Update 6
Guru: vats samay aane pe Sab hoga us bidhata ne kuch soch kar Ye Sab kiya hoga to jo ho rha hain hone do.
Ye kahkar guru Ji dhyan awastha me chale Gaye.
Guru Ji ke dhyan me jate Sab log bhi apne apne kamon me busy ho Gaye.
Aayiye chalate hain ab Kamana ki Taraf.
Kamana Dinbhar apna kaam nipta ke ghar pahuchi thi to dinner Ka time ho Gaya tha.
Dining table pe uske mummy aur papa usi Ka intejar kar the the. Kamana bhi fresh hokar aa gayi dining table pe dinner ke liye.
Rupak: aur beta kaisa chal rha hain Sab?
Kamana: papa Sab Badiya chal rha hain . Aaj Anjali ki call aayi ki Raj ghar chhodkar kahin Chala Gaya to thoda tension hain to waha apne spy ko lagaya hain.
Rupak: Kya? Kaha Chala Gaya aur kyo?
Kamana: papa kaha Chala Gaya pta nhi magar mousi se kuch misunderstanding ho gayi to mujhe lagta hain kisi dost ke pas Chala Gaya hoga.
Rupak: mujhe bhi aesa lagta apne best spy lagao pta karne ko aur Rupali Aaj meri Doctor se bat huyi Mayake sare report normal hain unhe samajh nhi aa rha Kya Karan ki wo itani Sal se Koma me hain. To unhone suggest kiya ki use ab family care ki zarurat hain to Maine bhi use ghar shift karne Ka soch liya hain wo kal shift ho jayegi to uska room saf Kara Dena main kuch Dino ke liye bahar ja rha hoon to meri dono betiya Ka khyal rakhna.
Rupali: aap to aese kah the jaise aap sirf betiyon ke baap hain main unki kuch lagati hi nhi. Maa hoon main dono ki main apne dono betiyon Ka khyal rakh lugi.
Rupali ke Baat pe teeno has pade dinner ke baad Kamana apne room me nikal gayi tabhi uske phone pe call aaya.
Spy: ............::
Kamana: Kya aese kaise ho sakta hain hain thik main uske dosto ke bare me pta karti hoon.
Kamana spy ki bat sunkar phone chilla padi thi jiski awaj sunkar Rupali uske pas aa gayi thi.
Rupali: Kya hua beta.
Kamana: maa Anjali ne jis school Rak Ka school kaha tha usme Raj Sighaniya naam koi ladka nhi hain.
Rupali: Kya.......