- 106
- 220
- 43
Pratap ji - chai ke bade shauqeen ho, par aisa lagta he tumhe kahi dekha he ! ......raaj dar gaya.
Raaj - muze to nahi lagta, meera chai bani ya nahi ! .....meera ne do cup chai table pe rakhte hi raaj ne uska haat pakad ke apne baju me bitha liya... ....meera gusse se ghurne lagi...
Raaj ne pyala uthaya or ek ghunt chai ka pi liya
Raaj - waah kya chai banai he meera dil khush kar diya !
Pratap ji - badhiya chai banai he !
meera ke gaal pe chumma leke raaj ne dheere se kaan me kaha.
"pehli baar tere hato ne banai chai pi he shukriya meera" .....meera gusse se use ghurne lagi..... .....unki ghusur pusur sun pratp ji bole.
Pratap ji - koi pareshani he raaj !
Pratap ji - dekhiye na roj hum ek hi pyale se aadhi aadhi chai pite he aaj mana kar rahi he ! ......raaj ne zhuta pyala meera ke hoto ke pass rakha.
Pratap ji - pi le meera ! .....meera ne jaise hi pyale ko hont lagaye raaj ne pyala dur kiya..... ....meera or gusse se use ghurne lagi....
Raaj - pagli garam he juban abhi jal jati, har din muze hi thandi karke deni padti he ! ......fuk mar ke chai ko thanda kar usne vapas meera ke hoto pe pyala lagaya......
dono ka pyaar dekh pratap ji sharminda ho gaye.
Pratap ji - me chalta hu accha laga milkar !
Raaj - ji shukriya meri biwi ko sahi salamat ghar tak chorne ke liye ! ......vo jaise hi darvaje ke bahar gaye raaj tut pada lal hoto pe..... .....thappad aaj bhi gaal pe chap gaya....
.....meera ki aankho me khoon ke aansu dekh raaj piche hat gaya.... .....meera pair patakate huye rasoighar se chai ka bartan lekar aai..... ......jitni bachi thi sari raaj ke upar fek di....
Meera - nikal ja mere ghar se !
Raaj - buddhe se dur rehna samjhi ! ......nafrat se dusari or dekh meera boli.
Meera - roj bulaungi kya karega tu !
Raaj - tu nahi bulayegi ! ......meera ki aankho se khoon behne laga..... ......raaj fir se lal hoto pe tut pada...... ......or ek thappad khakar hi vo makan se bahar chala gaya....
Car me baithe baithe dipti ke pasine chut rahe the..... ......raj ke kamij pe chai ke dhabbe dekh usne ek lafz bhi nahi pucha.
Sofe pe baithi meera jor jor se roye jaa rahi thi.... .....uske haat pair kaapne lage....
Dipti - kuch batayega !
Raaj - bahot jyada nafrat karti he muzase !
Dipti - insaan usise nafrat karta he jisase bahot pyaar karta ho ! ......achanak raj ke chehre pe sadgi si muskan fail gai.
Dipti - has kyu raha he sach keh rahi hu me !
Raaj - chai ka swad bada meetha tha !
Dipti - matlab !
Raaj ne puri kahani batai.
Dipti - kya dimag lagaya meera ka pati bankar, pratap ji ki halat kharab kar di !
*******************************************
Meera 20