Akki ❸❸❸
ᴾʀᴏᴜᴅ ᵀᴏ ᴮᴇ ᴴᴀʀʏᴀɴᴠɪ
- 26,803
- 31,030
- 304
Nice update bhai but mansi ka maut nehni hona tha
Bht hi mst update tha abb dekhte h aage kya hora h waiting for nxt update☺
Amazing update bhai…lgta hai rana kai attet sai abdul kai attet ka bhi koi to samabnd hai khin rehmat ali ka beta to nhi
Super Duper awesome update Red Skull bhai....
Ye Abdul har baar chutiyapa karta hai aur pakda jata hai.....
Awesome update
aksh aur shakshi ek dusre ki yaad mein tadap rahe hai par ye kaisi uljhan hai jo kisi ek v apne jaan se v jada pyare insan se milne se rok raha hai khair ye to bhawisya hi bataega lekin ek baat to tay hai ki aksh aur shakshi ki ka pyar ek dusre ke liye aur v gahra hote jaa raha hai idhar rana apne poorani yaado se jujh raha hai wo joshi ko apni maa ke maut ka jimmedar manta hai par kyo kya karan tha uske maa ke marne ka ye v janne ke liye hame intazar karna hoga idhar rana ko abdul ke bare mein para chal gaya hai ab dekhna hai aage kya hota hai great update bro![]()
Mast update bhai ab akash ki bhi loss hoga ab tak rana ki right hand uski informer thi sayad ab nahi rahega dekhte hai aage aur rahmat aur rana ki ma ko fansi par latkaya kyu gaya tha ye kon batayega?
nice update ..aksh apne bachpan ke dino ko yaad kar raha tha ki kaise sakshi ne uske pith par danda maara aur jab wo ghaw dekha to rone lag gayi ..
dono ke bich ek ghehra pyar tha..
sakshi bhi ab aksh ko dhundne ke liye qaatil se akele nipatna chahti hai bina kisi ko bataye ..
rana bhopal chala gaya jaha uski maa ko ped se latkakar maar diya tha logo ne aur joshi kaka ,aur virani kuch nahi kar paaye .
rana ke paas bhi badle ki wajah hai jisko nakara nahi jaa sakta ,
apni maa ko marte huye dekha hai rana ne bachpan me .
rana ne jab abdul ko call kiya to aksh ke saath tha abdul aur call cut karna bhul gaya ,itni gair jimmedarana harkat kaise kar di abdul ne aur usse rana ko unki baate sunayi di .
ab rana ne abdul ko akele me bulakar maarne ka plan bana liya aur abdul uske gunpoint saamne hai .
Bahut hi shaandar update diya hai bhai..
Nice and awesome update..
बेहद ही शानदार व जबरदस्त भाग बन्धु.
खूब लिखा आपने.
Super duper update
keep writing ✍
awesome update
Waiting for next
तीसरे अध्याय का आठवाँ भाग
बहुत ही जबरदस्त।।
साक्षी और अक्ष दोनों अपने अतीत के पन्नों को पलट रहे हैं जो बहुत खुशनुमा हैं, जिसे सोचकर आजके पल को भूलना चाहते हैं। साक्षी कहीं न कहीं आज की स्थिति के लिए खुदको जिम्मेदार मानती है और अक्ष से माफी मांगती है।। शाहिद भी अक्ष से साक्षी के बारे में बात करता है तो अक्ष गुस्से में शाहिद के साथ दुर्व्यवहार करता है, लेकिन अपनी गलती का एहसास होनेपर माफी भी मांग लेता है।
साक्षी के बारे में शाहिद अक्ष से बात करता है और साक्षी को माफ करने के लिए कहता है, पर इस समय तो अक्ष पर बदले की भावना हावी है इसलिए अक्ष को सही गलत अच्छा खराब कुछ भी समझ नहीं आ रहा है।। राणा के कुछ अतीत के पल जिसमे उसकी माँ को पेड़ से लटकाया गया था और राणा जोशी काका से उन्हें छोड़ने की बात कर रहा था। शांतिराम ने पूरी जिम्मेदारी जोशी काका पर डाल दी, लेकिन जोशी काका ने अपने आपको मजबूर बताया। ऐसा लगता है जैसे जोशी काका को शांतिराम ने मजबूर किया था। अब्दुल अपनी एक गलती के कारण पकड़ा गया, उसका विभीषण वाला रूप राणा के सामने आ गया। अब्दुल को अब अपनी जान के लाले पड़ गए हैं, देखना ये होगा कि अब्दुल कैसे अपने आपको राणा के चंगुल से बचाता है।।
Kirdaaro kayi mishrit bhaavnaye aur activities nihit hai is update mein..... aksh sakshi ki purani yaadein, sakshi ka Yun maafi maangna, aksh ka aisa behavior... shahid ko dhutkar dena is tarah se... rana ki purani yaadein... shantiraam ki gatividhiya.. abdul ki galti aur uske chalte aaj Yun rana se Bach bhagte phirna in sabhi ko ek lay vadh tarike se dikhaya gaya update mein... hamesha ki tarah samvado ka upayog bahot behtareen tarike se hua.. kirdaaro ke mood, mahol aur unke bich rishte ke varnan kabile tarif raha...
Khair.... Btw.. jo parithitiya ban rahi hai update ke har ek point pe wo sach mein adbhut aur kabile tarif hai... jagah, paristhiti, waqt aur kirdaar... kaise, kaha, kis tarah se, kis karm mein rahenge kahani mein bhumika nibhate huye iska sathik mulyankan karke update ko jis tarah pesh ki hai hum readers ke samaks wo apne apme bemisaal hai.
aise hi likhte rahiye aur aur apni manoram lekhni se hum readers ka manoranjan karte rahiye
Let's see what happens next
Brilliant update with awesome writing skills![]()
![]()
Sakshi to lead character hai kahani mein... lead vamp to manshi hai
Aksh aur sakshi ki jindagi mein mansi ne Kadam kya rakhe ki unka to ghar hi bikhad ke reh gaya... yakin na ho to Aakash. ya KEKIUS MAXIMUS se puch lijiye..![]()
बेहद ही शानदार व जबरदस्त भाग बन्धु.
बहुत खूब बढ़िया.
दिलचस्प मोड़ पर आ गई है ये कहानी....
Aap sabse maafi chahta hu itne din se gayab tha, lekin agar aap sabko yaad ho to mene kaha tha ke ane wale waqt me shayad mujhe out of india job ka moka milega.... And good news is ke mujhe Dubai me Job ki offer ayi he. Usdin se bass bhag daud kar raha tha apne sare documentation ke liye. Bass Covid Guidelines se kuch relaxation milne par me Dubai chala jaunga. Baki Update to 60% likh chuka hu, pura hote hi post kar dunga. And again, Sorry for the late reply. Lekin kya karu, jiske liye itne waqt se mehnat kar raha tha, wo din agaya or bass uske piche ye pichle kuch din kab nikal gaye pata hi nahi chala. Anyways, Keep Reading And Keep Supporting ❤❤