kesi hai tu.
Ashu: zinda hu abhi tak.

Ashu sapaat lehze mai kehti hai.
Aryan: aesa kyu bol rahi hai tu, tu theek to hai na.
Ashu: tujhe kya fark padta hai mere theek hone ya na hone se.
Aryan: tujhe hua kya hai, ye to bata.
Ashu: mene tere liye itna sab kuch kiya, aur tune mujhse ek baar bhi call karke ye poochna sahi nahi samjha ki m ab theek hu bhi ya nahi.
Aryan: achha to tu isliye gussa hai, lekin tune hi to mujhe tere paas call karne se mana kiya tha.
Ashu: mene to tujhe pyaar karne se bhi mana kiya tha, phir bhi tune kiya na.
Aryan: to ab tu hi bata karne ka ki nahi karne ka.
Aryan uski bhawnaye samjhta hua bola.
Ashu: mat kar, tu bhaad mai ja.
Ye kehkar Ashu gusse se call cut kar deti hai, Aryan muskurate hue use dobara se call kar deta hai.
Ashu: ab kya hai.
Aryan: sorry honey, aaz bahut jyada busy tha.
Ashu: ha, ab har kisi ki importance mujhse jyada ho gayi hai tere liye.
Aryan: honey kesi baate kar rahi hai tu.
Ashu: mera naam Ashu hai, honey nahi.
Aryan: shyd tujhe mera call karna pasand nahi aaya.

Ashu: agar tu mere saamne hota na to abhi tujhe kas kar thappad lagati, m subah se tere call ka wait kar rahi hu,m to pagal hu na.
Ab Ashu ki awaaz bhaari hone lagi thi, jo Aryan saaf mehsus kar skata tha.
Ashu: Aaru ab mujhse aur bardast nahi hota, mera man karta hai ki m sab kuch chhod kar tere paas aa jau. Mujhe bas tu chahiye, tere bagair m mar jaungi Aaru.

Ashu rote hue ye sab bol gayi jabki Aryan itne dino baad uske muh se Aaru shbd sunkar bahut khush ho gaya.

Aryan: sabse pehle to tu rona band kar, aur ab kyu ro rahi hai ye tera hi to faisla tha.

Ashu: tu apni bakwas band kar, mujhe thode hi pata tha ki m tujhe shayad mom dad se bhi badhkar chahne lagi hu. Pata hai itne dino tak hamne baate nahi ki mujhe kesa lag raha tha.
Aryan: to tu kya chahti hai m tujhe bhaga kar le jau.
Ashu: mujhe nahi pata, lekin mujhe tere saath hi rehna hai. I lv u so much aaru.
Aryan: i lv u to honey.

Aur pata nahi der raat kab tak wo dono ek dusre ko apne man ki baat batate rahe.
 
Sunil Ek Musafir

Donate to PM-CARES Fund....
Supreme
8,159
13,755
143
Planning to badi jabardast ki hai... Ab sabse badi chunauti to Aryan ke saamne un human bombs ko identify kar ke neutralize karne ke hai....
 
Sona

Smiling can make u and others happy
13,403
20,577
228

Fantastic update
 
Raj Singh

Well-Known Member
2,004
4,017
158
Nice update
 
Top