Udhar ali aur nusrat aapne room mai pahunch gaye the ..
Room mai jake wo ek jagah niche farsh par hi ludak gaya aur nusrat chote mote kaam karne lagi
Aapa
Wo nusrat ko aapa kahta tha
Aapa main soch raha hoon ki kismat kitni kutti cheez hain...... jab hum us gaanv mai the to hume koi dhang ka kaam nahin milta tha ..... din bhar chote mote kaam karke gujara karana padta tha . aur mehnat ke naam par milte the bus chand rupaiye..... jis se hamara theek se pet bhi nahin bharta tha.... aur yahan dekho .... hum dono ko Rahane ko ghar .. 10 - 10 hazar pagar .. aur khane ko dono time khana .. aur ek hi jagah kaam .......yaha aakar lagta hain ki hamari kismet aab palat jayege .....
haan chote
Nusrat ali ko chote kahke bulati thi .. wo ali ko bilkul pasand nahi tha .. wo usse chid jata tha ..
aur malkin bhi mili to ek dum zabardast … dono malkin bilkul heroine ke maafiq hai ..
Tab nusrat ali ko dekhane lagi …
jo tune us ganv mein kiya tha na waisa kuch karane ka sochana bhi mat yaha .. ye log bahut achhe hai
aisa mai kuch soch bhi nahi raha hu
to iska kya matlab hai ki malkin bhi mili to ek dum zabardast … dono malkin bilkul heroine ke maafiq hai ..
maine to aise hi kaha
Kahana bhi mat
Aab kahane ke liye bhi pabandi hai kya ..
Haan hai
Mai tume achhe se janati hu
Kya janati ho aap
Yahi ki chote us malik ke bete ko tuje kyon mara tha
Pahle to aapa aap muje chote kahke mat bulao
Kyon ji . gussa aata hai kya
Haa
aur muje tuj par jo gussa aata hai uska kya
aap khamka gussa karti ho
Khamaka ..
Haan
Achha .. mujse jhuth mat bolo tum .. us malik ke bete ko tumane kyon mara tha ..
Kyon mara tha
Kyon ki tume us malik ke ladki ko patana tha aur wo beech mai aa raha tha
Pata hai aap ko sab to aab kyon kah rahe ho
Pata liya na phir usko
Niche gardan karke kahta hai
haa
Sabkuch kar liya
Haa
Kitani baar
3 -4 baar
Achha mujse jhuth
Aisa bol ke uska kaan pakad leti hai
Jada baar
Kabse chal raha tha tum dono ka
3 -4 mahino se
Aur muje pata hi nahi chala
Aap kaam mai busy jo thi
Isliye hame waha se nikal diya na .. jagda sirf dikhane ke liye tha na
Nahi
Phir
Hum dono ko us malkin ne pakada tha red hand
Kya
Ye kab hua
Hame nikalane se 3 4 hafte pahle
Phir turanat kyon nahi nikala
Pata nahi
Tab nahi nikala phir 15 din baad kyon nikala
Kyon ki maine memsaab pai try mara tha
Kya
Nusrat aasharya se puchati hai
Haa
Beti se tasali nahi hui kya jo maa ke piche pad gaye the
Hume wo milane nahi de rahi thi
Isliye maa ko patane nikale
Haa
Ya allah ye kaisa bhai mial hai muje
Mere paas aur koi option nahi tha
Tab nusrat haste hui kahte hai
Mera Bhai jhuth bhi kitna masumiyat se bolta hai
Tab ali bhi hasane laga …
Tab nusrat kahte hai jo tune us ganv mein kiya tha na waisa kuch yaha mat karana
Nahi karunga
Muje nahi lagata
Aap ka muj par vishwas nahi hai kya
Dil kahta hai tu mera bhai hai to tuj pai vishwas karu par dimakh tere harkat dekh ke kahta hai .. iss lloundibaaz par vishwas na karu
mai aur loundibaaz didi
Nahi to kya kitane ladkiyon ke saath aab tak lafde kiye hai tumne
Tab hasane laga
Yaha kya karne ka soch raha hai
Tab ali kuch nahi kahta .. sirf nusrat ko dekhte raht hai
Maa ya beti
Maine kuch socha nahi hai aab tak
To kya bina soch ke karne ka irada hai kya
Koi irada nahi hai
Sonu ke saath pahle hi din kuch kiya nahi na tune
Kuch nahi kiya aapa
Pakka
Muje aab sone do aapa
Achha so ja .. agar kuch karana hoga to to batake kar..
Thik hai