• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Incest LAFDE

Kaisi lagi

  • Amazing

  • बहुत बढ़िया

  • खूपच छान

  • আশ্চর্যজনক

  • Filmy

  • Sexy

  • Dramatic

Results are only viewable after voting.
Status
Not open for further replies.

hemya

Enchanted Chronicles✨
658
4,748
124
तो कार्थक गलतफहमी का शिकार हुआ, लेकिन दिमाग से पैदल है वो, और इसी गलतफहमी के शायद धोखा मान कर कांड किए हैं उसने।

ये पल्लवी भी मिली आदित्य से, ये संयोग था या प्रयोग, वो तो आगे ही पता चलेगा।

Superb 👌 Mazedar 👏👏 Update
:perfect: :love3::bff::superb::rock1::wave::giveme::bsanta::cowboy1:
Interjar Aglaa Update Kaa 👍🙋‍♂️🤷‍♀️😉🙄🤔🤟

Mast update Bhai ,Karthak to sabse bada chomu hi hai

Nice story falesback

Nice and superb update.....

Badiya
Aditya ne anjaanee me Pallavi ko bachaya hai Vastad gang ke logo se jiski madad Rukmani kr rhe hai Vastad gang ke logo ko sja dilane ke lye
.
Aditya or Kavya ka pyar bi chlta Jaa rha hai pehle ki trh bs dekhna ye hai ki Adi8ko batate hai ki ni or btaya ya pta chal gya Aditi ko to kaisa reaction hoga Aditi ka
.
Aaj Smita or uski bhen Rekha flashback suruhogya jisme Aadarsh or Karthak urf (CUTTER) bi shamil hai bs dushman ki jgh abi sb Dost hai
.
Dekhna ye hai ky hua hai aakhir Smita ke bite hue kal me jisne aaj sabkuch badal ke rakh dia hai
.
VERY WELL UPDATE
KEEP IT UP

Bahut hi badhiya update diyahai hemya bhai....
Nice and beautiful update.....

Nice update.....

Nice update

Interesting update

Nice update...

Kahaani me Twist ND turn tab aye jab bhabhi khud Aditya ke liye kaam karne lge.. Dono ek dusre ke prem ko kabool kre.. Kaushik ki sachaai samne aye.. OR ab ye pallavi ne jaan bujh kr khud ka kidnap krwane ki chaal.. Usko Aditya ke movement ka pta tha woh janti thi Aditya usko bachane ayega...

Msst story chl rhi h bhai
Ese hi chlao
Thoda sex scene jyda lgao mzza aye
Hero aur kavya ka sex mtt dikhna bss abhi

Action bhi rhne dena khu sex hi sex krdo 🤣
UPDATED
 
Neerav

Active Member
1,568
2,428
144
UPDATE 23

" Rukhmini bola na jyada natak mat karo , agar tumhare jagah koi aur bhi hota to me use malam patti lagwata to iska matlab ye nahi hai ki main usase pyar karta hu "

" Papa aap bahot bure ho "

Ramesh muskuraya aur rukhmini ke anguthe ko malam lagaya. Rukhmini ka angutha ek kapde se bandh diya .

" Ab chupchap yahi raho jyada idhar udhar karne ki koi jarurat nahi hai "

Rukhmini ne jaanbujhkar uthne ki koshish ki par Ramesh ne gusse se aankh dikhayi .
" Rukhmini maine kaha na , aur kal agar school nahi gayi to dekh lena main kabhi tumse baat nahi karunga "

Rukhmini ki aankho me aansu aa gaye , use vo sapne roj satate the . Apne pita se us tarah alag ho jayegi use abhi bhi yakin nahi ho raha tha . Bachpan me to bahut baar vo yakeen karti thi ki uske papa vapas aa jayenge kyuki use maut kya hoti hai samajh nahi aata tha .

Lekin Ab vo badi thi , itna sab soch kar vo nind se uthi aur Dekha ki Aaditya abhi tak nahi aaya hai , Raat ko Sandhya behad gussa thi lekin vo usi ke bed par kuch kitabe padhte hue so gayi thi .

Picsart-24-01-21-21-31-37-294

Tabhi use malini ka call aya aur usne room se bahar gayi abhi subah hi hui thi koi bhi sun sakta tha is shant vatavaran me .

" Rukhmini tum thik ho Naa "

" Haa , kyu kya hua "

" Vo pallavi par kal raat hamla hua hai "

" Kya ?"

" Haa kisi ladka ladki ne usko jaan bachayi , mujhe lagata hai ki kisiko hamare sab ke bare me pata chal gaya hai "

________

" Haa shethji , maine ye sab vishwanath ji ko kamjor dikhane ke liye nahi kiya hai , jo kanoon hai vahi kiya hai vo jamin aapko hi milti kuch bhi hota to "

" Haa vakil sahan hame itna kuch samajh nahi aata lekin jis insan se kanoon bhi darta hai aapne use hara diya "

" Haa vo so hai , lekin ye mamla behad aasan tha vo aapki hi jamin thi ,bass vo unhone illegally hathiyai hui thi isiliye ye hua "

" Vakeel ji ab kanooni baate chhodiye aur mene suna hai ki aapne unki beti bhi jit Li hai , aap ko koi ghabrane ki jarurat nhi hai agar aap bhag gaye to aapki suraksha ki jimmedari hamari "

Aadarsh ne pass me khade bachhe ki taraf dekha use pata tha ki is gaav me ladko ko is tarah ki baato se dur nhi rakhte lekin uska yu dekhne par sherni bole .

" Vijay beta tum bahar jaao tumhari maa bula Rahi hongi tumhe , Ari vo sunti ho apne ladle ko bulao "

" Haa, Vijay beta jaao dekho Malini uth gayi hogi jao bahan ke sath khelo sath khelo "

Uske jaane ke baad .

" Shetji is me haar jit ki koi baat nhi hai , main sach me us ladki se pyar karta hu , aur main to khud hi shock hu is baat se ki itne logo ko ye baat kaise pata chali unke Ghar par pata hone se pahle mujhe rishta bhejna hoga Varna koi khair nhi "

" Vakil Babu ab to mujhe nhi lagta ki vo aapse apni beti ki shadi karvayega uski pahle hi mujhse dushmani hai , is sab me tum naa padte main ye bhi nhi kah sakta varna aap yaha naa aate aur naa hi us ke sath aap mil paate "

________

" Main agar aap se naa milti to meri ye halat naa hoti "

" Smita tum mili ho tabhi to meri jindagi khubsurat Hui hai aur tum kah Rahi ho "

" Lekin ab mujhe mere pitaji kabhi maaf nahi karenge "

" Smita tumne koi paap nahi Kiya hai , ye normal hai , aur ham ek dusre se pyar karte hai "

" Aap kahna chahte hai ki mere Umar ki ladki ka pregnant hona normal hai "

" Ye aap kahna band kardo , kya? .. sorry kya kaha tumne "

Smita ab dar gayi thi , uske ek gao ki ladki jise padhne bhi badi mushkil se Diya Jaa Raha tha , use agar Aadarsh ne apnane se mana Kiya to vo kya karegi .

Smita ke dae dekhkar aur usne suni baat par soch kar ,usne jaldi se apna muh khola .

" Sorry , Smita daro mat ,main samajh nahi paya lekin hamne to condom use kiye the Naa "

" Aap kabhi bhi aisi gandi baate karte ho"

" Ye aap kahna band Karo aur ye gandi baate kaha se hai , condom hi to kaha hai ise bolna kabhi Ganda nahi hota isi vajah se kitne log vo sukh le paate hai Bina koi chinta ke "

" Ye badi baate chhodo aapki dekha naa kya ho gaya ab "

" Sorry yaar mujhe nahi pata tha ki Aisa sab kuch hoga main bachha nahi chahta tha itni jaldi "

Smita ka chehra ab ekdum se rone ko aa gaya .

" Nahi main bachha nahi giraungi" aur vo phut kar kar rone lagi "

Aadarsh ne use baaho me le liya .

" Smita ro mat main tumhe bachha girane ko nahi kahunga , mujhe jald hi ab tumhare parivar se milna chahiye "

Aadarsh ki baat sunkar vo khush ho gayi alag hokar ekdum se Aadarsh ke otho ko chum liya aur phir se baaho me sama gayi .

Dono apne office me the , vaha se niche sidiyo se Karthak aaya usne ye sab dekh liya . Karthak ki aane ki aavaj sunkar Smita jaldi se niche bhag gayi .

Lekin bich me gusse se Karthak ne use daboch liya .

" Tum Aisa nahi kar sakti mere sath "

"Aadarsh bachao , chhodo mujhe , kya ho gaya hai aapko"

" Tum Aisa kaise kar sakti ho , main tumse pyar karta hu "

Smita ke baal vo apni muthhi me pakade hue tha .

" Maine kya Kiya hai please chhodo mujhe"

Karthak ne gusse use diwar me dabaya aur uske gaalo ko dabakar .

" Tumne kya Kiya tumhe pata nahi , tumne mujhe dhoka Diya Aisa tum kaise kar sakti ho"

"Aap kya bol rahe , please chhodo mujhe , Aadarsh"

Vo jor se chillayi.

Tabhi Aadarsh bhagta hua aaya aur usne ek gusa Karthak ke lagakar usase alag Kiya .

" Saale kuttee Teri himmat kaisi Hui use chhune ki "

Itna kahkar niche gire karthak ko marne laga .

Uthakar ek uske pet me maari aur Smita ke pass gaya .

" Jaanu tum thik to hona "

Kartak niche pada tadap raha tha , use samajh aa raha tha ki ab tak usne jo bhi samjha vo chutiyapa tha . Smita usase pyar nahi karti thi vo Aadarsh se karti thi .

Use ab aadarsh se nafrat hone lagi usne than liya ki use kya karna hai .

" Karthak main to tumhe dost samjhta tha aur tu "

" Aadarsh main Smita se pyar karta hu "

" Kya tera dimag to thikane par hai na "

" Haa hai , main karata hu aur use apni banake rahunga "

" Sun dost mujhe maaf karde maine Tumhe pahle hi batana chahiye tha ki main Smita se pyar karta hu uske liye sorry lekin Vo mujhse pyar karti hai aur upar se uske pet me bachha hai mera"

" Smita , please mujhe bachhe se koi problem nahi hai , main tumhe kaise bhi apnaunga "

Smita ekdum Dar hui thi vo aadarsh ekdum karib hone lagi . Aadarsh ko apne dost ko aisa dekhkar kafi dukh ho raha tha .

" Karthak ye bachapana chhod do , tum ye kya kar rahe ho vo meri hone vali patni hai ab main usase is tarah ki baat bilkul bhi sehan nahi karunga "

Aadarsh to chahta tha ki uski aisi harkat ke liye use saja de lekin vo use sudharne ka mauka dena chahta tha .

Karthak vaha se nikal kar use pata tha ki , use kisi tarah Aadarsh ko raaste se hatana hai aur phir Smita ke pass uske alawa koi rasta nahi hoga , vo is tarah se bachhe ke sath apne Ghar me nahi rah sakti .

Smita apni bahan ke sath ghar aayi , apni bahan ko jabse vo college ke baad Aadarsh se milkar aati hai tabse dari hui dekh kar vo chinta main pad gayi .

" bahana kya hua , jhagada hua kya aadarsh ji ke sath "

" Nahi "

" To baat kya hai , main nahi batane vaali ghar pe agar ye baat sata Rahi hai to "

Vo apni ki taraf dekh kar fika muskura di .

" Kya hua batana "

" Aap mujhse nafrat karegi is baat ko sunkar "

" Nahi bahana main kyu karungi mujhe pura bharosa hai tu koi galat kaam nahi karegi "

Smita ab rone vaali thi .

" Ab agar royi to pit dungi , rotlu kahi hi , bata kya hua "

Ye sunkar Smita ekdum se rone lagi aur aur bag se ept kit nikal dedi .

" Ye kya hai "

Rekha apne hath me di hui chij dekhakar puchne lagi , tab ye knowledge bahut kam logo ki thi , bhaleli ise ijaat hue 20-25 saal ho Gaye the.phir bhi gaao me ye knowledge tab bhi kam hi thi jo ki aaj thodi badh rahi hai .

"Didi ye Didi , mujhe meri dost ne bataya tha ki isase pregnant hai yaa nahi vo pata chalta hai "

" Kya? Aur ye tumhare pass kaise " tabhi uski aankeh badi ho gayi

" Ab ye bol ki tu " vo aage bolne vaali thi lekin apne bahan ke chehre par glani vala bhav dekh kar vo samaj gayi aur apne sar par hath rakh diya .

Smita ekdum se rone lagi .

" To ab kya ?" Smita ko shant karke Rekha ne puchha .

" Didi vo mera hath mangne vaale hai par pitaji to pahle se unpar gussa hai "

" Tu chinta mat kar hame ye baat jaldi se maa ko batani hogi vahi hamari madat karegi , aur mujhe nahi lagta ki is halat main vo mana kar payenge shadi ko "

Idhar karthak ne ye baat , Vishwanath tak pahucha di ki unki Beti ko Aadarsh ne fasaya hai . Is baat se vishwanath ke aham ko thes pahuchi .

Vishawanath gusse me ghar ke andar ek dum se ghussa.

" Smita kya tumhe isiliye college bheja tha ki tum is tarah ke kaam Karo "

Smita kuch samajh nahi payi ,ki use ye thappad kis vajah se pada .

" Tum aaj se ghar ke bahar kadam bhi nahi rakhogi , Aur agar tumne kuch uske sath galat harkat ki to tum dono ki jaan chali jayegi "

Smita apne pita ke is gusse se behad dar gayi .use pata tha ki uske pita in baato ko leke kaise lekin ab vo apni baat maa ke pass rakhne vaali thi use lag raha tha uske nahi to bachhe ke khatir maa Maan jaaye kyuki uski himmat nahi thi ki vo uske pita se baat kar sake.

Uski maa raat ko uske pass aayi .

Tab vo apni behan ke god me ro rahi thi .

" Ab tumhari vajah se tumhari bahan ki bhi padhai chhutne vaali hai , shayad mere he sanskaro me koi kami rah gayi hogi "

Rekha ekdum se Smita ko alag karke khadi hui.

" Maa aise kaise , uski galti ki saja mujhe kyu milegi, maine to kuch kiya bhi nahi hai"

Rekha gusse me apni maa se bahas karne lagi .

Smita vahi par rone lagi .tabhi maa ki aavaj uske kaano me padi vo bol sunkar vo dar gayi .

" Tumne tumhare pitaji kaa gussa dekha kaha hai , unhone apni bahan ki shadi bhi jabardasti karayi hai , unke to pet main bachha bhi tha vo bhi girana pada ."

Ye baat sunkar darte hue , Rekha ne apni bahan ki taraf dekha vo soch bhi nahi paa Rahi thi ki vo kis halat me thi .
_________

Aaditya nind se utha to paya ki uske saamne chai leke kavya khadi thi .

"Aaditya jaldi chalo me tumhe tumhare ghar pe chhod deti hu mujhe bhi jana hai vapas "

" Haa bass tumhe mujhe chhodte vakt koi dekhe naa "

" Vaise hath ka dard kaisa hai "

" Thik hi hai "

" Thik hi kya ,thik hai aaj tum doctor ke pass jana "

" Haa jaunga "

Tabhi Pallavi ji muskurate hue andar aayi.

" Aunty ab jaate hai , aap apna khayal rakhana "

" Haa aap log meri chinta mat karo vaise bhi tum logo ne mere liye jitna Kiya vo bahut tha main soch bhi nahi sakti mere sath kya hota "

" Tabhi kisike aane ki aavaj aayi "

Do auraton ki Aavaj sunkar , Aaditya thoda shock ho gaya .

Jaise bahar nikalkar dono ne dekha , Aaditya ko jhatka aur bada laga sath hi main Rukhmini .

" Tum yaha kya kar rahe ho , aur raat bhar kaha the "

Aaditya aage kuch bol nhi paya ,phir jaise hi unki najar kavya par padi .

" Aur Kavya tum yaha "

Tabhi Aaditya bich me bol pada .

" Vaise aap yaha kya kar rahi hai itni subah subah "

Tabhi malini bich me bol padi .

" Tum Aaditya ho na , rukhmini ke devar. ham yaha Pallavi ji se milne aaye suna hai unpar kal raat hamla hua tha ham unke dost hai dono bhi "

Aaditya ko ye baat hazam nahi ho rahi thi, lekin tabhi

" Aaditya tumne nahi bataya ki tum dono kya kar rahe ho , kahi tum dono to nahi jinhone inki jaan bachayi "

Aaditya kuch nahi bola .

" To phir dono idhar kya kar rahe the tum to Nandkishor ji ke ghar gaye the "

Aaditya ko Ab kyu to Rukhmini ke sawalo par frustration hone laga tha , kyuki Vastad gang se pallavi ka bhi sambandh hai aur bhabhi ka bhi dono ek dusre ko janti hai .yaani ye sab milke Vastad gang ke khilaf kaam kar rahi thi . Aaditya ko ye sab soch kar bhi gussa hone laga . Kyu kar rahi hai vo Aisa.

" Ham aaye the aapse matlab , Chalo kavya mujhe ghar bhi jaana hai inki baate sunane ka time nahi "

Bhai log like kardo jitne jaldi like aayenge agli update aayegi.
Nyc update bhai
Past sarra ya to ersatz dedo
Ese bich bich me Mt kro
 
  • Like
Reactions: hemya

Game888

Hum hai rahi pyar ke
3,437
7,009
158

Present ke sath sath past ko bhi reveal karna bahut hi interesting hai
Superb update bro 👌
 
Last edited:
  • Like
Reactions: hemya

MAD DEVIL

Active Member
989
1,822
123

FLASHBACK
Ye Aadarsh kisi jmeen ko leke kisi SETH JI se bat kr rha hai or unke sath Vijay hai Seth ji ka beta shyd
Seth ji jis trike se Vijay ko bhar bheja ye bol ke ki apni bhen MALINI ke sath khelo ek bat pakki hai ye whe VIJAY or MALLINI hai jo ab Rukmani ke sath hai Vastad gang ke against
.
Karthak or Smita ke bech jo bi hua usme Karthak ki glti hai jo usne Smita ke sath dosti ko pyar smj baitha
.
Ab Flashback me dikhaya gya ki Smita or uski Bhen Rekha ko uske pitha ne ghr me bula lia or bhar niklne se mna kr dia
Lekin Smita Maa bnne wali hai ky ye bat wo bta paygi apni Maa ko
.
JBKI FLASHBACK SE BHAR
Malini ne Rukmani ko bta dia phone pe Pallivi pe attack ke bare me ye bi ki Do logo ne use bachaya wo kn hai pta ni hai Rukmani or Malini ko
.
Subha Subha Pallavi ke ghr agy Rukmani or Malini aate he unki mulakat hogy Aditya or Kavya se or in sb bat se Aditya pehle se Rukmani pe dimag gooma hua tha or ab Subh subh Malini or Rukmani ne aake Jo pocha Aditya se usse or mind gram hogya Aditya ka
.
Bachpan se he Aditya ki life ulji thi jis karan samay samay pe usne smjoota bi kr lia pehla pyar jisko bta na paya or whe uski bhabhi bn gy college me aaya to kuch samay bad Aditya ko anjaane me apni real sister Aditi mil gy or sath me pyar krne wali KAVYA mil gy or in sb me jane kin LAFDOOO se guzar ke aaya hai Aditya
.
Waise Flashback ke sath latest me jo ho rha hai kafi intresting scene bna rhe ho hemya bhai
Lekin ek bat bologa is trh ke flashback scene jaisa aap dikha rhe ho maine kbi story me ni dekhe ha bs movie me dekhe jroor hai 😂😂😂
.
Lekin mast hai ye scene
Very well update bhai
 
Maine stories se jyada movies dekhi hai , to mujhe usme kuch odd nhi laga .Aasha karta hu aapko pasand aaya ho . baaki sukriya.
Age bhi aapka sath bana rahe .
 
MAD DEVIL

Active Member
989
1,822
123
Maine stories se jyada movies dekhi hai , to mujhe usme kuch odd nhi laga .Aasha karta hu aapko pasand aaya ho . baaki sukriya.
Age bhi aapka sath bana rahe .
Bhai pasand aaya tbi to btaya aapko ki maine esa flashback wala scene bs movie me dekha hai lekin story me aaj first time dekha maine
Lekin aapne acha show kia Flashback pichli bar ki trh
 
  • Like
Reactions: hemya
Status
Not open for further replies.
Top