Update 42
Main neeche aya to khane ka time ho chuka tha hum sb ne khana khaya khana khane k bahd sub uth kr bramde main beth gye to main bola
Main : to sub suno khas kr k meri payari payari sisters kal hum sb shopping pey ja rahe hai aur sobi tum kal school nahi jao gi
Mere itna kehte hi sb khush ho gai main ne fariha aapi ko dekha to un k chehre pey mile jule asraat the wo aik trf se khush ho rehi thi k zaroor mera birthday ache se manaya jaye ga isi liye kashi sb ko shopping pey ley k ja raha hai aur dusri trf wo soch rahi thi ho sakta hai kashi ko mera birthday yad hi na ho aur us ne koi aam din samjh k shopping ka program rakha ho khair
Farhana: wow kashi achanak shopping khair hai
Main : yar thoda free huwe hain exam k bahd to socha shopping waghaira ho jaye boht din ho gye nai gye kahen b
Ammi : koi zaroorat nahi hai fazool kharchi ki tum sb ko ley k jao gye to pta hai kitna kharcha aye ga oper se sb mahraniyon ne shopping b daba k krni hai
Main ammi ki baten sunta huwa un k pass ponch gya aur un k galoon pey kiss ki
Main : meri sweet janu ammi main in ka kuch nai lagta kya jitni chahe shopping kren mujhe koi farq nahi padhta ok aap aise hi tension ley rahi ho
Dadi : phir b beta itne paise kahn se aaen gye
Main : dadi aap b na aap ko mujh pey yaqeen hai k nahi
Dadi : wo to hai hi tujh pey kisi aur pay nahi hai
Main : ab koi kuch nahi bole ga chachi, bhabhi, ami aur bua aap ne b agr shopping krni hai to btao gadi mangwa lon
Farzana: ary bhai kren gi na aap badi gadi mangwao noor bano aunty, tooba aur adnan b hon gye sub ko ley k jana hai
Main : ok theek hai kal aap log din 11 bje ready hone chahye
Phir main noor ko ley k oper aa gya mark ko call kr k gadi ka bol diya phir kuch khas tha nahi aise hi gudiya se baten krta raha is beech noor so gai to gudiya ne uth kr door andar se lock kr diya aur meri side aa k late gai
Main : kya bat hai aaj meri jaan ko lagta hai apne bhai se payar chahye
Farzana: bhai se nahi apne husband se
Yeh bol k wo mere oper aa gai aur mere honton ko kiss krne lagi main b sth dene laga pta nai aisa kya tha us main k jab b kiss krta tha usye aik alag hi dunya main ponch jata tha aisa maza kisi aur main nahi tha main ne apne dimagh ko bilkul shant kr liya aur meri powers ne kaam krna shuro kr diya aik golden aur neele rang ki rishni ne hum ko cover kr liya hum aisa mehsoos kr rahe the jaise hum bed pey nahi balke hawa main uth gye hain hum aise hi aik dusre main khoye huwe the k mujhe kuch scene nazar aane lage jaise koi maseebat main hai lekin mujhe samjh nahi aa raha tha k kon hai mera diyan ab gudiya se hat k us scene ki trf chala gya main ne ghor kiya to aik family thi jis main aik maa aur 2 beti thin ghareeb ghar k lag rehe the aur raat k is time koi ghunde log un k ghar main ghus aye the main ne mazeed power tez ki to mujhe un ki awaz aane lagi
Aurat : khuda k liya hum pey zulm na kro kya bigada hai hum ne aap ka
Ghunda 1 : tum ko malik sahib ne kaha tha k karaya nai dey sakti to makan khali kr aur agr nai krna to apni beti ko bejh dey raat k liye to tu ne beti kyun nai bejhi
Aurat : nahi main apni beti nai bejhon gi hath jodti hon main aap k humhen mahf kr do kuch din ki molat do main kraya dey don gi
Ghunda1: nai hum ko order hai teri beti utha k ley jane ka chalo sb meri shakal kya dekh rehe ho utha lo is ki beti
Idher main aik dum hosh main aya gudiya to kab ka mujh se alag ho gai thi aur mujhe hi dekh rahi thi
Farzana: kya soch rehe ho jao aur bachao us ladki ko aur han un teeno maa beti ko sth ley k aana
Main : thanks mujhe pta hai k tum is waqt meri powers k asar main thi to tum ko b sb dikh gya ok main chalta hon
Main room se nikla aur oper terrace pey chala gya main ne apni powers jagani shuro ki mere dono hath ki hatheli apis main mili hoi thin mere jisam pey black tiger k kapde aa gye the main ne us jaga ka socha jahn yeh sb ho raha tha mujhe aik jhatka lga to main ne aankhen kholi to main us ghar k samne tha jahn se shor aa raha tha main andar chala gya 5 log the wo jin main se 2 ne us ladki ko pakda huwa tha aur bahir ki trf la rehe the us ki maa ne aik ghunde k paon pakde huwe the mujhe dekh k wo ghuda
Ghunda 1: kon hai tu yahn kya kr raha hai main in ka kraya dene aya tha bolo kitna hai
Ghunda 1: ab hum ko karaya nai chahye hum yeh ladki ley k ja rahe hain
Main : mere hote huwe tu ladki kya khud b nahi ja sakta
Ghunda 1 : maro is ko is ne yahn aa kr apni maot ko dahwat di hai
1 ghunda meri traf aya us ne john hi mujhe punch marna chaha main ne itni tezi se apni talwar nikali aur us ka wo hath kat kr dobara talwar wapis wahi dal di k kisi ko kuch samjh hi nai aya jab wo cheekha to sb ka diyan us ki trf gya sub ki aankhen phati reh gai thin jin 2 ghundon ne ladki ko pakad rakha tha dar ki waja se unon ne usye chod diya ghunda 1 ne gun nikal li jise dekh k meri hansi nikal gai
Ghunda 1: hans le beta abhi dekh tera kya hashar krta hon us ne fir krne k liye jaise hi trigger dabane laga main speed se us k samne aa gya kisi ko nazar b nahi aya mujhe apne itne qreeb dekh k wo bokhla k peeche gira
Main : kya huwa dar lag raha hai main insan nahi hon bhoot hon aaj tujhe marna ho ga
peeche khade wo dono ghunde kanp rehe the aur aik ghunda jo pehlwan type tha wo ghunda 1 k peeche khada tha
Main ne peeche dono ghundu k paon pey goli mari aur phir pehlwan ko b ab sb k paon zakhmi the
Ghunda 1: mahf kr do ghalti ho gai
Main : kr don ga pehle apne malik sab ka pta dey naam bta
Ghunda 1: malik ghazanfar k kehne pey kiya
Main : kya malik ghazanfar wo malik group of industries wala
Ghunda : han wahi
Mujhe ghusa aa gya kyn k wo koi aur nahi wo to humra......
Baqi next time..