Congratulations for new story.
Tamahari likhne kisi style hi itni achi he ki, koi bhi story ho achi hi lagti he.
Tamahari likhne kisi style hi itni achi he ki, koi bhi story ho achi hi lagti he.
Mahesh bhai, maine kab is baat se inkar kiya hai. Aap fikar mat kijiye. Is story ki vajah se us story ke update par koi asar nahi padega.Dada pahle koi to ro lo
Mai to hamesha ulta chalne ki hi koshish karta hu. Lekin kya karu, sabko sab kuch sidha chalta hi najar aata hai. Abhi bhi maine Kami Na dikhane ki koshish ki thi. Magar sabko kamina najar aa raha hai. Lagta mere likhne me hi kuch khami rah gayi thi. Khair agla update pad kar bataiyega ki, wo Kamina hai ya Koi Kami Na.Kamina hai to chutiyapanti to dekhne ko milega hi
Congratulations for new story sir...Mai to hamesha ulta chalne ki hi koshish karta hu. Lekin kya karu, sabko sab kuch sidha chalta hi najar aata hai. Abhi bhi maine Kami Na dikhane ki koshish ki thi. Magar sabko kamina najar aa raha hai. Lagta mere likhne me hi kuch khami rah gayi thi. Khair aaj raat ko agla update pad kar bataiyega ki, wo Kamina hai ya Koi Kami Na.
Aaj raat ko update dene ki koshish karta hu.Dada update plz
Haan, meri koshish to yahi hai. Fir bhi yadi koi pareshani huyi to, sirf is story ka update rukega. Us story ka update rokne ka mera koi irada nahi hai.Pritam.bs Sir dono stories me aaj update possible ?