The Dark Devil😈😈
Loyalty is Luxurious but Everyone can't afford it.
- 254
- 1,123
- 124
Bhai Aaj update jarur de dena
Aap ko feeling convey kar paya ye mere liye khusi ki baat hai.Ranjan ko utha du? (Vina ne najare jhukaye hi naa me issara kia, Shiv waha se bahar chala gaya, Vina ko apane guda dwar me dard ho raha tha to uska dhyan baar baar wahi ja raha tha, wo bechain ho rahi thi, aise to neend aane se rahi, tabhi usne dekha ki Shiv takiya aur kambal le kar uske kamare me aaya, wo use hi dekh rahi thi, usne uske baju me hi takiya lagaya aur uske sath sone laga, uske shir ke niche hath rakhte hue apane shine se chipka liya, Vina ek anath ladki thi, to use is tarha ka pyar kabhi mila nahi tha, par Shiv jis tarha se uske sath vyavhar kar raha tha wo bhavuk ho rahi thi, jis tarha se Shiv use sambhal raha tha uske dil ko chhu raha tha, aaj usko lag raha tha ki wo anath nahi hai, uske upar bhi, uska khayal karnewala koi hai, wo Shiv se lipat gayi.
Shiv : (Uska shir sehlate hue)Kya hua, dard ho raha hai? (Vina ne na me gardan hilayi) Kyu juth bol rahi ho, me janta hu ki dard ho raha hai, muje waisa nahi karna chahiye tha, sorry.
Vina : Sorry maat kaho Shiv, me khus hu, ye dard to abhi chala jayega tum paresan maat ho, muje hamesa lagta tha ki me akeli hu, jab mene dekha ki tum sabke sath pyar jata rahe ho, mujse nahi to muje bahot dukh hota tha, muje lagta tha ki muj me hi koi kami hai, aaj tumne muje apana kar muje is ghar me samil kar liya hai, me khus hu, bahot khus hu.
Shiv : (Uska shir sehlate hue) Thik hai, gar tum khus ho to me bhi khus hu, aur kabhi apane aap ko akela mat samaj na, me hu na. Koi bhi paresani ho kuchh bhi chahiye ho, tum muje bata sakti ho, aur ye iss wajah se nahi hai ki hum dono me aisa hua, tum pehle bhi kehti ya batati to me wo karta, mene kabhi tumhe alag nahi samja.
Vina : Ek baat kahu Shiv (Usne bade pyar se kaha)
Shiv : Ha, kaho.
Vina : Tumhare rehte, yaha koi bhi apane aapko anath nahi samajta, anath wo hota hai jinka koi nath nahi hota matlab jiske shir par kisi ka hath nahi hota, hamare shir par tumhara hath hai Shiv, fir hum anath kaise hue. Tumhare rehte hum apane aapko surakshit mehsus karte hai.
itna padh ke aasu aagye ankh me