Update-81
Ek taraf Daksh khada hua tha aur Ek taraf puri foz
Aur sala ye foz ke log bc etne behankar dikh rahe the ki sala koe bhi pent me moot de
Darinde the bc sare darinde
Ek aadmi apne dusre se
Esko marne bejha hai hume?
Ye to bacha hai
Sala humari reputation ka kya hoga be
Dusra aadmi- Bhai bilkul sahi bol rahe ho
Ye to bacha hai
Abhi Abhi dadhi aane lagi hai sayad
Pehla- to jake khatam karde
Time kyu kharab kar raha hai
Ek side ye sab baat chal rahi thi aur dusri side Daksh unko sun ke muskura raha tha
Dusra aadmi kataar(jo south wali movies me villain use karte hai) vaisa kuch leke bahut dheere dheere hasta hua Daksh ki taraf bhad raha tha
Lekin jaise hi pass aaya Daksh ke Pata nahi kaha se hi Daksh ne do talwar nikali aur
Char char char char char
Karke us aadmi ke sareer ke chhote chhote tukde kar diye
Ye sab kuch seconds me hi hua tha
Un sabko ek tez hawa ka jhoka mahsus hua jo unhe reality me leke aagya aur sab seconds me serious hogaye
Vahi Kiran door bandhi hue halaat me ye sab dekh rahi thi
Uski bhi halaat kharab ho chuki thi aur us bechari ko to ye bhi nahi pata tha ki ye to trailer hai
Daksh- last mokka de raha hu
Yaha se chale jao, Roy ki gand marte hue video banana aur sabut ke aadhar par mujhe bejh dena
Aur main tum sab ki jaan bakash dunga
1 chhilate hue
Gand to teri maari jaaegi
Aur najara puri dunia dekhegi
Suno be sab ke sab
Mujhe ye maadaarrr...... Bas etna hi bol paya aur uski saase vahi ruk gaye kyuki Daksh ke dwara feki gaye talwar uske muh me gus gaye thi aur vo vahi dheer
Daksh- Maa ke bare me kuch nahi
Aur ab khud dheere dheere aage bhadne laga
Mahool thoda daravna hogya tha lekin dusre side ke kam dimag wale sochne lag gaye ki boss to mar gaya
Ab agar hum esse maar denge to sare paise unke aur fir aish hi aish
Daksh unke kareeb pahucha aur pehle to unke boss ke muh se chhhiiirrr karte hue apni talwar vapas nikali aur fir uske hi kapdo se usse saaf karne laga
Daksh- faltu time to hai nahi mere pass ki ek ek ko maru
To sab sath aajao aur jaldi jaldi sab khatam kar dete hai
Bc jab paiso ki baat hoti hai to log reality bhul jate hai jo abhi hua
En sab logo ke samne Daksh ne chutkiyo me do bando ko maar diya tha lekin Bc enko abhi tak samjh nahi aaya tha ki samne khada banda jallaad hai
En logo ne Daksh ko charo taraf se gher liya aur teen chaar concentric circles bana liye jaha center par Daksh khada tha
Daksh ne ek baar apne hatho se talwar edar udar gumae, just to warm up aur fir tayar hogya khoon ki nadiya bahane me
Khach khach khach karte hue jo pehle aage aa rahe the katate ja rahe the
Ek circle to Daksh ne easily kaat diya tha lekin fir dusre walo ne Daksh par attack karna suru kiya aur tisre wale door se chaku aur bhala uske upar fekne lage
Daksh unhe bhi kafi had tak katne me kaamyaab hota ja raha tha
Lekin kabhi suna hi hoga ki aapko har baar jitna hota hai aur dusman ko sirf ek baar
Vohi yaha pe hua
Ek chaku ne chhir diya Daksh ka sina aur vo unbalance hua jiski vajah se ek aur vaar hua uspe aur jake door gira
Kiran ke to aashon hi nikal gaye bechari ki
Vo apne aapko etna ahsahaay mahsus kar rahi thi ki ab kya hi batau
Unme se ek aadmi- kyu be bada tees maar kha ban raha tha tu
Sari hekadi nikal gaye
Aur Daksh ke bilkul pass aagya aur uske sar ko pakadne ke liye jaisa hi hath aage kiya
Daksh jhatke se khada hua aur dono talwar uske sareer ke aar paar karte hue usse hawa me lahra diya
Agle hi seconds us bande ke sareer ko do hisso me vibhajit kar diya gaya
Aur Daksh ab aur bhi khukhaar banke logo ko chirne laga lekin ab usse bhi chhot lagne lagi thi
Kuch khoon samne wale ka to kuch khud ke se vo naha chuka tha
Uske aadhe opponents dard se kahra rahe the aur aadhe kisi tarah apni jaan bachane ki kosis kar rahe the
Daksh- etna hi dam tha madarchodooo
Jab ve log piche hatne lage to Daksh bola
Daksh bolne ko ruka aur ek aur chaku uske sareer me gus gaya
Daksh ne usse aise nikal ke fek diya jaise bc usse kuch feel hi nahi hua
Kiran ka ro ro ke bura haal ho raha tha
Kyu?
Sayad dar ke vajah se ya fir kisi kone me Daksh ke liye abhi bhi pyaar tha
Ye to vohi jane lekin halaat uski bhi bahut kharab thi
Daksh ne ek bande ko pakda aur uske sabke samne uske galle ko aise katne laga jaise bc jallaad ho
Ek bande ne piche se dark ko kaat dala
Ek bahut bada jhakam Daksh ke back par aa chuka tha
Daksh jaise hi piche muh to us bande ka sareer pe do hisso me baat gaya tha
Ye Daksh ne nahi kiya tha lekin saanvi ne kiya tha
Gussa uske chehre par satve aasman pe tha, aankhen bilkul laal ho chuki thi
Ek najar Daksh ke sareer par dali aur uske khoon aur jhakam dekh ke to jaise vo pagal hi hogaye thi
Aur aeeeeeeeeeeeeeeee chhilate hue Daksh ke aage hogaye
Ab jo najara tha vo pehle se bhi bhankar tha
Kyuki saanvi hawa ki speed se aage bhad rahi thi aur vaha sirf lashe girti hue dikh rahi thi
Kisi ko ye bhi nahi pata chal raha tha ki attack ho kis taraf se raha hai
Unhe kuch bhi dikhne se pehle maut dikhne lagi
Aur kuch hi minutes me vaha sirf aadhe katte log pade hue dikh rahe the
Jo jinda bache the vo maut ki bhikh maang rahe the
Lekin etni aasani se kaise maut mil jaegi jab samne do darinde khade ho
Saanvi- you should have called me(daksh) behad gusse me
Daksh ne ek chaku fek ke mara jisse apni side me aata dekh saanvi jhatke se side hat gaye aur vo uske piche aadmi ke laga jo saanvi ko marne aa raha tha
Saanvi- maine esse dekh liya tha
Daksh- I know
Lekin maine maar diya
Saanvi- aur log aa rahe hai
Daksh- to fir tum chali jao yaha se
Saanvi- kyu?
Main ye sab miss kaise kar sakti hu
Daksh- Arjun aur un logo ko jada jarurat hai tumhri
Saanvi- aur mujhe un sabse koe matlab nahi hai
Daksh- mujhe hai
Saanvi- main nahi jaungi
Matlab nahi jaungi
Aaj Roy mere hatho se marega
Daksh- uska abhi waqt nahi aaya hai
Saanvi- etne jhakam aagaye sareer par
Lagta hai ladna bhul gaye ho
Daksh- khoon ka nasha sweetheart sabse tagda hota hai
Saanvi kuch aur bolne wali hi thi ki samne se khub sari gadiya aati dikhae di
Saanvi- lo aagaye baraat
Daksh- dulhan ki bidae to honi hi thi
Ek Ek karke sari gadiya vaha rukne lagi
Aur fir ek ladka bahar nikla jiska naam rocky thi
Rocky-dakshh mera bhai
Kitne salo se dikha hi nahi
Bhai kaha kho gaye the
Ye bolta hua Daksh ke pass aane laga
Daksh- tujhe teri maut khich lae yaha?
Rocky- sala mujhe pata hota Roy tujhe marne ke liye bejh raha hai to bc main bande nahi leke aata
Kiran ko ye sab saaf sunae de raha tha
Saanvi- enpe hath laga ke dikha agar tere pure khandaan ko langda lula nahi kar diya to mere pyaar par lanant hai
Rocky- miss raichand
Sorry main dekha nahi aapko
Kaise ho?
Saanvi- agar yaha se tu nahi gaya to tu thik nahi rahega
Rocky- aap dono me etna pyaar kabse hogya?
Saanvi- jab tu apne diper me rota tha tabse
Rocky- haha acha hai
Apni maa pe gaye ho bilkul
Daksh- baatein me time waste karne ka time nahi hai mere pass
Rocky- tu aur main
Purane tarike se
Tu jeeta to main chala jaunga
Aur agar main jeeta to....
Daksh- done
Rocky- main jeeta to miss raichand meri
Saanvi- hahaha
Beta sapne nahi dekhte
Tere jaiso ke pichvade todne me main ek second nahi lagti
Daksh ne Apni t-shirt nikal ke fek di thi matlab ab tufaan aane wala tha
Daksh- let's do it
Saanvi- mere upar hai to main ladungi
Rocky- are nahi miss raichand aapse nahi lad sakta main
Daksh ne saanvi ko piche kiya aur bas aankhon hi aankhon me sab kuch kah diya
Saanvi bhi bina kuch bole piche hat gaye
Ab madaan khali thi aur bich me khade the Daksh aur rocky
Rocky- kabse es din ka intezaar tha mujhe
Daksh- aage kabhi nahi hoga
Murdo ki khaweshe mit jati hai
Aur dono ek dusre me jhapte
Lekin Bhai dono hi khiladi thi
Bahut easily ek dusre ke vaar ko kaat rahe the
Rocky- Daksh tu slow hogya hai
Daksh- fir bhi teri girlfriend mujhse chuddti thi
Rocky- aeeeeeee vo gusse me Daksh ki taraf badha jiski vajah se uska concentration kam hua
Fayda Daksh ko mila aur ek flying kick uske muh pe de mari
Daksh- aise hi khoon bahta tha uske ander se jab jab mera ander jata tha
Rocky ka gussa badhta ja raha tha aur Daksh chahta bhi to yehi tha
Rocky- aaj tujhe kutte ki maut marunga aur fir teri ***** ke sath vo sab karunga jo tune mere pyaar ke sath kiya tha
Vo aage badha aur Daksh ne uske pet par ghusoo ki barish kar di
Rocky- ahhhhhhhhhhhhh
Bas yehi karta rah gaya
Aur door jake gira
Daksh- vo bhi aise hi aawaze nikalti thi
Rocky fir gusse me khada hua
Daksh ki taraf bhagta hua gaya aur Daksh ne uska ek hath tod ke utha ke door fek diya
Rocky ke muh se khoon bahane laga aur chal ladkhadane lagi
Badi muskil se khada hua aur apne pent se gun nikal ke Daksh par taan di
Daksh- aise to nahi karte the hum one o one me
Rocky- everything is fair in love and war
Aur yaha to dono involve hai
Vo trigger dabane wali hi tha ki saanvi aagaye
Uske galle ko pakad ke hawa me utha diya jisse rocky buri tarah tadapne laga
Saanvi- apne bare me kuch bhi bardast kar sakti hu lekin esko(daksh) ko kuch bola to sareer ke har part me jhakham dungi
Aur rocky ko door fek diya
Rocky buri tarah khasne lag gaya aur khaste hue bgaye
Daksh- tujhe ek baar maaf kar diya tha maine
Fir tu aagya?
Dar nahi laga mujhse?
Rocky- Daksh tu khud soch
Roy jaise dhokebaj ke sath main aaya hu matlab tujhse kitni nafarat karta hunga
Daksh- that wasn't my fault and you know that
Rocky- the only thing I know is that you fucked my girl
Daksh- yes I did and now I gonna fuck you
But first tell me about roy
Rocky- main tujhe esliye nahi bata raha ki main tujhse darta hu
Main tujhe esliye bataunga ki tujhe pata hoga ki kab kya hoga aur fir bhi to kuch rok nahi paaega
Rocky- roy ne mohini ko jariya bana ke raichand ke pass bejha hai
Taki vo raichand ka trust vapas gain kar sake aur in between roy pehle tujhe khatam kar dega aur baad me raichand ko
Jaise usne Chaudhary's ko kiya tha
Jakham bhara to nahi hoga abhi tak
Hai na?
Daksh- kabhi nahi bharega
Rocky- tujhe kya lagta hai vo etna bada aadmi hoke tujhe khatam nahi kar sakta?
Ye sab chhut phutt sirf esliye bejhta hai ki tera dimag divert hota rahe aur uska kaam aasan ho
Rocky- jitna kamina tu roy aur mohini ko samjhta hai vo usse kahi jada hai
Are mohini matlab teri Maa hai?
Tu Maa hi bolta tha na use
Teri kismat mere bhai
Jisse maa bola ussi ne dhokha de diya aur jo actual me maa hai usne to kabhi beta mana hi nahi
Hahahahaha
Karma, esse karma kahte hai Daksh
Karma
Mohini ne tera use kiya, mohini tera use kar rahi hai
Tujhe laga thoda bahut hurt karega uski izzat ke sath khelega to vo dar jaegi
Abe sale izzat ka dar use hota hai jiski izzat hoti hai unhe nahi jo har dusre se izzat lutvati hai
En sabse unhe koe fark nahi padne wala mere bhai
Tu aise logo se kabhi jeet hi nahi sakta unless tu unhe maar de aur marega tu hai nahi to matlab tu jeetega bhi nahi
Roy aur mohini se tu jab tak nahi jeet sakta jab to vo jinda hai
Bhai vo apne beti ko use karne se piche nahi hate to tujhe kaise lag gaya ki vo ab hatenge?
Tujhe lagta hai raichand tere sabse bade dusman hai lekin hakkiat to kuch aur hi hai
Tu unka kuch nahi bigad sakta aur ye tujhe manana padega
Daksh- bahut bol liya
Ab bas
Rocky- mujhe pata hai main aaj mar jaunga aur mujhe to khushi hai bc vaise bhi teri vajah se ghut ghut ke hi jee raha tha
Lekin tu nahi marega
Tu aise hi jiya tha aur aise hi jiyega
Tujhe kya lagta hai teri life kabhi normal hogi?
Rocky- miss raichand ye kabhi kisi ka saga nahi hua aur na kabhi hoga
Jab poonam ko dhokha de sakta hai to tum chhij hi kya ho miss raichand
Tum dono kabhi ek nahi.......
Vo etna hi bol paya aur saanvi ne puri magazine uske khopdi me khali kar di
Uska sar kisi fatte hue tarbooz ki tarah khil gaya
Kiran to ye sab sunke vaise hi sadme me an chuki thi aur ye dekh ke to vahi bandhi bandhi behosh hogaye bechari
Saanvi chhilate hue
Aur kisi ko chahiye cake
Agar ha to abhi aage aajao nahi to jaha se aaye ho vahi chale jao
Main kahi aur hi bejh dungi
Vo log to aise bhage jaise piche saand pad gaya ho
Aur saanvi gusse me ek hath me gun liye side ke pathar par bath gaye
Aaj ka khel abhi khatam nahi hua tha kyuki helicopter aata unhe dikh gaya tha
Aur es time Daksh se jada gusse me to saanvi thi aur yehi dar ki baat thi
Daksh bina plan ke kuch karta nahi hai aur saanvi Daksh ke liye kisi bhi plan ki dhajjiya uda sakti hai
Helicopter se aaya bahubali
Daksh- party badal li bahubali
Bahubali- murdo ke hifazat nahi karte na sir
Daksh- mere family ka vafadar mujhe hi marne aagya?
Bahubali- Ma'am ne aapko jinda lane ko bola hai
Daksh- sachae to ye hai ki tum yaha se jinda nikal paoge ya nahi
Bahubali- mujhe majbur mat karo sir
Main aapko hurt nahi karna chahta
Saanvi chhilate hue
Bahubali tumhri bhalae essi me hai ki yaha se chale jao
Esse pehle ki tumhre khoon se bhi mere hath laal ho
Aaj bahut khoon bah chuka hai
Aur nahi bahana maine
Bahubali- meri student mujhe hi dhamka rahi hai
Saanvi- guru ko uska student hi hara sakta haircut
Yaha se jao aur Maa ko bolna maine vapas bejha hai
Bahubali- nahi ja sakta
Order mila hai to pura karke hi lotunga
Saanvi- order maine bhi diya hai kisi ko
Koe mar bhi sakta hai us order se
Sayad jinse aap bahut pyaar karte ho
Bahubali- main order follow kar raha hu
Meri family ko bich me mat lao
Saanvi- yaha bhi family bich me aa rahi hai
Aur aapko pata hai main Daksh se kitna pyaar karti hu aur uske liye kitne innocent ka khoon baha sakti hu
Daksh- bahubali I really don't want to hurt you or your family
Tumne mere dad ke liye bahut kuch kiya hai
Please go aur mujhe majbur mat karo
Bahubali- order pura nahi hua to jaan jaegi
Saanvi- nahi jaegi kisi ki jaan
Ye saanvi raichand ka vada hai
Lekin yaha se jane me deri ki to fir ja sakti hai
Bahubali galat logo ke bich me fas chuka tha
Vo saanvi ko bahut ache se janta tha aur Daksh ko bhi
Raichand ke sath to pure din raat hi
Har taraf maut hi maut thi uske liye to
Fir bhi usne yaha se jana hi behatar samjha
Vaise bhi apni jaan se jada apno ki jaan pyaari thi usse......