- 106
- 220
- 43
Meera 13
Party ki vajah se agle din chutti thi.... .....isliye meera der tak soti rahi aankh khulte hi meera ne chaunk ke pucha.
Meera -taiyar hoke kaha ja raha he jay !
Jay - kaam he thoda dopeher tak aa jaunga ! ......jay chala gaya.
Apni jeb se kagaz nikal kar uspe likhe pate ko dhundh kar jay imarat ke pass pohonch gaya.
Dusari manzil ke darvaje pe ek chaukidar ke puchne pe jay ne pate pe likha naam padha.
Jay - manohar ji se milna he !
Chokidar - jaiye andar daine taraf ! ......darvaje se andar ek bada daftar tha jaha pe kai log kaam kar rahe the..... .....daine taraf table ke samne khursi pe ek insan baitha sab pe nazar rakh raha tha.
Jay -monohar ji se milna he !
"Me hi manohar hu bolo"
Jay - Muze raaj ne bheja he !
Us raat jab meera aai thi to usne ek parchi bag me rakhi.....usi pate par jay aaya tha... ......kyu raaj ne use is daftar ka pata diya...... ......aakhir us raat aisa kya hua jisase meera gumsum rehne lagi.....
....vo insaan kuch yaad karne ki koshish karne laga.
Manohar - are han yaad aaya, ek mahina ho gaya na us baat ko, par raaj to keh raha tha tumhare sath koi ladki bhi aayegi kaam dhundh rahe ho na, jab chaho aa jao ! ......jay chaunk ke bola.
Jay - me dekhne aaya tha kaam hum kar payenge ya nahi ! ......vo insaan hasate huye bola.
Manohar - jo bhi kaam pasand aaye kar lena nahito din bhar baithe raho, raaj ne pehli baar kuch manga he itna to kar hi sakta hu !
Jay - je muze bahot Khushi hogi, kya muze raaj ka pata mil sakta he uska bhi shukriya ada karna he, jab mile the puchna bhool gaya !
Manohar - jaroor or kabse aa rahe ho kaam pe ! .....vo aadmi kagaz pe pata likhne laga.
Jay - agle hafte se ! ......jay vo pata lekar nikal gaya.
Uspar kisi makan ka pata tha..... .....jay usi pate pe chala gaya...... ......do manzila bada makan tha darvaje ke samne vahi car dekh jay ki aankhe chaunk gai.....
Himmat karke usne darvaja khat khataya..... .....chand palo baad ek ladki ne darvaja khola...... ......ye vahi ladki thi kal raat party me isike gale se raaj ne necklace diya tha...... .......dipti..... .....vo kuch yaad karte huye boli.
Dipti - raaj ke dost ho na tum, a... ha... Jay !
Jay - jee !
Dipti - asptaal me rupiye jama kiye ! .....jay kuch samaz nahi paya...... ......vo hairani se dipti ko dekhta raha....
Dipti - kal raat asptal me paise jama karne the na ab kaisi he aapki patni ! .....raaj ne ye bahana bataya tha dipti ko jay ne fauran sar hilaya.
Jay - jee theek he raaj se milna tha !
Dipti - aaiye andar ! ......jay ki nazare chamak uthi bada makan ronak se chamak raha tha har cheej thi vaha pe sach me use kuch kuch samaz aane laga.....
.....sofe par baithate hi dipti ne pani dekar sidhiya chadhti hui upar chali gai....
.....uske sath hi raaj sidhiya utar kar niche aane laga..... ......raaj ke chehre pe vahi sadgi bhari muskan thi...
Raaj aake samne sofe par baith gaya.
Raaj - dipti chai nashta to lao pehli bar jay aaya he !
Dipti - jee abhi lai ! .....dipti ke jate hi jay ne apna saval puch hi liya.
Jay - us raat kya hua raaj !
Raaj - kuch bhi to nahi !
Jay - tabse meera ko khush nahi dekha, apne fayde ke liye tumne hamari hasti khilti jindagi kharab kar di !
Raaj - kya hua meera ko !
Jay - use veshya ki tarah istmaal kar uski fiqar karne ka dikhava kar raha he !
Raaj - aisa kuch nahi hua hamare bich, me usase pyaar karta tha, agar vo teri patni nahi hoti to shadi kar leta usase ! ......jay ne pehchan liya raaj zhuth bol raha he.
Jay - to kar le shadi muze koi dikkat nahi he ! ......raaj ke chehre pe muskan dekh jay ko zhatka laga.
Raaj - ek baar or soch le jay ! .....jay ko khat pe likhi raaj ki ek line yaad aai.
"Meera tum hi meri pehli or aakhri chahat rahogi"
Fir bhi use yakeen nahi ho raha tha.....
Jay - mene soch liya !
....raaj kisi gehri soch me duba bich bich me muskurate dekh jay ko ajeeb lagne laga......
Raaj - mene to aas hi chor di thi jay bahot bada ehsaan kiya tune, meera ko me hamesha khush rakhunga ! ......jay ke dima