Tharcius30
Member
- 241
- 536
- 108
Kese clear karu bhai..Bhai doubt clear karo fir
Kese clear karu bhai..Bhai doubt clear karo fir
Bhai ye bahut readers bolte hai lekin main ek update me ek scene khatam kar deta hubro meine aapki puri story padi hai kafi ache se suspense barkarar rakha hai aapne magar ek baat khana chunga aap ise negative na le to aapki likhne ke anddaz mein jo mere personal point of view se hai ki aap do updates mein contniuty nahi rakh te mein aapki mehnet ya likne ki kabliyat pe koi saval nahi kar raha bus mujhe story padte waqt continiuty thodi pasand hai
bro mein samj sakta hu aur nahi aapko mere liye apne likne ka style badlna chaiye mere matlab bus do scene abrupt transition se tha app ki story vaise bhi uunda chal rahi haiBhai ye bahut readers bolte hai lekin main ek update me ek scene khatam kar deta hu
To next update me vahi se start karne ka koe point hi nahi banta
Aur agar kahi jaruri hota hai to main vahi se start bhi karta hu, aap check kar sakte ho kuch updates last se continue bhi hue hai
Bhai update me continuity nahi hai lekin story me to hai na
Aap bataeye kahi se kuch aisa laga jo maine yuhi bina sense ke bina matlab ke likh diya ho?
Main humesha se aise hi likhta hu Bhai
Mere purane readers ko pata hai
Aap naye ho to thodi problem ho rahi hogi
Lekin Bhai next update previous ke end se hi suru ho essi se to thodi continuity aati Hai story me?
Hope you got my point
Mujhe to ye bahut acha lagta hai....ek part khatam hone par jaruri nahi usi se continue kia jaye....and isse readers ko bhi pata hota hai ki ye scene itna hi tha...next update me naya scene padhne milegaBhai ye bahut readers bolte hai lekin main ek update me ek scene khatam kar deta hu