- 106
- 220
- 43
Meera 22
Agli raat ko meera akeli hi imarat ke pass se gujar rahi thi..... .....raaj ne fir use daboch kar chumne laga..... ......thappad marke meera chali gai..... .....agle 4 din tak yahi hua roj meera thappad mar ke chali jati..... .....meera ko sirf ye hafta nikalna tha somvar se dusari jagah jane wali thi kaam pe.
Shaniwar ki raat raaj imarat ke andhere me intzaar karne laga..... .......raat ke 10 baj gaye meera abhi tak aai nahi roj 9 baje aa jati thi..... ......intzaar karte karte 11 baj gaye sab pareshan ho gaye kahi meera ne kuch galat kadam to nahi uthaya.
Or aadhe ghante baad jab meera nahi aai to raaj ke pasine chutne lage...... ......fauran imarat se nikal kar car me aake baith gaya.
Raaj - itni der aajtak nahi hui meera ko !
Dipti - kahi vo pratap ji ke sath to nahi gai ! .....raaj ghabrane laga.
Raaj - muze nahi lagta !
Raat ke 12 baj gaye the.... ......kacchi sadak ki mod pe jay ke kadam ek aavaj se ruk gaye fauran usne nazare dak ke dibbe ki or ghumai.
"Jay ruk ja"
Meera uske taraf hi aa rahi thi.... ......jay hairani se use dekhne laga itni raat ko meera yaha.
Jay - tu yaha is waqt !
Meera - aaj der hui tuze jay !
Jay - daftar me jyada kaam tha ! .......puri takat ikattha kar ke thappad ki aavaj gung kar jay ke gaal pe chap gaya..... .......uske aankho ke samne tare chamakne lage
Meera - haat niche kar jaldi or bata kyu der hui ! ......meera ki aankho me pehli baar itna gussa dekh jay dar gaya.
Meera - sunai nahi deta haat niche kar ! ......gaal se haat nikalte hi fir ek thappad ki aavaj gunj uthi.... .....jalte gaal ke sath jay ki aankho ke samne andhera sa chane laga.
Car me baithe raaj or dipti dar gaye..... ......na dipti ja sakti thi rokne na raaj.... ....kisiko kuch pata nahi tha kya hua meera ko.
Jay - kaha na daftar me kaam tha jyada ! .....meera ne fir thappad jadaya.
Meera - zhuth bolega ! .....jay ke pasine chutne lage.... .....vo fauran bola.
Jay - radha ke sath tha ! ....jay ke dono gaal lal karke meera thak gai.
Jay - fir kabhi nahi milunga usase ! ......meera ne firse thappad jadaya.
Meera - fir zhuth bolega ! ......jay ke ab pasine chutne lage..... ......meera roti hui use thappad mare ja rahi thi.
Meera ka gussa fut kar vo jor jor se rone lagi...... ......saree ke pallu se apni aankhe poch kar fir se thappad gaal pe jadaya...... ........dipti to dar ke mare kaapne lage meera jaise pagal ho gai ho..... .....khud hi maar rahi thi or khud hi roye ja rahi thi....
Meera ki nazare jaise hi car ki or padi raaj ne unhe padh liya..... .....ek pal ki deri kiye bina darvaja khol raaj dono ki taraf bhagne laga..... ......thappad marti hui meera ka haat pakadte hi vo chillai.
Meera - haat chor ye pati patni ke bich ka zhagda he !
Raaj - ek baar sun to le !
Meera - sunai nahi deta tuze chor haat ! ......kalai chorte hi meera ne fir jay ke gaal pe thappad jadaya.
Meera - me sab theek kar rahi thi na !
Meera - kya jarurat thi ! ......jay ka sabra tut gaya.
Jay - kuch theek nahi hota meera, tu mere sath kabhi khush nahi thi ! .....firse thappad padte hi pass khadi dipti bhi kaapne lagi.
Meera - koshish kar rahi thi me, waqt chahiye tha sab bhoolne ke liye ! .....fir ek thappad maar ke meera boli.
Meera - roj Jan buzhkar der se aata tha !
Jay - raaj se pyaar karke mere sath kaise rehti tu, pehle jaise khush nahi reh payegi mere sath ! ......fir thappad ki aavaj gunj uthi..... .....meera ka gussa tino pe khauf banke tut raha tha.... .....raaj ki himmat nahi hui use rokne ki..... .....sabse bura haal to dipti ka tha.
Meera - muzase juban ladata he !
Jay - sab faisle tu akeli nahi le sakti, us raat party me raaj ka naam sun kitni khush hui thi ek mahine baad tere chehre par khilti muskan dekhi, pagalo ki tarah teri nazare raaj ko dekhne ke liye taras rahi thi ! ......meera ke gaal pe aansu behne lage....
Raaj ki taraf palat kar meera ne puri takat laga ke uske gaal pe thappad jadaya..... .......jalan ke sath ungliyo ke nishan aaj bhi uske gaal pe chap gaye..... ......vo