- 19,652
- 22,606
- 229
Really A Nice Story dusro ke Mutabik ap ne zada over nahj dikhaya jo MUJHE Bohat pasand aya ap ne Emotions ko jis Tarha dikhaya hai wo mujhe bohat zada acha laga
Shuru Me laga Hero sach me Kameena ho ga lekin sahi baat hai pehli baar me ap kisi cheez ko ache se nahi jaan sakte ap ne jis Tarha se Ashna ka Role bohat Acha laga kis tarha start me use Target kia gaya us ke baad Aryan ka use bachana Aryan ki us ke liye feeling pata chalne per us ka reaction phir Ahista Ahista Aryan ki taraf us ki Attraction bohat Achi Lagi
Aur Saath me mujhe Ghar walo ka role bhi Bohat Acha laga Na Zada Dheel Na zada gussa Like Thori Se Reality dikhayi ho jaise
ap ne koi Over Scene nahi dikhaya Jaise aam tor per hota Hai Heroin ko kuch Huwa Hero sahib Udhar diwane ban jaye aisa nahi tha ap ne Hero ko bohat Samajhdar dikhaya hai jo situation ko samajhna janta hai
us ke baad Aye Villen per to ap ne use jis Tarha dikhaya hai I really Appreciate it Easy nahi hota aisa role creat Karna zora Power Minister Us ka bhai sab kuch ap ne bohat ache se Dikhaya hai
ye he Wajha hai jis Wajha se main Apni story se Time nikal ker Ap ki story parhta raha hu Aur mera bohat intrest bana raha puri Story parhte waqt kanhi bhi Aisa nahi laga “Yar ye kya likh raha hai” i Really Appreciate your Work