- 3,951
- 6,990
- 159
Update 114
"2 DAYS LATER"
Komal ko hospital se discharge mil chuki thi.Woh aab Divya bua ke ghar pe thi.Woh aab thik thi.Bas thodi si kamjori thi.Main bhi aapni zindaghi mein bapas a gaya.Pari khush rahe iska dua mangta hoon.Raat din bas ek hi minnat mangta hoon maaf kar dena Pari.Par main uski samne jakar yeh kehna ka himmat juta nahi pa raha hoon.Ek baar laghta hai amne samne se baat karun.Dusre paal laghta hai uski zindaghi mein bapas jana sahi nahi hoga.
Divya bua ke ghar ke terrace par subah subah sabh bachchon ko lekar dhup sikai kar rahe the.Komal aur baki sabh wohi tha.Main kamre mein betha raha.Tabhi kisi ka phone aya.Maine receive kiya.Yeh toh Rishabh uncle ki call hai.
Rishabh- Hello Mr.Veer.
Main pehle time liya samajhne ke liye ki woh mujhe Mr.Veer kyu kahan.Shayed mujhse naraj hai.
Main- Namaste uncle.
Rishabh- Don't call me uncle only Mr.Rishabh.
Main bhi aur kuch nahi kahan.Woh mere upar naraj hai.Hona bhi chahiye.Mere bajase unki beti ko itna dukh uthana padi.
Main- Ji boliye.
Rishabh- Aapko invite karna tha.
Unka har baat mere seene mein khanjar ki tarah chub raha tha.Har baat par narajgi tha.
Main- Kis chiz ke liye.
Rishabh- Meri beti ki shaadi hai na isliye.
Mujhe toh kuch samajh mein nahi a raha hai.Pari ne kahan aaj sagai hai.Yeh shaadi achanak.
Main- Maine toh suna tha sagai hai.
Rishabh- Acha aap khabar bhi rakhte hai.Kamal hai.Par aaj toh shaadi hi hai.Mujhe meri beti ko khush dekhna hai.Aapko aur aapki patni ko invite karta hoon yeh dekhne ke liye ki main aapni beti ke liye aapse acha rishta dhunda hai.
Main- Yeh toh achi baat hai.Par...
Rishabh- Nahi nahi Mr.Veer.Aapko ana hi padega.Aapko dekhna padega meri beti ke liye maine no.1 ladka dhunda hai.
Main- Thik hai sir hum ayenge.
Rishabh- Aapka bahot bahot shukriya.Sham ke waqt shaadi hai.
Unhone call cut kar diya.Mere ankhon se asu nikalne lagah.Jo uncle mujhe aapna bete ki tarah samajhte the aaj woh mujhse aise baat kiya.Shayed main isika layek hoon.
Tabhi Komal kamre mein ati hai.Woh mujhe aise dekh kar boli.
Komal- Kya huya rou kyu.rahe ho.
Maine asu poch kar kahan.
Main- Woh Riahabh uncle ne invite kiya hai aaj.Pari ka shaadi hai.
Komal bhi shocked ho gayi.
Komal- Par aaj toh sagai thi na.
Main- Uncle ko Pari ke chehre par hasi chahiye isliye.Sahi hai na.Uski zindaghi sabhar jayegi.
Komal- Tum jaoge kya?
Main- Hum dono ko invite kiya hai.Uncle ne bahot kahan hai jane ke liye jorur jayenge.Tum tyaar rehna.
Phir uss din mere liye bahot kathin tha.Samay nahi kaat raha tha.Main bhi nahi chahta tha ki aaj ki sham ho.Lekin kya kare kudrat ka niyam toh badal nahi sakte.Bachchon ke sath waqt bitate bitate kabh sham hone ko aya patah bhi nahi chala.Bachche bahot chote the.Unko doodh pilana padhta tha har waqt.Jabh bhi woh route the Komal unko doodh pilate the.Aab unko chhod kar Komal kaise ayegi.Phir humne tay kiya jaldi laut ayenge.Komal ne ek black colour ko saree pehni.Main bhi black suit pehen kar tyaar ho gaya.Komal ne unn dono ko doodh pila diya.Aab woh 2 ghante tak khana nahi khayenge.Isi bich hame lautna padega.
Hum nikal padeh.Pehle hame ek gift lena tha.Hum ek jewelry shop mein chale gaye.Komal ne ek 10 lakh ka har kharida.Phir usko gift ki tarah wrapper kiya.Phir hum nikal padeh unke ghar ki taraf.