ekdum lajawab aur behad h shandar update
Nice updateUPDATE 18
Sush ko to mana kar k main nikal aaya par office jane ka dil na kiya, main sab sochta hua yu hi sadko par firta rha. Jo sawaal sabse jyada mujhe pareshaan kiye hue thaw o tha ki agar mai Ajay nahi hu to mai hu kaun…. Kahan se aaya hu…. Waise mujhe is life se bhi koi dikkat nahi thi…. Maa aur papa ka bharpoor pyar mila, muskaan jaisi cute behan mili, aur mehak.. mehak ko mai kya jawab du… wo sachmuch kya mujhe pyaar karne lag gayi hai… aisa kaise ho sakta hai bhale hi hum bhai behan nahi hain par main uske saath…. Nahi nahi ye nahi ho sakta… main kaise….. uff sir fata ja raha tha.
Kehte hain jab insaan ko koi sahara nahi milta to use ek hi jagah dikhti hai wo hai ishwar ki sharan. Mai bhi jaakar mandir me baith gaya.
Pta nahi kitni der mai yu hi baitha raha tabhi ek awaz ne meri tandra bhang ki.
“ALAKH NIRANJAN …. kis soch me dooba hai bachhe”
Maine palat kar dekha to wahi sadhu baba dikhe jo us din mujhe hospital wale mandir me mile they (update 8)
Me aakar unke paas baith gaya aur bola – “mahatma aap, aap yahan kaise”
Sadhu baba- hum sanyasiyo ka yahi to thikana hai, uska darbaar…. Tu apni suna bachhe kyu pareshaan hai.
Me – baba mai apni pehchaan apna naam sab bhool chukka hu… sab kho chukka hu… kya karu kahan jaun samajh nahi aa raha… mujhe koi raah dikhaye, mai kahan jaaun.
Sadhu maharaj muskaraye aur bole – rasta to tujhe mai pehle hi dikha chukka hu, par tune meri baat ko gambheerta se nahi liya. Teri samast muskilo ka hal tere hi bheeter hai, khud ko aur apni behan ko dono ko swasth karna chahta hai to apni kundalini shakti ko jaga…
Me – kundalini , wo kya hai baba, usse kya mai apna ateet jaan paunga..
Sadhu – beta har prani me do tarah ki shakti ya urja hoti hai ek sharirik aur ek aatmik jise hum kundalini bhi kehte hain. Kyoki yeh urja reedh ki haddi k theek niche kundli mare sarp k samaan vaas karti hai, sukshm sharer k saato chakra isi urja se chalte hain, koi bhi prani dhyaan k madhyam se ise jaga sakta hai aur iski shaktiyo se asambhav ko bhi sambhav bana sakta hai, aur tu… main dekh sakta hu tu koi aam nahi hai, to soch tere ise sakriy karne se kya ho sakta hai….
Me – mujhme aisa kya hai baba
SM – beta sharir jab koi bhi karya karta hai to sangam urja ka istemaal karta hai arthaat agar tum taali bhi baja rahe ho to usme bhi dono urjao ko milakar istemaal karna padega. Farq bas itna hai ki samanya manav apni kundalini urja ka ek pratishat bhi prayog nahi kar pata, haa par gehre prem ya peeda ya kisi anya bhawnatmak palo me wo pratishat badh jata hai. Jaise ki kisi se ladte hue gusse me tum aisa kaam bhi kar jaate ho jo tum samanytah nahi kar sakte.
Me – ye hum puri tarah istemaal karna kaise seekh sakte hain baba.
SM – putra yahi seekhne ko maine tumhe rishikesh jaane ko bola tha.
Me – theek hai maharaja mai wahan jarur jaunga.
SM – ALAKH NIRANJAN
Aur unhone mere sir par hath rakh diya , main aankhe band kiye aur sir jhukaye unke aage baitha tha. kuch der me jab maine aankhe kholi to SM wahan nahi they. Maine idhar udhar bhi dekha par Sadhu Maharaaj kahin nahi dikhe. Ab mai apne man me kaafi shaanti feel kar raha tha, isliye uthkar ghar ki aur chal diya.
Awesome updateUPDATE 18

advitiye update mitrUPDATE 18

vilakshan update hai bhaiUPDATE 18