- 3,951
- 6,990
- 159
Update 94
Kabhi kabhi hame aisa decision lena padta hai jo hum nahi lena chahte.Par isi ka naam zindaghi hai.Hume aisi aisi situation se gujarna padta hai jaise nark se gujar rahe hai.Phir bhi agar sahi tarike se hum soche toh asan ho jatah hai.
Komal- Mera bachcha.
Raat ke karib 1.30 a.m. baje Komal ka cheekh sunnkar mera nind khul gaya.Main uthkar beth gaya.Komal bhi bethi huyi thi.Uski sharir pura paseena paseena ho gaya.Kahin phirse bhura sapna toh nahi dekh liya.
Main- Kya huya phirse bhura sapna dekha kya.
Komal mujhse chipak kar roune laghi.Mujhe toh kuch samajh nahi aya.Kya phirse mujhe marte huye dekha kya.
Main- Are kya huya.Phirse bhura sapna dekha kya.
Komal ahista se mujhse alagh hokar mere ankhon mein dekhne laghi.Phir woh bol padi.
Komal- Main aapna bachcha abort nahi karungi.
Main- Par kyu.
Komal- Route huye...Kaise mere bachche ko main maar doon jo abhi tak duniya bhi nahi dekha.Sapne mein woh mujhe maa maa phukar raha tha.Main nahi kar paungi.Main mere bachche ko janam dungi.
Uski baat sunkar mere bhi asu a gaya.
Main- Main bhi chahta hoon woh iss duniya dekhe par main tumko khona nahi chahta.
Komal- Agar main issko janam nahi diya toh baise bhi main jee nahi paungi.
Komal mere seene mein lagh kar roune laghi.Mere bhi asu nikalne lagah.Aab main kya karoon.Main bhi chahta hoon mere bachcha janam le.Par Komal ke bareme sochkar mera himmat nahi ho raha hai.
Main- Dekho hum phirse bachcha plan kar sakte hai.Par abhi risk hai.
Komal- Main kuch nahi sunugi.Main meri bachcha ko janam dekar rahungi chahe mera jaan kyu na chali jaye.
Main iss baat ko sunkar usko kaske gale mein lagah liya.
Main- Nahi aisa maat kahi.Tumhe kuch ho gaya toh main jee nahi paungi.Tumhi mere ek lauta sahara ho.
Komal- Dekho aaj medical science bahot tarakki kar chuka hai.Hum bade se bade doctor ko dikhayenge.
Main janta tha aab Komal ko main rok nahi paunga.Aab main faisla kar chuka tha.Komal ke liye main aur mere bachche ke liye best doctor dikhayunga.Aab main sabh kuch uparwale ki hath mein chhod diya.Uparwala mere sath bahot galat kar chuka hai.Aab agar kuch galat kiya toh main seh nahi paunga.
Main- Thik hai kaal hum doctor ke pas chalenge.
Komal bahot khush ho gayi.Woh mere seene se lagh kar sou gayi.Main bhi soch raha tha kya main sahi kar raha hoon.Kya main bachhe ke liye mann gaya.Kya yeh mera swarth hai.Nahi aisa nahi hai.Sabh chahte hai koi usko papa bulaye.Yeh duniya ka sabse mitha swarth hai.Phir main Komal ko kaske pakad kar sou gaya.
Subah main aur Komal ready ho gaya hospital jane ke liye.Hum nashta kar rahe the ki bua boli.
Sonali Bua- Komal doctor ne kya kahan.Sabh kuch thik toh hai na.
Main- Haan maa sabh kuch thik hai.
Sonali Bua- Bhagban kare sabh thik ho.
Phir main aur Komal hospital chale aye.
Dr.Poonam- Toh boliye kya faisla kiya hai.
Komal- Jee hum abort nahi karenge.
Dr.Poonam- Dekhiye main phirse kehna chahta hoon risk hai.
Komal- Maa banna sansar ka sabh se bada khushi hai.Uss khushi ke liye kuch toh risk lena padega na.
Dr.Poonam- Thik hai main aaj se aapka ilaz shuru kar deta hoon.Aapko kuch tablet deta hoon jo aapka gharbashay ko strong banayega.Har mahine checkup karna padenge.
Komal- Thik hai dr.
Phir doctor kuch medicine diya aur Komal ka kuch checkup kiya.Phir hum ghar a gaye.Ghar akar dekha toh munimji aya tha.
Main- Are aap kuch kaam tha kya.
Munimji- Woh chote malik office mein bahot kaam hai.Aab aapke bina nahi sambhal sakta.
Main- Thik hai main kaal se office a jayunga.
Munimji- Thik hai malik.
Phir munimji chale gaye.Tabhi Komal ke mobile mein Divya bua ka call ane lagah.Komal loud speeker mein baat karne laghi.
Komal- Haan mami.
Divya Bua- Kaisi hai meri bachchi.
Komal- Main toh bahot achi hoon.Aap kaisi hai.
Divya Bua- Main toh achi hoon.Lekin main tujhse naraz hoon.
Komal- Kyu.
Divya Bua- Main nani banne wala hoon tune mujhe kuch bataya bhi nahi.
Komal aab sharmane laghi.
Komal- Woh batane ki moqa nahi mila.
Divya Bua- Chal chal sharmana chhod.Teri maa na batati toh mujhe toh malum hi nahi padta.
Komal- Sorry mami.
Divya Bua- Its ok meri bachchi.
Phir woh logh kuch der baate kiya phir main aapne kamre mein a gaya.