• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Aurora

Member
222
172
58
bahut bahut shandar,mast aur ekdom faddu update
 

Raghu

Active Member
1,231
1,103
158
Adnan raju ki baat sunta hai .aur halka muskurate hue

jaldi se apna kapda sahi karta hai aur pani ki bottle se chehra aur hanth dhota hai.

Raju aage aage jaa raha tha aur adnan piche oiche tha tabhi adnan bolta hai . sun na heera ko dekh ke thora control karna nahi to langote me hi tera tambu khara ho gaye gaa. Phir hilate rahna wahi baith ke.

Raju .. has te hue bolta hai . mai aapke jaisa nahi ki bina jagah dekhe hilane lag jau . ab chalo jaldi mamu jaan waha pe intazar kar rahe honge .


Tabhi un dono ko Irfan dikhta hai.

Adnan .. kya be yaha kya kar Raha hai.
Irfan .. salam bhaijaan .. wo abhi program shru hone me abhi der hai. Mamujaan ko late ho gai hai. Wo

Raju.. kitni der hai abhi.

Irfan .. Raju ko dekh ke muh banate hue bolta..mujhe nahi pata .

Adnan .. Irfan ka rawaiya dekh ke Patt se uske sir pe marta hai . Aur bolta .. sahi bata chutiye .

Irfan. . Sir ragdte hue . Abhi ghanta bhar late hoga .

Adnan … yahi baat pehle bolna cahiye tha Naa.

Chal Raju kuch kahte hai. Aaj pura mela laga hua hai. Noor aur nida ko bhi le ke aana cahiye tha..

Raju . Tab wo bhi apne bhai ka naya show jarur dekh leti . Wo bhi bina edit kiye hue.

Adnan .. Raju ko haule se pith Marta hai aur Irfan ka hone ka ehsas dilata hai.

Irfan .. kon sa show Raju Bhai.

Raju.. muskurate hue Adnan ko dekhta hai. Aur bolta hai. Tere Adnan bhai ne tere liye bhabhi khoj li hai.

Ab Adnan aur Irfan aschrchakit hoke Raju ko dekh raha tha..

Irfan … kon hai wo bataye naa.

Adnan .. Raju ki muskurahat samjh rah tha . .. wo janta tha ki Irfan ko batana yani pure nagar me dhindora bajana . Raju jika bhi naam lega us ladki ka Bantadhar hona nischit hai. Irfan ko kitna bhi samjha lo . Uske pet me baat nahi pachti.


Adnan baat kat te hue . Chal Irfan golgappe kahate hai.

Irfan .. ruko Adnan bhi.. raju Bhai batao na..

Raju .. tu to mujhse rootha hua tha. Ab kyu baat kar raha hai.

Irfan .. galti maaf karo bhai . Bolo to apke pair pakadta hu . Lekin mujhe ye latest news cahiye.

Raju .. badle me mujhe kya mile gaa .

Irfan. .. aapko kya cahiye . Abhi mere pass sirf 10 hajar hai. Mai wo aapko de sakta hu.

Raju .. kyu apni behan ki chaddi to pure gao me battaa firta tha.. usko dao pe nahi lagaye ga.

Irfan .. us ghatna ke baad mai sudhar gaya hu.
Apne bhi to dauda ke kutte ki tarh mujhe mara tha..

Adnan .. mai to rahta to teri bhadi bazAr me gaand Marta sale .

Irfan.. sorry na bhai..
Ab batao bhi.

Adnan … koi hi to na bataye ga .ye sirf hul de raha hai.tere ko.

Irfan… Raju Bhai apke tarh nahi hai. Wo bematlab ki batte nahi karte . Bhai batao na..

Raju .. Adnan ko dekhte hue .. Irfan ke kaano me dhree se bolta hai.. wo badi gaand wali heera hai na .

Sohail ki badi beti.

Irfan. .. oh my god . Adnan bhai aap ne to jannat chun liya . Mujhe aapse yahi ummed thi. Ye kahta hua khusi se jhum uthta hai.

Adnan .. dhree se Raju chutiye tune naam bata diya usko..

Raju .. apki badi gaand wali behan ka naam .

Adnan .. heera .. ka.

Raju .. accha jodi hai na .. dawa pe pelna ..

Adnan.. lekin use to tu pasand karta tha na….

Raju .. apke liye aisi hajar maal kurwan..

Irfan. .. lekin Raju bhai.. maine suna hai. Heera ka nikha Jahangir transport ki bete se karane ki baat chal Rahi hai.

Raju .. gusse … se bosdike… baat chal Rahi hai.. hui nahi hai.. ja ke pure nagar me dhindhora pitwa de .ki us heera ki gaand Adnan bhai ne chauri ki hai.

Irfan.. haste hue .. bahut kamine ho aap Raju bhai..

Raju.. jaa jake apna jalwa dikha.

Irfan .. lekin treat bhi lunga .
Raju .. ja na chutiye .

Irfan .. haste hue chala jata hai.

Adnan .. Raju ko dekh..ke..
Raju agar aisa kare ge to wo badnam ho jaye gi.

Raju .. apko wo accident yaad hai jisme ek bus ne aapko uda Diya tha .

Wo mai road paar kar raha tha .ek bus aai aur mujhe thok ke chali gai Thi. Wo ek accident tha .


Raju .. ya phir jaan bhuj ke aapko Marneki kosis kiya gaya tha .

Adnan .. mujhe kon mare ga. Maine kiska kya bigada hai.

Raju .. apne nahi. Apke abbu ne . Sohail Khan ka to bigada hai na.

Adnan tum kaise kah sakte ho muje Sohail Khan marna cahta hai.

Koi sabut to hoga na tere pass .
Raju . ..Yad hai wo gadi jisne aapko takkar Mari thi.

Ha uska abhi pata nahi chala . Kiske naam pe hai ye bhi nahi.

Raju … pure 2 saal ho gaye tab bhi nahi..

Hai naa ..

Adnan ..khijte hue kahna kya cahta. Hai saaf saaf bol..

Raju . .. yaad hai mai pichle saal Mai apne sautele chacha ki beti ki sadi me gaya tha .

Adnan .. haa yaad hai .

Waha sadi me same waisa hi bus ne barrat aai thi. jisne aapko takkar Mari thi. Usraat sadi me maine us bus driver apne kuch dosto se kah ke pura daru supply kiya.. uski seva ek dum raja wali ki . Phir jab wo talli hi gaya tab . Usko nanga karke adhi raat ko talab ki thandi pani me fek diya..

Adnan … nanga kyu kiya aur pani me kyu feka ..

Raju . . Kabhi thand me adhi raat ko nange talab me nahaye ho..

Adnan … pagal hai kya . Marna nahi hai mujhe..

Raju… same wase hi.. uska Nasha turant fur ho gaya..

Driver. .. kon hai . Mujhe bahr nikaliye mujhe marna nahi hai.. raham kigiye. Please.

Admi .. tumhara naam kya hai..

Driver.. ji Papu … pappu naam hai mera ..

Admi… wo bus kiska hai .

Driver . ..rote. Hue . Jahangir transport ka hai ..

Admi… suna hi tu marne ka bhi contract leta hai..

Driver … ji wo malik ke kahne pe karta hu.

Admi… yani Jahangir sahab khud tumko ye karne ko kahte hai.. kitna rupaiya dete hai..

Driver. .. ji khud to nahi lekin ek lifafa ata hai check ke sath jisme admi ki photo aur pata hota hai..

Marne ke baad gadi ko kuch din underground kar dete hai.

Admi… hal hi me kisi ko maara hai…

Driver .. kuch nahi bolta .. bus khamos khad rahta hai..

Admi.. koi baat nahi mai chala tum raho yahi pe abhi kuch ghante baad subha ho jaye gi.. nikal ke ghar chle jana aur haa yaha bhediye Pani pine aate hai .thora sambhal ke haa .

Admi jane lagta hai tabhi . Driver bolta hai..

Driver . MLA Waseem khan ka beta Adnan Khan ko marne ki supadi mili thi.

Admi.. ye MLA Waseem khan kon hai..

Driver .. tu nahi janta wo kon hai.
Admi … nahi..
Driver .. to madarchod mujhe utahya kyu.. aur torcher kyu kar Raha hai.

Admi… sorry Bhai . Maine galat admi utha li. Ye le tera tera kapda aur torch nikal ke pehan le . Mai chala sorry for disturbance.


Adnan… haste hue .. yani tune use anjan ban ke baat ki .
Raju . . Jitni meri buddhi daudi.mai ne apna dimag lagaya ..

To isme Sohail Khan kaha se aa gaya..

Raju… Adnan bhai.. jara socho . Aapka accident hua.. Sohail Khan hi tha jo apke apradhi ko dhundne ke liye bhagdaur kar raha tha..koi Mila nahi mila .. apke accident hone ke 6 mahine baad Sohail aur jahangir me najdikiya badh gaiyi. Sohail ki transport business achanak badh Jana .

Sohail ke bete Arman Khan ka rista noor ke liye aana .

Isse do cheej malum padti hai.

Adnan .. kuch sochte hue.kya ..
Raju…agar aap mare jate . Tab mamu jaan Sohail pe ashrit hi jate .

Noor ka nikah Arman se ho jata .. Waseem khan ka agla utradhikari Arman ho jata ..

Sohail Kahan ek teer se sara sikar kar maar girata .

Dusra ..

Agar wo apni beti ki sadi jahangir ke bete se karta hai. To wo business me aur bhi tarakki kar lega. Phir use todna muskil hoga.

Adnan.. ye sab sun ke puri tarah se bhanaa jata hai.

Adnan .. agar wo mujhe ek baar marne ki kosis kar sakta hai . To jahir hai ki wo duwara bhi . Kare gaa.

Raju… ho sakta hai.. lekin nahi bhi. Kyu ki uski gaand ek baar me hi fat chuki hai. Maine Sohail Khan ko waisa kutta jaisaa kabhi nahi dekha tha .

Jab wo gaadi khojne ka dikhawa kar raha tha..

Adnan … tujhe kaise pata chala ki wo dikhawa kar raha tha..

Raju… aise hi maine unki phone pe bat karte hue suna tha..

Adnan … to abbu ko sacchai batate ..

Raju … mujhe apke abbu se koi umeed nahi thi..

Adnan .. kya matlab..

Raju… hum chote the bhaijan ..humari baate kon serious leta . Wo chodo hume baat karte karte 30 minutes ho gaye chalo kuch khaya jaye .

Adnan.. abhi bhi Raju ki boli gai baat soch raha tha..

Raju.. jab Adnan ko gahri soch me dekhta hai . Tab bolta.hai..

Raju.. kya soch rahe ho.. jyda mat socho .
Chalo .

Adnan .. per Raju.. us Sohail ne hume dhoka diya hai. Use jinda mai nahi chodu gaa.

Raju.. aisa kon sa galat kaam kar diya usne.

Adnan .. usne mujhe jaan se marne ki kosis ki.

Raju.. chodo bhi bhul jao wo baat .

Adnan .. kaise bhul jau .pure 3 mahine Mai bistar se uth nahi paya tha .
Aur tu kahta hai ki bhul jau. Tumpe gujarti na tab tujhe pata chalta..

Raju .. gusse me ..accha 8 saal se dukh jheel raha hu mai. Apke abbu ke karan . Unhone meri akho ke samne mere Babu ji ka khoon kiya tha.. ek dum santh ho gaya tha . Man karta tha ki abhi unka khoon kar do . Aaj bhi dekhta hu to karta hai . Kyu nahi kare gaa. Lekin phir mami aur noor ko dekhta hu to lagta hai. Inlogo ne mera kya bigada hai . Aapne Mera kya bigada hai. Himmat nahi hoti mujhe.

Wo jisne apko 3 mahine bistar pe leta diya wo to anjan tha .. lekin mere apno ko marne wala bhi sab apne hai . To kya mai sabko maar du.


Ye pehli baar tha jab wo raju ko itna gussa hote hue dekh raha tha .

Adnan … sant hoke kuch nahi bolta bus Raju ko waha se jate hue dekhta hai..

Tabhi piche se Irfan husna ko leke waha ata hai ..

Irfan … Adnan bhai.. party nahi doge..

Husna . .. ha bhai bhabhi ki khusi me party to banti hai.

Adnan .. kya khana hai bol..

Husna.. golgappe. Ye Raju kaha gaya..

Adnan.. wo thoda kaam se gaya hai..

Irfan.. apni behan ko dekh ke . . Tujhe Raju bhai se kya kaam..

Husna..tera jija banana hai .
Adnan .. husna ki bebak jabab se hus deta hai . Aur age badte hue bolta hai.

Adnan chalo compitition karte hai.

Noor aur nida bhi waha aa jati hai..
Hum bhi join kare ge.

Adnan piche mud ke dekhta hai.

Adnan .. tum dono kaise aai ..

Nida .. sirf hum dono nahi ammi bhi aai hai. Mela ghumne. Waise Adnan bhai ye Raju kaha gya .
adnan .. kaha hai ammi.
noor .. abbu ke sang hogi. aaj final match hai na.

Irfan .. bada Raju ke bare me puch rahi ho..tumko bhi unko mera jija banna hai kya .

Noor… isme burai hi kya hai.

ye sun ke irfan bolta hai.

irfan .. tab to tagda competition hai.

Adnan … bahut mazak hua .. chalo golgappa. Khate hai..

Noor .. per Raju..

Adnan … pyar se Noor ke sar pe hath ferte hue.. uska match hai.. wo ye nahi kha sakta . Abhi..baad me uske liye pack kar lenge .

Adnan ye bolte hue serious mood me age badhta hai . Stall ke pass pahuch ke . Stall wale se bolta hai..

Adnan .. balwant.. 5 jagah unlimited golgappe laga .. ajj hum Pancho me match hai..

Balwant . Ji hujoor jaroor.
Awesome update! ekdom jackass kahaani
 

Fahima

Member
252
194
43
bahut acha update! bahut acha laga padhke,bahut h mast kahaani hai yah
 
Top