adhayay 4 tak..... revo....
yeh londa toh kangla nikla,,, matlab paida hote hi mujhe laga anath hoga thora warden marega pitega,,, thora jharu poocha kar ke company khara karega,,, lekin isno toh khare ko baitha diya.... khair baithaya toh sahi lekin khuli khirki isko baithne na deti hain....
jahan bhi jata hain wahan kee khirki hi kharb nikal jaati hain,,, mujhe toh lagta hain kee iska jab se dhandha chaupat hua hain,,, tabhi se jaan bujh ke shab jagah khidki kharab karta rahta hain,,, naya dhandha khidki theek karne ka shuru karega....
waise khidki ke pechhe jo bhi hain isse lagta hain bahut pirem karti hain,,, jo bhi isse kuchh ulta sulta bolta hain tabhi khul jaati hain,,, abki baar toh sidha pathhar hi fenk ke maar diya,,, wo toh yeh beech mein aa gaya nahin toh abhi saumya ka ho jana tha doobara se happy birthday.....
***
ab un jhanduo ne iske kas ke lee toh lee,,, wo bhi larki ke haatho,,, ab yeh phir kismat ko dosh dega,,, ek toh aise ghumte rahta hain hamesha jaise dry state se aaya ho aur idhar aa ke bhi sasta paua maar liya hain.... har wakt kuchh na kuchh barbarate hi rahta hain,,, koi iska daant kahe nahin torta,,, danda bhi mara toh pair mein,,, daant aur bheje mein marta,,, kutreya bakwas kam karta....
***
tabhi laga kee saumya didi itni meherbaan kyun hain,,, guilt trip mein jee rahi thee toh socha kangle pe kuchh ehsaan kar de....
/// akhir isse toh laundiya ne loota///
/// laundo mein kaha dam tha///
///iski lootiya doobi wahan///
//// jahan laundiya ka ghar tha///
are waah waah waah waah waah,,, khud hi bol deta hoon writer toh gaali hi dega...
***
another great story which i stumbled upon... keep entertaining us.. showman...