Nice update.. story m multiple points h jo ek sath chal rahi h jo ki acha lag raha h.
Ek taraf adult part h jahn kaki k sath sath target m cousins bi h , dusri taraf 2 aisi ladkia jo special malum pad rahi h ( 1 angrez , 1 ashram wali ) , teesra h lallu k andar supernatural powers hona , chautha h lallu k khud k karname jo abi usne sharab k theke aur wahn k gundo ko marne k baad shuru krdiye h.. in shorts story kahi s bi boring ni h ..
Mujhe bs ek fault nazar aati h ji ki family m h .
Ya to writer shahab is cheez ko baar baar galti s kar rahe h ya janbhuz k... Ghar m ek taraf dikhate h ki sunil aur baki mardo k aalwa jitni ladies taygirks h unhe sach m lallu ki chinta , fikr aur pyar h ya phir ye sab darr ki wajah s aisa dikhate h....
Agar sach m care karte h to ye care krna itna dikhta ni h kyuki koi na koi aisa mauka van hi jata h jahan lallu ko dukhi hona pad jata h .. ab ye kehna ki it's a normal thing to hum ni mante kyuki ye story h aur kisi bi baat k 2 meaning ho sakte h wo bi tab jab aisa pratach hamare samne ho like kajal ritu ka tana dena , baki sisters ka mil kar majak banana ... Sisters ka chalo samajh aata h ki bhabhi aagai h to firki le rahi h par ye wahi h jo lallu k liye ro rahi thi aur ab thappad mar rahi.. ho sakta h ye bi pyar ho unka par filahal shayad situation clear karne ki jarurat h ki kya sach m sab lalit ko lallu samjhte h abtk ya care karte h dil s ...
lets ssee