Amit kee asli takat uski behne hain, jo uspe jaan waarti hain, neha didi ussse itna pyar karti thee yeh toh pata tha, par is had tak, kee apni sagi behen ko uske liye bhala-bura kehne mein bhi der na kare.
kitno kee baat kare nidhi didi unhone toh usse apna pati hee maan liya hain, bas bahane dhundhti hain kaise bhi kar ke uspe apna pyar zahir kare, lekin yeh bhondu raam samajhta hi nahin hain, akhir iski bhi kya galti hai, achanak se kaise wo unke pyar ko kisi aur najar se dekhne lage, unhone toh aisi koi aur harqat bhi na kari.
jahan tak mujhe lagta hain nidhi aur amit kee pyar kee suruwat nidhi didi ko hi karna parega, kyunki yeh kabhi khud se kisi pe bhi pehel na karta hain, toh wo toh uski behen hain, yeh jokhim unhe hi uthana hoga.
ek pal ko jab nidhi aur manju mam ka samna hua toh laga kahee unhone ek doosre ko pehchan toh na liya, lekin phir se rah gaya, na jaane kab manju mam ka iss sach se samna hoga, jispe wo jaan waarti hain wo unka saga bhatija hain. Phir se unhe kasht hi jhelne hain, jo pyar mila hain na jaane uski umar kitni lambi hain, bas ek sach aur uske baad shab badal jayega, lekin jab undono mein jab itna pyar hain toh kya wo ruk payenge, iss sach ko janne ke baad bhi.