The Dark Devil
Active Member
- 911
- 925
- 108
Bahut jabardast update bhai Salma aur Hina bahut badiya character dikhaya hai aur ye Nazia ki chut ki khujli Raju ke lund se hi mitegi shayad lage raho bhai bahut jabardast chal Rahi hai storyWasim Khan hospital me baitha hua tha. Andar bistar pe Raju abhi behos pada hua tha. Tabhi nazia waha aati hai. Nazia Wasim ki badi behan Thi. Khoon se lathpath . Wasim ko dekhti hai hai to wahi bench pe baith ke Wasim se puchti hai.
Nazia .. bhaijaan agar kaleje ki Aag santh ho gai ho to mai kuch bolu ya phir is masum se baccho ka bhi marna hai.
Apne apni pyari resma ke sauhar ko jis berahmi se khoon kiya hai na . Wo sab dekh raha hai bhaijaan hume bhogna hoga . Agra ye ladka jinda Raha to aaj na to kal hume ise jawab dena hoga bhaijaan . Ye accha nahi kiya . Us masum ko anath kar diya apne joothi saan ke khatir. Kya aisa kaam aapki aulad karti to aap aisa karte . Aap logo ke baato me aake apne logo ka hi khoon karan shru kar diye.us bacche ko aap kya jawab denge bataiye. Jawab denge .
Wasim wahi pe baith ke ansu baha raha tha . Wo kuch bol nahi pa raha tha.
Thore der santh rahne ke baad haule se nazia ko bolta hai..
Wasim … marte bakt ramadhir ne mujhe resma ki saungandh di hai nazia wo mujhe kuch nahi bola ki maine kyu mara uski Bibi ko kyu uska ghar ujada . Uski ankho me dekh ke saaf lag raha tha ki usse mujhe koi umeed nahi thi. Issi liye marte bakt usne mujhe kaha ki agar jindgi me kabhi maine resma ko apna behan mana hai . To mai is ladke ko jeene ka ek mauka jaroor du.
Wo marte bakt bhi apne bacche ke bare me sochta raha aur maine . Berahmi se uska katal kar diya . Uska kya maine apni jaan se jyada pyari behan ko chat se dhakel ke maar dala . Mai gunahgaar hu aapi mai gunahgaar hu.
Lekin maine jo kiya mujhe Jo accha laga maine kiya. Bhale hi samaj ke dawab me hi sahi. Agr baat meri baccho ka ki agar wo aaisa kadam utaye ge . To mai kya karunga. To uska jabab apko us samay mai jaroor donga..
Us bacche ko mai paluga aapi agar use sacchi pata bhi chali to mai dekhna cahta hu ki kya wo mujhse badla lena cahta hai . Agar uske dimag me aisi koi baat aai to ise bhi marna hoga. Jo mere raste aayega aapi use marna hoga. Chahe wo aap hi kyu na ho.
Nazia .. jab apne bhai ke muh se resma ki katal ka kissa sunti hai. Tab andar se hil jati hai. Uske muh se koi baat nahi nikal rahi thi. Wo ek tak Waseem ko dekhti aur puchti hai.
Nazia .. tune resma ko bhi maar dala .tere haath nahi kaape. Rote hue Waseem ko marne lagti hai.
Waseem nazia ko apne seene se laga ke bolta .tu bhi to ramadhin ke laude pe kudti thi. Tu jinda hai sukar mana . Agar bappu ko pata chal jata to tu bhi maari jati. Sari galti Teri thi .tune hi apna ullu sidha karne ke liye Ramadhin ko blackmail kiya haina.
Tumne humesha resma ke saath sautela bartab kiya . Tu janti thi abbu usse bahut pyaar karte the . Jab tumhe resma aur Ramadhin ki mohabbat ki bare me pata chala tab tu chupke se resma aur Ramadhin ko blackmail karke Ramadhin ke sath sambandh bhi banai hai na. Resma ne jaan bhuj kar bahg ke Saadi ki taki wo samaj ke najar me uski Bibi ban jaye aaur wo tere changul se bach jaye. Aapi jitni tere bhosre me aag hai naa ek goli se shant kar dunga .. tujhe dukh is liye nahi hai ki . Wo baccha anath ho gaya .dukh issi liye hai ki .Ramadhin mara gaya.
Nazia ye sun ke saan rah jaati hai.wonkuch nahi bolti .tabhi doctor waha aate hai.
Doctor.. mr Waseem apke bhanje ko hos aa gaya hai. Aap unse milsakte hai.
Waseem .. ji doctor kahte hue uthta hai.
Jab andar ghusta hai . To dekhta hai ki Raju ki bayi hath me plaster laga hua hai. Aur mathe pe Patti bandha hua hai.
Nazia jab Raju ko dekhti hai tab daud ke use gale laga leti hai. Mera beta kaisa hai. Dard jyada hai kya beta .
Tabhi darwaze pe dastak hoti hai.
Waseem dekhta hai ki salman hai.
Ha salman kya baat hai..
Salman .. wo Ramadhin bhai saheb ko aag dene ki baari hai . Raju ko lene aaye the. Unke samaj wale akrosh me hai. Wo bol rahe hai ki aapne unka katal kiya hai.
Waseem … gahri sas leke bolta hai.
Thik hai mai Raju ko leke samsan pahuchta hu.
……
Kuch din baad
Ramadhin ka sarir panchtatva me bline ho jata hai. Gao ki panchyat hoti hai.
Sarpanch.. Waseem khan logo ka kahna hai ki tumne Ramadhin ko jaan bhuj ke mara hai.
Dilawar khan.( Waseem ke abbu)..
Sarpanch ji us Ramadhin se humara koi nata nahi. Jis din se humari betiya ne samaj se bahar nikah kiya . Tab se hum ne usse nata tod liya .
Agar dange me hero banne ke chakar me uski mauth hui to isse mere bete ka kya lena dena .
Mera beta to aur use bachane nikala hai. Usne apni jaan pe khel ke us Ramadhin ke bete Raju ko bachaya . Aur aap log kah rahe hai ki isne hi uska katal kar diya.
Sarpanch … are dilawar chacha .mai to bus puch raha tha . Ye ek niyam hota hai . Taki dono paksh apna baat rakh sake.
Waseem .. sarpanch ji jo hua bahut galat hua. Ek baccha anath ho gaya hai. Is baat pe rajniti nahi khelna cahiye. Mai sabha me elan karta hu ki us bacche ki parvarish ka jimma mai leta hu.
Dilawar … lekin bete wo gandi khoon ka paidaish hai. Mujhe wo mere ghar me nahi chahiye.
Waseem … abbu ab gussa thuk digiye. Resham ab is duniya me nahi hai. Uski kiye ki saza hum us masoom ko nahi de sakte.
Waseem ki baate sun dilawar kuch nahi bolta.
Bus sunta hai aur uth ke chala jata hai.
Aur mai nahi chahta .ki meri behan aur jija ki bare me log aaur baat kare..
Sarpanch .. to ye baat yahi khatam kiya jata hai. Raju ki dekhbhal ka jeema Waseem khan karege.
…….
Intro present day .
Reshma Singh… hero ki maa … dead.
Ramadhin Singh… hero mother … dead .
Dilawar khan… Waseem ke abbu.. umar abhi 59 saal .. bahut bade jamindar .
Pure 100 acre jammen . Alag alag jagho pe hai. Jeete saan se hai
Dilawar ki pehli patni ka intekaal ho gaya tha..pehli patni se .
Nazia . Aur Waseem do bacche the .
Nazia.. Waseem ki judwa. Ek no ki rand apne sauhar se kam ghar ki naukro se jyada seva karwati hai. Humesha jawan ladko pe najar rahti hai iski. Kisi ek ka kabhi hoke rahi bhi nahi.
Iska sauhar isse gussa hoke Saudi bhag gaya kamane . Bus mahine ka kharcha bhjdeta . Hai.
Iske ek beta ek beti hai.
Beta .. Irfan abhi 17 ka ..hai. dubla patla ek dum sukhi lakdi . Ise apni ammi ki kartoot puri pata hai .
Beti.. husna .. 19 saal Raju ki jodi hai. Ek no ki maal hai. Ise bhi apni maa ki kartoot pata hai. Lekinye apni duniya me khoi rahti hai. Ye Raju ko pasand karti hai. Lekin batati nahi hai. Bus dekh ke ahe bharti hai.
Waseem khan … ye abhi chetra ka vidhayak hai. Isne Ramadhin ki mauth ka bahut political fayda uthaya. Raju ko god leke logo ke nazar me masiha. Ban ke ubhar hai.
Salma.. Wasim ki bibi..ek mast maal hai. Wasim ko pata nahi per isi ne resma ka sath diya bhag ke sadi karne me. Ye dil ki bahut acchi hai. Ye Raju se bahut pyar karti hai. Lekin usse darti bhi hai. Jab bhi use dekhti hai. To ek udsi Raju ki ankho me dikhti hai. Ye bahut kosis karti hai raju ko apna pan dikahne ki lekin Raju humesha kat ke hi rahta hai sabse . Siway apni Nani ke .
Adnan Khan . 23 saal abhi apni abbu ke sath rahta hai . Khan pariwar ka barish. Ek dum rangeen insan. Ye Raju ko bahut manta hai. Ek baar Raju ne iski jaan apni jaan pe khel ke bachayi thi . Tabse ye Raju ko bahut manta hai.
Raju aur Adnan crime buddy hai. Gao ki ladkiya ko chodna ya phir kisi ko dhamkana dono ek sath hi karte hai .
Noor.. Raju ki hum umar. Apsara se khubsurt humesha Raju me chipakti rahti hai. iski harkte Salma ko bakhubi pata hai. Lekin kuch bolti nahi hai.
Nida … Waseem ki tsri aulad . Ek dum chulbuli . Humesha Raju ko pareshan karti rahti hai. Use chedne ki koi kasar nahi chodti.
Raju . Mai hero is saal 19 ka ho jaunga.
Hina.. resma ki maa dilawar ki dusri. Bibi. Inhe lagta hai. Waseem aur nazia ne sazis karke inki beti aur damad ko maar dala hai..
Jab se Ramadhin mara hai tab se Heena ne raju ko apne saath hi rakha hai . Jab tak Raju 16 saal ka tha tab se wo apne pita ji ke ghar me rahne aa gaya tha. Hina ne bahut roka lekin wo sab ko ansuna karke akle rahta hai.
Bus subha saam ka khana khane Khan family me jata hai.
Jis din nahi jata us din khana le ke noor ya phir nida pahucha jati.
MLA chune jane ke baad Waseem khan ka kad barh gaya tha. Raju bhi ab 19 saal ka ho gaya tha.
Dekhne Raju pura apne pita pe gaya tha lekin ankhe uski maa ki tarh thi.hatta kattha 19 saal me hi Raju ki height 6 .5 feet ka ho gaya tha . Apne baap se bhi lambai me jyada tha.
Gao dehat ki bhabhiya Raju pe line marne me kasar nahi chodti thi humesha mauka dhundh ke chipakne ki kosis karti. Kare bhi kyu na . Gao me Raju ke hatyaar ke charche hote rahte hai.
Aaj kusti ka mukabla tha. Adnan subah hi tyar hoke namaz adda karta hai aur apni ammi Salma ko awaz deke nasta magata hai..
Adnan .. jaldi karo ammi Aaj kusti ka match Hai. Mujhe late nahi hona .ajj Raju ka mukabla Sohail chachu ke bete se honewala hai.
Salma…ruk 2 minute abhi lagati hu. Tabhi noor aur nida dono bhi table pe baith jati hai.
Aur apne liye bhi nasta magati hai.
Salma…. Thik hai lagati hu .
Noor … kya bhaijaan aaj Suraj paschim se nikla hai kya .. subha subha namaz padhi gai. Itne duaye kiske liye mangi jaa rahi hai.
Adnan … kyu bhai kya kasoor kar diya maine . Kabhi kabhi sanskar bhi dikhana cahiye . Hai ki nahi. Aur aaj bahut accha din hai.
Noor … kya hai aaj. Ye batao.mai bhi to janu .
Adnan .. tujhe yaad nahi ya fir natak kar rahi hai .
Noor .. yaad karne ki kosis karti hai tabhi. Nida bolti hai.
Nida …agar yaad na hoto bata du baaji ki aaj Raju bhaijaan ka birthday hai. Aur unka kusti ka match bhi.
Noor … tab to aaj party manaye ge . Maza aaya ga.
Salma .. khana leke aate hue bolti hai.. koi party nahi hogi. Yaad hai raju ko apne birthday manana pasand nahi.
Adnan .. mai to Aaj kusti ke match ke liye tyaar hua tha . Mai to bhul hi Gaya tha ki aaj Raju ka birthday bhi hai.
Salma… koi baat nahi. Ye le uska khana bhi pack kar di hu . Abhi wo mandir gaya hoga . Aur haa use boldena aaj jake apni nanijaan se Mille .
Pata nahi Aaj kal is raste aata hi nahi. Jab se use bahar rahne ka primission mila hai .tab se wo sirf apne ghar me hi rahta hai.
Tabhi darwaze se nazia ghusti hai. Aur bolti hai.
Nazia . .. sayad wo is gahr ke logo ka asli chehra jaan gaya ho. Ya phir kisi ne use sacchi bata diya ho.
Salma nazia ko gusse se dekhti hai. Lekin bacche nazdik hone ke karan kuch bolti nahi hai. Bus muskura ke nazia ka abhiwadan karti hai.
Salma … are nazia appi itni subha subha .kaise Anna hua .
Nazia .. kya mujhe is ghar me aane ka adhikaar nahi hai kya bhabhi.
Salma .. are kyu nahi. Aapka bhi ghar hai. Wo aaj achanak apka ana ajib laga mujhe. Koi khas kaam tha kya.
Noor … bua kya sachai ki baat kar rahi hai ammi. Kya Raju ko kisi ne kuch kaha hai. Ya phir hum logo se rutha hua hai.
Salma … aisa kuch nahi hai beta wo baat ye hai ki ..
Tabhi Raju ghar me andar ghusta hai.
Raju … nameste mami. Namaste masi .
Mamai nasta laga digiye jaldi mujhe kusti ke liye Jana hai.
Raju aaj kurta aur paijame me tha . Mathe pe chandan ka tika aur haath me bandhan badhe ek dum khila hua tha . Noor samne baithi Raju ko dekhti hai . Aur ankhe maar ke bolti hai..
Noor . Aaj bahut saj dhak ke aaye hai janab kiske liye itna sajna sawana ho raha hai.
Raju … jo noor ki baate samjh chuka tha wo bolta hai.
Raju .. chal khana kha . Har wakt bekar ki baate acchi nahi lagti. Dekh nida kitni sant tarike se kha rahi hai.
Salma. .. ha beta baith Raju ka badiya mood dekh Salma daudte hue pot me se 4 pratha aur rayta lake uske samne rakhdeti hai.
Nazia bhi Raju ke bagal me baith jati hai.
Raju nasta kar hi Raha tha .tabhi nazia .. bolti hai..
Salma bhabhi.. Raju ki akhe puri resma pe gai hai na.
Salma ye sun ke bauchaka hi jati hai. Aur man me nazia ko koste hue bolti hai. Is sali ko abhi hi jahar ugalna tha . Lekin salinta se jabab deti hai.
Salma .. Baaji resham ka Beta hai to resma ke ankhe mile gi hai na..
Nazia.. ha kitni pyari ankhe thi humari resma ki.
Raju ye sab sun raha tha.. lekin kuch bol nahi Raha tha. Bus khane pe us ka dhyan tha. Kyu ki ulye baate Raju apni Nani se kai baar sun chuka tha. Kahi na kahi wo ye sun ke khus bhi hota .
Tabhi nazia ne ek aur bomb fod diya..
Nazia .. janta hai raju teri ankhe to apni maa ki Hai . Lekin to puri ki puri tu apne baap pe gaya Hai. Wahi lamba chauda sarir.
Lekin upar wala ne accha nahi kiya . Bahut jaldi chale gaye tere abbu aur ammi duniya chor ke.
Hai re gandi kismat jamin asman ek kardiya sab nelekin Ramadhin bahijaan ke katil ka aaj tak nahi laga. Police bichara ne bahut kosis ki. Waise
Wasim Bhai ne bahut mehnat ki khojne ki lekin pata nahi kon dushman mere bacche ko anath kar gaya.
Ye kahte hue apna ek hath Raju ke sir pe ferne ki kosis karti hai . Tabhi Raju gusse se uthta hai. Aur ghur ke nazia ko dekhta hai. Aur waha se wase hi Bina khaye chala jata hai.
Adnan. .bhi piche piche use bulata hua . Jane lagta hai.
Idhar andar .. Salma guse me nazia ko bolti..
Salma … nazia baaji aapne ye accha nahi kiya . Kyu jehar gholne pe tike hue ho. Kya mile ga usko itna jalel karke.
Nazia.. pal to raha hai na tum logo ke tukdo pe . Ye us Ramadhin aur resma ka gandi khoon hai. Ye mat bhool uspe abbu ne raham kiya hai. Itna to wo bardast kar hi sakta hai. Nahi bardast hota hai to kamaye kahi jaanke khye .
Tum log ise mathe pe bitha ke rakhe ho . Kabhi socha hai ki ye ek saap hai. Kabhi bhi dash sakta hai.
Tabhi Hina andar se bahr aati hai. Wo aaj Raju ko janamdin ka tofa dene aai thi. Tabhi Raju ko gusse se bahr jate hue dekhti hai.
Aur niche utar ke Salma aur nazia ka bartalalp sunti Hai.
Tab bolti hai.
Hinaa. . noor aur nida aapne khana kha liya beta.
Dono… ji dadi mera to ho gaya.
Hina .. jaiye aap dono kamre me jaiye .
Dono uth ke waha se andar to chali jati hai. Lekin chupke se niche ho rahe hungama ko bade chau se dekhti hai.
Aur haa nazia kya kaam karne aai thi aap yaha .koi madad chahiye ya phir . App phir apke sauhar ne apko paisa nahi bheja hai.
Nazia .. are choti ammi namaskar . Aisa kuch nahi hai mai to bus Milne aaiyi thi. Apki tabiat kaisi hai abb .
Hina ..kya baate ho rahi thi. Aur Raju kyu uth ke chala gaya.
Salma .. wo ammi nazia appi ne ramadin bhaijaan aur resma ke bare me bola to wo gussa ho ke chala gaya.
Hina..gusse se nazia ko dekhete hue kyu nazia tumhe meri Mari Hui beti aur damad se ab hi jalan ho rahi . Saram nahi aati tumhe ek bacche ke Maan me jahar gholte hue.
Nazia .. kyu kya jooth bola Maine bhag to gai thi na dusre biradri walo ke sath. Apki baare me bhi nahi socha . Apki izzat pe thook ke chali gai . Abbu ki caheti thi wo unke muh oe chappal maar ke gai thi .
Wo bhi Sirf us Ramadhin ke chakkar me .
Hina gusse. Me Nazia ko dekh ti hai.
Aur jor jor se hasne lagti hai. Salma Hina ka ye roop dekh ke ghabra jati hai.
Salma kahi ammi pagal to nahi ho gai.
Nazia bhi ye dekh ke dar jati hai. Salma ki or dekhti hai.
Tabhi Salma age badh ke Hina ki or jati hai aur bolti hai.
Salma.. ammi aap thik to hai aap hasne kyu lagi.
Hina.. ye nazia ne baat hi aisi Kari ki mujhe hasi AA gyi.
Ye meri beti pe lachan laga rahi hai. Jab ki meri beti ne jisse pyar kiya usse hi apna sarir diya . Jabki ye kitne ka bistar garm kar chuki hai. Aur iska sauhar bhi ise bach ke rahta hai .
Khud ki izzat gutter me hai. Gusse se . Ye haramki paidaish meri beti aur damad ko galat bol rahi hai.
Jab bhi paise ki Kami hoti hai. Ye gand utha ke yaha aa jati hai. Ise pata hai ki aaj mere Raju ka janamdin hai. Tabhi ye Dayan yaha aai hai.
Hina ka gussa dekh Salma sir jhuka ke khadi ho jati hai .
Wahi nazia .. ghusse me bolti hai..
Nazia .. mai abbu ko jaa ke sari sikayat . Kar deti hu ki aapne mujhe Dayan kaha. Wo aapki khal noch lege .
Ye kahte hue wo dilawar ke. Kamre me jane lagti hai.
Tabhi
Hina … bhool ke bhi mat jaa. Wo teri kartot ke bare me jante hai.
Mai nahi cahti tera hasra meri beti ke jaisa ho.
Salma .. kya matlab ammi. Kya hua hai.
Nazia bhi . Thithak ke wahi jam jati hai. Aur Hina ko dekhti hai.
Hina bolti..hai… tere sauhar ne divorce ke liye tere abbu se pucha hai. Jab tere abbu ne usse pucha ki kis Karan wo divorce lena cahta hai. Tab usne tumhari najayaz sambandh ke bare me bhi bata diya hai. Wo waha Saudi me kisi ladki se nikah karan cahta hai.
Aa baith khana kha le . Mai apni beti ko to nahi bacha saki . Kamse kam tujhe to bacah hi sakti hu.
Tu kuch din is ghar se dur hi rah . Wo abhi bahut gusse me hai .
Salma .. ammi kya sach me aisa hone wala hai.
Hina .. haa ye sach hai. Aur nazia usi ke liye aai hai.
Nazia rote hue wahi kursi pe baith jati hai. Aur Hina aur Salma use kuch der dekhte hai aur khana khane lagte hai.
Tabhi .. Hina bolti. Hai..
Hina .. Raju ko mai apne dum pe paal rahi hu . Uska sara kharcha mai utha rahi hu nazia . Wo Waseem aur dilawar ka koi Paisa nahi leta . Aur uski jarurat bhi nahi . Hai abhi uski Nani ki kamai bahut kafi hai. Meri dukan bhi acchi chal rahi hai. Kabhi paise ki jaroorat ho aur tere baap Bhai tujhe dutkar de to mere pass aa sakti ho . Mai inkaar nahi karungi.
Mere Nati ne mujhe mera business accha khasa faila diya hai.
Wo ab Khan family ke bharose nahi jita. Wo to sirf apni pyari mami ke karan yaha khana khata hai.
Salma ye sun ke khus ho jati hai. Ki Raju uski care karta hai .
Aur ha use pata hai. Ki uske maa baap ka katal Waseem ne hi Kiya hai dilawar ke kahne pe.
Ye ek naya bomb tha jo Hina ne nazia aur Salma pe foda tha .
Hina bahut dhree bol rahi thi kyu ki usne noor aur nida ko un sb ki bato ko sunte hue dekh liya tha . Isi karan se wo inlogo ki bate nahi sun paa rahi thi.
Hina.. wo ladai jagda nahi cahta. Tatkal to nahi. Lekin har bakt isi tarh se tu use chedti rahi. To ho sakta hi uske Maan me jehar na ghul jaye. Aur tu to janti hai Ramadhin ke maut ka jimmedar tu bhi hai. Tere afwa ke karan hai . Usne meri beti se sadi kiya. Tune hi apne abbu ko resma ke khilaf badkaya tha. Hai na .
Mujhe sab pata hai. Use bhi. Lekin wo apna atit piche chodna cahta hai.
To bhailai isi me hai ki use na chedo. Ab wo baccha nahi hai. Wo Sab samjhta hai.
………
Keep readingchamatkar,lajawab,mast aur faddu kahaani,bahut bahut shandar aur beautiful writings!
Let's see what happenBahut jabardast update bhai Salma aur Hina bahut badiya character dikhaya hai aur ye Nazia ki chut ki khujli Raju ke lund se hi mitegi shayad lage raho bhai bahut jabardast chal Rahi hai story