- 2,525
- 3,486
- 159
Update 15
saath hi jab dusre kabilon se yudh ke baad bandhiyon ko laaya jaata tab unki shamtayon ki pariksha hoti...
ant me sabse awaal hi zinda rehte iski wajah ye thi ki ye pratiyogitayein samne waale ki mout tak chalti thi...
ye sab pratiyogitayein bujurgon ki dekh-rekh me hoti thi...koyi bhi kunwara inhe hote dekh nahi sakta tha...
pratiyogitayein shamtaon ke hisaab se baanti gayi thi jaise shikaari, yodha jo baad me sena me shamil ho sakein...
inme se sabse khooni khel bhi sarv shreshta yodha banne ke liye hi hota tha...
pratiyogi inke liye apne hathiyaar swayam chun sakta tha...
jo ki chhote magar bahut jyada dhaar waale hote the jisse samne waala mare na magar tadpe bahut...
yudh se pehle dono ko tel se nehla diya jaata tha taaki unki pakad apne hathiyaar par mazboot na ho...
saath hi unhe ek ghol bhi pilaya jaata tha jo unki sharirik shamta ko badha deta tha...
yahi nahi wo ghaav bhi jaldi bharne me madad karta jisse yudh lambe samay tak chalta...
aakhir ho bhi kyun na isse do kaam ek saath jo hote the...ek taraf jahan taqatwar yodha unhe milte...
wahin dusri taraf ye unke manoranjan ka bhi ek jariya ban gaya tha...
aisi pratiyogitayein unke liye koyi nayi baat nahi thi...har saal yodha awaal aane ke liye ye khooni pariksha dete...
inme na sirf naye balki purane yodha bhi pariksha dete aur jo awaal aata wo bacchta baaki sab maare jaate...
isse fayda ye tha ki koyi bhi sust nahi padta tha baaki saal balki tandrust bane rehne ke liye poora saal mehnat karta...
ye baat sirf tab nahi balki aaj ke zamane me bhi kargar saabit ho rahi hai...
ab aap log socch rahe honge ki isse to mardon ki sankhya ghat jaati hai...
phir wahan rehne waali auratein shaadi kaise aur kisse karti hongi...
uska jawab hai ek alag tarah ki pratiyogita jo na sirf unke patiyon ko teh karti thi...
balki ab kamini aur damini me se kaun rani banegi ye bhi teh karne me madad karti thi...
harr saal ki shuruwaat me kunwari ladkiyon ke beech ye dwandwa hota...
jo ye dwandwa jeetta use shaadi karne ka mauka milta tha...
iski wajah ye thi ki harr saal dwandwa se pehle ek teh sankhya nirdharit ki jaati thi...
iss nirdharit sankhya ke baad jo bacch jaati unko agle saal tak intzaar karna padta...
jab bhi yahan koyi ladka paida hota to use yodha bana diya jaata...
jinka kaam yudh ladna hota magar unhe koyi audha nahi milta...
wahin ladki paida hone par baad me use sabha aur kabile me bade audhe diye jaate shamtayon ke aadhaar par...
ye cheez baaki kabilon se bhhin thi kyunki baaki kabilon me ladkon ko sab milta tha ladkiyon ko nahi...