- 89
- 130
- 33
Update 4
Agli subha Dada Or Nana ji pandit ji se milne ashram chale jate hai. Pandit ji wohi pe the. Wo unko mil lete hai.
Dada Ji- Pranam Pandit Ji, Ham Hmare Pote Ka Namkarn Ke Vishay Me Aapse Baat Krne aaye Hai..
Pandit- Pdhariye Yajman, kal hi humare yaha Himalaya se mere guru aye hai. Wo bahut hi Maha gyani hai.
agar unke hath se apke bacho ki kundli banale aur naam bhi uni se puch lete hai.
Nana ji- thik hai jaisi aap ki marji.
Pandit ji vaha se chale jate hai. Aur unke guru ko bulate hai.
unke guru bahut hi budhe dikh rah the per unke chehre pe tej dikh raha tha.
Nana ji or Dada Ji ne guruji Ko Pranam Kiya Or Apne Aane Ka Karan Bataya..
Guruji- Hme gyat Hai Putra Parntu , Apke bache ka Namakarn Abhi Karna Uchit Nhi Rhega, Aaj Se Ik Sal Bad Usi Din Jis Din Apke Ghar Apke Chirag Ka Janm Hua hai, Apki Dusri Beti Ik sundar Si Kanya Ko Janm degi, Uske Kuch Hi din Paschat Mahashivratri Par Un Dono Ka Namakarn Sath Me kiya Jaye To Uchit Hoga.
Nana ji - Dhany Bhag Guruvar , Aap Jesa Kahe Uchit Hai, Ham Usi samay Dono Ka namkaran Krenge..
Dada Ji- Dhnywad guruvar, Ham Usi Smay Hi Namkaran Karne aayege...
Guruji - Kalyan ho Putra," Jai Bhole"
Dada or Nana Ji Ne Ghar Me Jakar Ko Ye Baat Batayi, Sbhi bahut Khus Bhi hua..
Rukmani Bhi Apne Sasural Chali gyi, Or apna Hero to sbks Ladla Tha Hi , Ho Bhi kyu na Iklouta Chirag jo hai parivar ka,
Reena To Pure vakt apne hero ke sath hi rahti thi, chahe kuch bhi ho jaye, Bas Hmesa Betu Kahkr Uske pass Beth Jana, Sbhi Ke jaane Par Use Kissi Krna, Usko God me lene ki kosis krna, In dono Ka Pyar dekh Ke Koi Kah hi nhi skta Tha ki ye Bhai Bahan Hai , Aisa Lagta Hai Jese Dono Pyare Premi ho, Chhote se Nanhe Se, Hero to Hmesa Reena Jab bhi pass Hoti to bas Uski Ungli Pakd Leta tha, Jese Use Koi, Dur Na le jaye, Rukmani bhi Unke pyar dekh bahut khus hoti, kbhi kbhi Hero Ko apni Reena ke god me bitha deti,
Vo Dono Itna Khus hote, Bas baki KISI KO najdik tak na Aane dete.. Reena apni totli aavaj me usse bate krti or apna hero usko dekh khus hota..
Aise hi time Gujrata Gya Apna hero To sabka Ladla Tha hi , Or Bahut Pyara bhi.
Dada Dadi ki Jaan , Maa Paa ke jigar ka tukda, Or Reena Ki To Dhadkan, Or Pure Parivar Ko Iklouta Chirag..
Samay Ne Raftar Pakdi Or Dekhte Hi Dekhte 1 Sal Hone ko aaya.
Rukmani Ki Bahan Ki delivery ka din..
Sbhi log Bas Isi intjar me the ki kab khushkhabri mile ...
Ik Pyari si Kilkari Ke sath Pure Kamre me Roshani Fail Gyi, bilkul Safed, Koi Daag Nhi, Mano Sabkuch Tham sa gya ho, Aaj Nature Bhi khushiya Mna rha ho jese, Bhini bhini si khusbu har Jagah Fail Rhi ho... Sab Manmohak Sa Lag Rha Hai...
Dhire Dhire Prakash Gyb Ho Gya Or Sabkuch Back To Normal Ho Gya..
Or Dai Ma Ne Aakar Sbhi ko bdhai Di Ik Pyari si Gudiya Ka janm Hua Hai, Halki Green Ankhe, Sundar sa Mukhda, Bas Usme Khone ke lia ye bahut hi kafi tha...
Sbhi Log Masi Ji Mile Or Hmari Pyari Si Gudiya Se bhi...
Ab Sab Mil Rhe the to hmara Hero Kaha Piche Rahta Vo Bhi Girte, Padte Aa Gya , Apni sanso Se milne, Apne Jigar Se , Apni Dil Se milne..
Hero- Mmy mmy ye ton (kon) Hai..
Rukmani- Beta Ye Tumhari Gudiya Hai, Tumhe Ik Pyari Si Gudiya Chahia Thi Na, Isilia Ham Tumhare Lia ik Pyari Si gudiya laye hai..
Hero - Atha(acha) Mmy Ye meli Gudiya Hai. Me Iste(iske) sath Thelunga(khelunga)..
Rukmani- Ha beta , Tum iske Sath Khelna Chlo Beta Masi Ko aaram Krne do, Gudiya Ko doodhu bhi Peena Pdta Hai Na..
Hero- Ohk Mma.
Guruvar Kaha Kathan Satya Ho Gya, Ik PYari si gudiya Ne Thik usi Din Janm Liya jis dil Apne Hero Ne Janm Liya, Bahut Pyari Si, Bilkul Chand...
Kuch Din Yun Hi Nikal Gye... Fir Vo Din Aa Hi Gya , Jis Din. Guruvar Ne Namkarn Ka Yogya Samay Nirdharit Kiya tha..
Mahashivratri (Jai Bhole)
Sbhi Log Aasram Jaate Hai,
Guruvar Bcho Ke Namkaran Ki Prkriya Praranmbh Karte Hai,.
Sbse Pahle Vha Yagy Hota Hai Bahut Se Sadhu Sath Me Beth Yagy Kund Me Aahuti Dalte Hai..
Guruvar Bacho ko Pass Lane Ko Kahte Hai.
Guru dono bache ko dekhte huye wo us bache ko dekhte hai.
thodi der ke liye wo uske ankho me kho jate hai per jaldi hi hosh me ate hai.
Guru dono ki kundhali banane lag jate hai. Pehli ladki ki banate hai aur bolte hai.
Guru- ye bachi kabhi kisi ki nahi sunegi. Apne man ki karegi. Iska man bahut chanchal hai kabhi ek Jaga pe nhi tikegi per man ki bahut saaf hai.
Iske ankhe thodi green hai to iski waja se isko kohi bhi hani nhi phaucha sakega
aur iska naam hoga ANKITA.
Guruji itna bolke rook jate hai aur bache ki kundhali dekhne lag jate hai.
Tabhi unko passena ane lag jata hai.wo thode baichen bhi ho jate hai. Us bache ko dekhte huye bolts hai.
Guruji - ye Kaise sambhav hai.
RaghuNath- kya huva guruji.
Guruji - nhi kuch nhi.(man me ) iski to kohi kundhali ban hi nhi rahi hai.
Tab guruji apne ankhe band kar lete hai. Aur dhyan karne lagte hai.dhyan me kuch dekhte hi ankhe khol lete hai.aur bolte hai.
Guruji - ye koi sadharan bacha nhi hai. Ye bahut si shaktiyon ka malik hai. Ye Apke Parivar Ko Bandhe Rakhega.
Ye sabhi chizo me first hai isko koi bhi hath nhi rok Sakta. Iske pith pe Sher ka chitra hai vahi uski raksha karega.
aur iske gale se ye locket kabhi utarne mat dena. Iska gussa bahut hi khatarnak hai.
Isko gussa jaldi ayega nhi per jab ayega na to sab Barbad kerke ki shant hoga. To aapko iske gusse ko control rakhna hoga.
Apko isko bahut pyaar dena hoga. Aur ha iski ankho me dekhega wo kho jayega.
Abhi to iski sabhi shktiya soyi huvi hai. Per phir bhi isko gussa ane mat dena.
Iska Name" HARISH "hoga..
Harish Arthath (Lord Shiva, Lord Vishnu) Ye Rajao Ka Raja Hai.. Iska Janm jan Kalyan Or Aaj Ke Samay Me Paapo Ka Vinash Karne Ke Lia Hua Hai.
Iske Gusa Hone Par sirf Ik Hi Insan Hai Jo Ise Rok Skta Hai Vo Hai Ye Bchi ,
In Dono Ko Kbhi Alag Mat Karna, Hmesa Inko Sath Rkhna..
Fir Kuch Bate Guruji ne unse kahi...
Sabhi log Name Sunke Bahut Khus hua , Dono Ko Bahut Pyara Name Diya Gya, Saktiyo Ka pTa Laga To Bahut Khusi Bhi Hui Ki unka Beta unique Hai..
Sbse Alg Anokha

Last edited: