Update 4
akash: jab mere mann me maa aur sabke prati aise vichar aaye to mujhe laga main paap ke raste chal pada hon. apne aise vicharon ko main apne mann se nikal nahi paya. kuch din guilt me beete fir mai normal ho gaya. sochta zarur maa aur sab ke prati aise vichar sahi nahi han. bahar konsi kami hai mujhe. ek chhod das mil jayengi mujhe. ghar me hi kyun aisa kiya jaye. nahi janta tha, aisa karna mere khoon me hai. ye to mujhe mere dada ji se virasat me mila hai. dada ji ab mere mann me koi guilt nahi hai. jise main paap samjh raha tha, wo to prem ka ek naya rang tha. jise main hawas samjh betha tha.
dada: paap hota to tumhara mann hamseha ashant rahta. tum bohut pyar karne wale bete ho. hamesha pyar karna, sab ko itna pyar aur khushiyan dena, zindagi se sabhi ke sare gile shikwe door ho jayen. pyar hi pyar unki jeevan ma maksad ban jaaye.
akash: aisa hi hoga dada ji. dada ji kya dadi aapke is raaz ke bare me janti han.
dada: akash beta ek baat palle bandh lo. jahan pyar ho, wahan bharosa aur vishwas hota hai. jahan bharosa aur vishwas ho na. samjho wahan pyar nahi hai, wahan svarth hai. aur jahan pyar, bharosa aur vishwas ho, wahan khud ko chhupana paap hota hai. aur parivar me jisse tum pyar karo, jiska vishwas aur bharosa jeet lo, usay apne mann ki sari katha suna do. zindagi har insan ko sankaton me dhakelti rahti hai. insan ko bohut kuch tyagna bhi karna padta hai. aise samay par insan toot jata hai. jaise main toot raha hon. aise me koi sacha pyar karne wala, bharosa aur vishwas karne paas ho to insan sankaton se badi asani se nikal jata hai. jitna wo tyag karta ha, pyar ke raahi ko bhagwan utna aur bhent kar deta hai. uske chahne wale, vishwas aur bharosa karne wale duaen karte han, uske apne par aaye sankat door ho jaye. maa ke jane ke bad koi nahi raha tha mere paas. sab bahar ke the. koi meri sahayata nahi kar paya aur main akela ho gaya, toot ta chala gaya. ab tum mera sahara bane ho. tumpar bharosa aur vishwas karte hue apna raaz apna dard tumhe sonp dia hai. tum bhi aise niyam bana kar chalna. isi me safalta hai, isi me rahat hai. yahi zindagi hai, yahi sachai ka rasta hai, yahi prem hai, aur yahi dharam bhi hai.
dada ji aaj bade kam ki baaten kar rahe the akash se. aisi baaten akash ne pahle kabhi nahi suni thi. aaj sun raha tha. wo khud ko badla hua mahsus kar raha tha. ek anjani si shakti wo khud ko mahsus kar pa raha tha.
dada: akash beta, aatma tabhi svast, shant aur vash me rahti hai. jab sharir svast ho. tum svast ho. par utne nahi. jaisi zindagi me tumne ab kadam rakh diye han. us zindagi me tum jald hi kamzor fir bimar padne lag jaaoge.
akash ke honto par smile a gai. dada ji bhi ab fresh mood me the.
dada: main apne zamane me itna balshali tha. na kabhi kaam me thakta tha aur na hi kabhi.. hahaha
akash: hahaha. dada ji aap se aisi baten sunkar maza aa raha hai.
dada: abhi bhi humme ek deewar maujud hai akash beta. usay rahne dete han. hamari tumhari umar me bada antar bhi ha.
akash dada ko chhedta hua: koi antar nahi hai dada ji. aap batayen mujhe apni jawani ke kisse. sunne me bada maza aayega.
dada: hahaha! itna gahre dost bhi nahi bane ho abhi tum mere. chalo chalte han. kabhi gahre dost ban gaye to bata bhi dunga. pahle tum khud ko svast banane, mann ko shant karne par dhayan do. sharir se balshali aur buddhi se buddhiman banna hai tumhe.
akash: chatur aur buddhiman to mai hon hi dada ji
dada: abhi kahan. abhi to chaturai ki pahle stage par ho tum. maine kaha na tumse, zindagi pal pal isnan se prikshaen leti hai. aise bano, har pariksha me safalta pate chale jaao. jaise prem ki neev tum rakhne wale ho. wo asan nahi hai. bohut papad belne padenge tumhe.
akash: dada ji, sach me apko bura nahi lagega, agar main aisa karta hon to.
dada: mujhe kyun bura lagega. meri maa ne mujhse ek bat kahi thi. mann me paap na ho, sacha prem ho to bhagwan bhi sath deta hai.
akash: pardadi ko aisi kya zarurat padi. jo wo apke sath is hadh tak aage badh gai.
dada: prem! wo bhi tumhari tarah prem ke sare rang dekhna chahti thi. aur ye bhi chahti thi, mai akhri saans tak prem karta aur bant ta rahun. aur maa apni is soch me safal rahi. dekho tumne kabhi mujhe guse me dekha hai. nahi dekha na. ye maa ke prem ka prinam hai akash beta. abhi tum sahi se samjh nahi paaoge. jab apni maa se prem ka asli path seekh jaoge, tab samjh me aayega. pichhle teen saal se tum jis sawad aur anand ke peeche bhagte aa rahe ha, wo kitna pheeka hai. prem shakti aur aseem anand kise kahte han, wo bhi jaan jaoge. ek baat aur hai, jitni khoobsurat anand bhari zindagi maine ji hai na. mera is dunya se jane ko ji nahi chahta. fir sochta hon, swarg me maa mera intezar kar rahi hogi. aisi soch mann me aati hai to mann bechain hone lagta hai. chah hone lagti hai, jaldi se is dunya ko chhod maa ke paas swarg ka pohnchu. barson se jis pyar ke ahsas se main door hon, wo firse paa loon.
akash khud par garv mahsus kar raha tha. jo woh aise mahapurush ka pota tha. aur unke jaisa tha. dada ji ne unhe apna secret bata kar akash ka seena aur bhi chauda kar dia tha.
dada ji aur akash baaten karte hue town ke akhade par ja pohnche.
bheem singh akhade ka malik tha. lassi se akash aur dada ji ki seva kari bheem singh ne.
bheem singh: aaiye sharma ji. aaj akash bete ko lekar kaise aana hua.
akash ne aage badhkar bheem singh ke charam chhue.
bheem singh ashirwad deta hua bola: sada sukhi raho beta
dada: bheem singh tum to jante ho, meri kitni chah rahi hai. mera koi beta ya pota pahlwan banta.
bheem singh akash ko pyar bhari nazron se dekhta hua bola: to akash bete ko pahlwan banane ka irada hai aapka sharma ji.
dada akash ke kandhe ko thapakta hua: aisi hi baat hai bheem singh.
bheem singh: kya ye tik payega. pahlwan banna asan kam to nahi hai sharma ji. aap to ache se jante han.
dada ji akash ko dekh bheem singh ko dekh muskura pade: bheem singh youn samjho, tumhare samne akash nahi hai, mera jawani ka roop tumhare saamne hai. jaisa mann chahe iski priksha lo, jitni chahe hard kasrat karwa lo, thake to zarur, cheekhega bhi, par bhagega nahi. ye mera asli pota hai bheem singh. mujhe mere pote akash par bohut bharosa hai. bohut garv hi hai mujhe akash bete par.
bheem singh: kyun akash beta, apne dada ke kahe ki laaj rakh paoge. kuch bhi kahne se pahle soch lena, baat karne aur baat nibhane me bohut antar hota hai. baat moh se kah dena asan hota hai. jab baat ko nibhane ka samay aata hai to bade badon ko danton paseena aa jata hai.
akash: chacha ji aap chinta na karen. ek to bhagwan ki daya se main ek mard hon, dusra apnu ke bharose ka maan rakhna aata hai mujhe.
bheem singh khush hua. wo hath aage badha kar akash ke kandhe ko thapanke laga.
bheem singh: mard hota bhi wahi hai akash beta, jo samay aane par khud ko sabat kar dikhaye. kathnaiyan aaj nahi to kal insan par aani hi aani hai. sacha mard wahi hai, jo har tarah ke halat me kathnaiyon ka dat kar mukabla kare. is pure town me sharma ji ke jaisa ek bhi vyakti nahi hai. bohut jaan hua karti thi kabhi inme. bohut pyar aur samman karne wale han manushya han shrama ji. main aksar socha karta tha, prem se to sharma ke bete aur pote sab sharma ji ke jaise the, par sharir se koi bhi sharma ji ke jaisa kyun nahi hai. aisa main aksar socha karta tha. har insan ki santan uske jaisi ho, zaruri nahi hota. par har insan ki chah ye zarur hoti hai, uske bache uske jaise banen. mujhe khushi hui ye jan kar tum sharma ji ke jaise banne ki chah dil me rakhte ho. main puri tarah tumhara sath dunga akash bete. hamara to kam hi yahi hai. aa jaya karna aur jaise sharma chahte han, jaise tum chahte ho, hum bana denge.
dada: is kaam main bhi tumhara sath dunga.
bheem singh: wo to aap denge hi sharma ji. pahle bhi to aap ne akhade ke kai bachhu ke liye bohut kuch kiya hai. mujhe bada sahara hai aapse.
dada: aage chal kar mera pota tumhara aur is akhade ka sahara banega.
kuch der ki aur baaton ke bad akash aur dada ji wahan se chal pade.
ghar pohnchne tak dono dada pota khub baaten karte rahe. aaj barson bad dada ke chahre par sachi khushi ki chamak thi. akash ke chahre ki chamak bhi kam nahi thi. aaj uski zindagi ke ek naya daur shuru hone ja raha tha.