• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Thriller Mera jeevan

This story is.......

  • Good

    Votes: 4 100.0%
  • Bad

    Votes: 0 0.0%

  • Total voters
    4

kumarrajnish

kumaruttem
1,416
3,957
159
Yahaan Chacha Ram Singh ke pariwar ka parichay karana bahut jaruri hai, kyonki unke Charon bachchon ka Arun ke shuruati jeevan mein bada hi mahatavapurn yogdan raha…
Inke sabse bade bete Premchand, school teacher, ye Arun ke sabse bade bhai Roshan lalji se takriban 4-5 saal aur Tau ke bade bete bhoore lal se 3 saal chhote hain.
Lambe aur ikahare badan ke premchand (masterji) ka vivah apne gaon se kareeb 20km door dusare gaon ke school teacher ki beti se hua…
Lambe kad ki kamini Bhabhi, ek dum gori chitti lekin bhai saab se thodi bhari bharakam, shuruaati samay mein unko mota to nahi kaha ja sakta tha par apne patidev se tagadi dikhti thi, swbhav ki tej, apne ghar mein sabko control karne ki ichha rakhne wali aurat thi, aur apni saas ke mradul aur shant swabhav ke karan ye sambhav bhi ho gaya,
Chunki, apne ghar ke bade bete ki bahu hone ke karan malkin ban baithi, yahaan tak ki unki saasu maa, yani ki Arun ki chachi bhi unse darne lagi..
Chacha ke dusare bete: Megh Singh, medium height, lekin pahad jaisa majboot sharir, mehanti itne ki koi bhi majdoor khaiti ke kaamon mein inki kabhi barabari nahi kar paya.
Ramayan, mahabharat, geeta, jaise sabhi granthon ka adhayayan niymit roop se karna inka shauk tha, issi karan inka naam Swami hi pad gaya.
Ye bhi bagal ke gaon ke school mein teacher the, jiski vajah se dono hi kaam ache se sambhal lete they. Saral swabhav lekin agar gussa aa jaye to kisi bade-se-bade adhikari ka inki dahaad se moot nikal jaye.
Inki patni kamla rani, aha..hhaaa…. Kya hushn tha, halki si sawali, ikahare badan ki malkin, swabhav…. kisase upma den ? kyonki gai (cow) bhi kabhi-kabhi marne ko aati hai… unko apne jivan mein kisi ne kabhi gussa hote nahi dekha,
apni hitlar jethani ke saamne to ye kabhi bhool ke bhi nahi padti thi, sirf apni saasu maa ke paas hi jyadatar samay rahti.
Inki ek badi beti, aur chhota beta, bete ko janm deke 6 mahine ke baad hi bhagwan ko pyari ho gai, shayad unki achchhai bhagwan ko bhi achhi lagi hogi.
Chacha ke tisare bete aur Arun ke sanrakshak cum Sakha, Yashpal Sharmaji, ye MScAg karke Hariyana ke ek chhote se shahar mein Agriculture officer hain, hamesha field work rahta hai inka, yathasambhav kisanon ki madad karte rahte hain, achhi khasi salary hai.
Inki sadi, apne gaon ke najdik ke town se hui, ye Bhabhi bhi apni badi jethani ki tarah lambi-chaudi hain, lekin nature ek-dum opposite, wo purav to ye paschim.
Yashpal ji ke teen betiyon ke baad ek beta hai, to swabhavik hai, sabka ladla hi hoga, lekin bigdel nahi.
Chacha ki beti Ninu apne tinon bhaiyon se chhoti hai, sabhi usko bahut pyar karte hain, labma kad ikhara sharir, thodi si sawali lekin sundar dikhti hai, umra mein ye Arun se 4 ya 5 saal aur Shayam bhai se 1 saal badi hai.
To ye tha Arun ke chacha ki family ka parichay,…
Dosto…. Jyada bore to nahi ho rahe, soch rahe hoge kya ye poori barat ka bahi khata leke baith gaya…
khair mein ab aur jyada bore nahi krunga, yahaan se kahani ab Arun Sharma ki jubani chalegi…
………………………………………………………………
Mein bhoori ko vida karke, tubewell ke kamre mein charpai par leta hua kafi der tak sochon mein dooba raha, samay bhi bahut ho gaya tha, dopahar ke karib 2 baj rahe the,
Subah se kuchh khaya bhi nahi tha, pet mein choohe daud laga rahe they, ghar jaane ka mood nahi tha, maine socha aisa hi kuchh khake kaam chala leta hoon,
Bahar jaake ganne ke khait se do tagde se ganne tode aur khane laga, do ganne khake kuchh aram mila, fir saamne wale khait mein sabjiyaan lagi thi, to chalo dekhte hain ismen kuchh khane layak hoga hi.
Sabjiyon ke khait mein gobhi, tamatar, kakdi, gajar ye sab thi, shuru se hi kachhi sabjiyan khane ki adat thi, so thoda-thoda sabmein se tode-todke wo khali, mera pet itna to bhar hi gaya ki mujhe ab ghar jaane ki jarurat nahi lagi.
 

kumarrajnish

kumaruttem
1,416
3,957
159
2-3 ghante, jo kaam pada tha wo niptaya, tab tak sham ke 5 baj gaye, shardiyon ke din they, to sham jaldi bhi ho jaati hai. power bhi chali gai thi to pump ke chalne ka koi sawal hi nahi tha, mene kamre ko lock kiya aur ghar ki taraf chal diya.
Ghar pahuncha to aur kisi ko to meri parwah hi nahi thi, lekin maa ka dil, chillane lagi jore-jore se…
Kahaan tha sare din…. Khana khane bhi nahi aaya, mene kaha mein tubewell par hi tha, aur kisi ko agar meri parwah hoti to khabar leta meri, kuchh nahi to khana hi bhijwadete,
Maa boli… yahan teri koi fikar karne wala nahi hai, sab ko apna-apna dikhta hai, tujhe apni khud fikar karni chahiye, ab khana khale bhukha hoga, subah se kuchh nahi khaya.
Mene kaha… nahi mene khaiton se thoda-thoda kuchh khaliya hai, mein abhi aata hoon 1-2 ghante mein tab kha lunga, itna bol ke bahar nikal gaya aur pahunch gaya apne adde pe mandir ke pichhe wale room mein.
Yahaan to mehfil jami hui thi, unmen koi shahar se charas leke aya tha, chilam mein dalke sutte lag rahe they, mene bhi 2-3 sutte kas ke lagaye, dimag ek dum jhund ho gaya….bole to maza aagaya. Iss tarah do-teen round aur chale, sabki aankhen nase ke vajah se surhk ho rahi thi.
ek -dedh ghante baad ghar aaya aur chup-chap maa se khana liya, khaya, dibbe mein 1 liter doodh aur 50gm ghee, boore ke sath dala aur chal diya apne khaiton ki ore latake dibbe ko. Aaj ek desi egg lena bhool gaya tha, ye uske roz ka routine tha itna…..
Ghee wala hlaka garma-garam dood fenta mara, chada liya aur tan ke chadar let gaya charpai par, aur koshish karne laga sone ki, lekin need aankhon se koson door thi…. aaj na jaane rah-rah kar subah bhaiyon ke sath hue kalah ko lekar uska mann kuchh ashant sa tha…
Der raat tak pada-pada sochta raha apni beeti jindagi ke baare mein, jise uske sage pita aur bhaiyon ne to kabhi samajha hi nahi, lekin dusron ne kabhi bhulaya nahi uski achhaiyon ko…
Dimag mein uske janm se sambandhit baaten, jo uski maa aur anya gharwalon se pata chali thi, ghoomne lagi ki kin visham paristhitiyon mein uska janam hua tha….? aur kyon…?
 

kumarrajnish

kumaruttem
1,416
3,957
159
Roshan bhaiya jab 12th standard mein the tabhi unki sadi kar di gayi, us vakt Shayam bhaiya ki umra kareeb 1 saal thi,
bete ki sadi ke 2 saal baad maa fir se garbhwati ho gayi, ye baat jab unhone apne pati ko batai to sanskaari Janki lal dukhi ho gaye….
Ye theek nahi hua Padma… bahu kya sochegi hamare baare mein, log kahenge ki budhape mein bhi inko chain nahi hai….
Abhi to bahu ke bachche hone wale hain aur saas abhi-bhi bachche paida kar rahi hai…
To ab kya karen ji…. Padmavati pati ki baat se sahamat hote hue boli…
Ek kaam karo, tum garam cheejen khana shuru kardo, abhi jyada samay nahi hua hai, ho sakta hai garbh-paat ho jaaye…
Theek hai koshish karte hai…
gaon se 35-40 km se pahle koi bada shahar hi nahi tha jahaan uchit doctor ki salah li jaa sake, sabhi log dehati nuskhe ya vaid-hakim ke paas hi ilaj karate they jyadatar,
aur gaon ke vaidh ji bhi Janki Lal ke gaon ke riste ke bade bhai lagte they, lekin sharm ki vajah se unhone unhen bhi puchhna uchit nahi samjha aur jo uchit laga wo salah de di…
Udhar maa apne patidev ki salah dhyan mein rakh kar ulti-seedhi garam cheejen kut-kut ke khane lagi, halanki unhen uska dushprabhav bhi hua, lekin kya kar sakti thi wo.
Din niklte gaye koi natija nahi nikla, ab to ye bhi sambhavna nahi thi ki bachcha jinda bhi hai ya nahi ?
lekin garbh-pat to nahi hua. Lihaja unhone wo sab cheegen khana band kardiya, lekin uska dushprabhav to ho chuka tha..
Sasu ji ke garbhadhan ke lagbhag 4 mahine baad hi bahu ke paav bhi bhari ho gaye, jaise hi ye baat sas-sasur ko pata lagi, wo dono baichain ho gaye, lekin dikhane ke liye khushiyan manani bhi jaruri thi,
majburan apne garbh ki baat bhi maa ko ujagar karni hi padi, aur na chahte hue bhi sabhi logon ko swikaar bhi kar lena pada…
khaskar unke donon bade beton ko bada bura lag raha tha…
Antatah wo samay aa hi gaya jab us un-chahe jeev ko iss darati par ana tha..
Jyeshth (may-june) ka mahina tha subhah ke pone teen ya chaar baje bachche ( arun) ka janm hua, bahut der tak bachche ke muh se koi awaj nahi nikli, bas thodi si sharir mein halchal hui, aur fir band ho gai….
Sharir kya? bas ek pona-ek kilo ka halke peele kathai rang ka bahut hi patla sa jaise ki koi khilona ho aur uspe sharir ke ang sketch kar diye hon bas…
Thodi der tatol-tatal ne ke baad dai ko jab koi pratikriya bachche ki taraf se nahi dikhi, to usne use mrut ghosit kar diya…
Kitna hi un-chaha garbh kyon na ho, jab ek maa use 9 mahine garbh mein rakh chuki ho aur fir use pata lage ki bachcha to mara paida hua hai, tab us maa ko kitna dukh hota hoga ye hum koi bhi imagine nahi kar sakte, ye to wo maa hi bata sakti hai ya uska dil…
Padmavati ji ye sun kar sannn.. rah gayi, hal hi mratutulya prasuti ki peeda jhel chuki wo maa apne bachche ko mrut hua sun kar ek dardnaak cheekh ke sath behosh ho gai…
Udhar ye baat bahar ghar ke dusare logon ko pata chali, to sabhi dukhi ho gaye….,
honi ko kon taal sakta hai.., jo hona tha so to ho gaya, bhagwan ko shayad yahi manjoor tha, aur vaise bhi admi apni karni ko chhipane ke liye bhi yahi bolta hai,,
ye sochke uss bachche ko jameen mein gaadne ke liye marghat sthal ki or le chale use ek safed kapde mein lapet kar..
Gaon se karib 500 mtr door ek chhote se talab ke kinare 12 saal se chhote bachchon ko jameen mein dafnane ki pratha hai, so wahan jaake ek chhota sa gaddha karib 5 feet gahra taiyar kar liya bachche ke liye….
Vaise to Janki lal, Shyam ke janm ke baad se hi nahi chahte the ki aage unke aur koi bhi santan paida ho, aur usi soch ke karan unhone apni patni ko garbh girane ke upay karaye the… lekin firbhi wo ek pita the aur jab bachcha dharti par aa hi gaya tha to mara hi kyon…??
Yahi baten sochte-sochte, ashrupurn aankhon se wo apne bchche ko lapete hue kapde ke sath hi us gaddhe mein rakhne ke liye jhuke hi they ki buri tarah se chonk pade aur unke rongte khade ho gaye…
 

kumarrajnish

kumaruttem
1,416
3,957
159
Update posted
 

Avir

Well-Known Member
2,113
4,809
158
Nice one jaldi se xossip pe jitni post thi utni krdo fir aage ki shuru krna
 

kumarrajnish

kumaruttem
1,416
3,957
159

kumarrajnish

kumaruttem
1,416
3,957
159
bacche ke sharir mein mano 440V ka jhatka laga, bachche ke pair ek sath Janki lal ji ke kanpati par lage, wo ekdum se chonk gaye, itne mein bachche ke rone ki awaj bhi sunai di….
Mare khushi ke unka sharir uttejana se kanpne laga, unhone jaldi se bachche ko bahar khade apne bhatije yashpal ko diya aur bole…
Beta ye jinda hai… jaldi se iska muh bahar nikal…, unki awaj khushi se kaanp rahi thi, honth tharthara rahey they,
Yashpal ne lapak ke bachche ko pakda aur uska muh kapde se bahar nikal kar seene se chipka liya..bachcha bejar roye jaa raha tha.
Lagbhag bhagte hue yashpal bachche ko chipkaye, ghar pahuncha aur use apni tai ki gode mein dal diya jo iss samay ardhmurchhit avastha mein padi thi…
Bachche ke rudan ne unhein puri tarah hosh mein la diya…
Fir sari vidhiyan jo ek navjat shishu ke hone par hoti hain hui..
Jab bachche ke sharir ko nahlane ke liye use badi sawdhani purvak kapde se mukt kiya, wahan maujud sabhi aurten chonk gayi…
Garbhadhan ke samay, padamvati ne jo garbh-pat karne ke uddeshya se upay kiye they unke dushprabhav ke karan bachche ko garbh mein hi pandu rog (Jondish) ho gaya, natija uksa sharir jarurat se jyada kamjor aur peela pad gaya tha.
Bada pariwar, auraton ki kami nahi thi ghar mein bachche ki dekhbhal ke liye, lekin iss bimari ka kya kiya jaye..,
dikhaya vaid-hakimon ko.
Ek to vaid unke apne hi mohalle ke bhai, jo umra mein janki lal ke bade bhai ke barabar they, jyotish ke vidwan, lag gaye grah nakshrton ki gadana karne mein,
unhone dono samay ke hisab se dekha, .. pahle ka jab uska janm hua, aur baad ka jab usmen dubara pran aaye…
Janki lal…! Tumhara bachcha bahut kathin kal mein paida hua hai, agar iske janm ke samay se dekha jaye to ye 6 saal tak aisa hi aswasth rahega,
lekin agar baad ke samay ke hisab se sab kuchh hua to 6 mahine ke baad ye ekdum swasth ho jayega, tab tak tum kitne hi jatan karlo ye thik nahi ho payega.., vaise aur koi chinta ka Vishay nahi hai.
vaid ji aage bole…, aur ek khas baat hai, kuchh hi salon ke bad tum mein se kisi ko bhi iski parwah karne ki jarurat nahi padegi, ulta ye sab ke liye laabh-kari siddh hoga..
ghar mein khushiya vapas aachuki thi, sabhi khush the, bachche ka namkaran badi doom-dham se hua, panditji ne uska naam Arun rakha….
Idhara sara pariwar navjat shishu ke namkaran ki khushiyan mana raha tha udhar chacha Ramsingh apni setting leelavati ke sath apne ghar ki khushiyan share kar rahe they…
Lambe kad ki 5’6” Leelavati gori chitti ikahare badan ki malkin, badi hi sunder thi, kahi bhi ek katra maas ka extra nahi tha unke madak sharir mein sivay jahaan hona chahiye..
Uthe hue ekdum sedhe kadak 34" ke chuche, neeche ekdum sapat pet, patli 28" ki kamar, thodi si peechhe ko uthi hui 36" ki gaand ekdum thos gol-gol, halki si chal mein thirkan liye hue, kulmilakar vishuddh dehati kadak maal…
vaise to ve riste mein ramsingh ki chachi lagti thi lekin unse bhi 4 saal chhoti hi thi, par kahte hain na ki, upar-upar chachi, neeche gail khuda ki.
Ramchand kaka ka vyah unki adhed umra mein jake hua tha, aur leelavati saadi ke samay 18 ki bhi nahi thi, ab aise jode ka jo anjam hona tha wahi hua..
6-8 mahine to wo kaka ke lund se kam chalati rahi, vaise to ramchand kaka lund-dhari they 7” ka mota tagda lund tha unka, jisne kaki ki chut ki dewaren ragad ragad ke khol di thi..
Lekin jaise-2 unki chut rawaan hui, ab unko din rat lund dikhai dene laga, idhar kaka ka mamla thanda padne laga aur wo mushkil se 1 ya 2 bar hi chod pate they, kabhi-kabhi to wo pyasi hi rah jati thi.
Ramchand kaka ke khait, Ramsingh ji ki jamin se lage hue hi they, kaka ne apne khaiton par hi ek ghar bana rakha tha, jyadatar wo wahin rahte they..
Kuchh dino baad kaki ka bhi khiton par ana-jana shuru ho gaya tha..,
shayd aap mein se kuchh logon ko pata ho, purane samay mein gaon ke log dhoti pahnte they wo bhi bina underwear ke…
Agar lamba kurta na pahna ho to adha khada lund bhi idhar se udhar pendulam ki tarah jhulta dikhai deta tha..
6’3” lambe, 42" chuadi chhati, jyada gore to nahi lakin saf gehua rang ramsingh ek purn mard the,
Vaise ramsingh khaiti ke kamon mein jyada bhag nahi lete they, unka kaam sirf ghar-bahar ki jaruraton ki vyavastha karna hi hota tha, fir bhi yada-kada wo khaiton par chakkar marne aate they,
Ek aur sanyog ye tha ki unki dusari jamin jo main chak se karib 1 km door thi uska rasta bhi ramchand kaka ke khaiton wale ghar ke aage se hokar hi tha,
So aksar aate-jaate, leela kaki badi kamuk najron se ramsingh ko dekhti rahti, lekin wo apne riste ki maryada mein unhen hamesha izzat se dekhte they..
Ek din jab wo apne bade chak (jamin ka ek bada bhag) se dusari jamin ki taraf ja rahe they, aur leela kaki apne khait ghar ke darwaje par khadi thi, ramchand kaka kahin khaiton mein kam kar rahe they…
Apne nichle honth ke kinare ko danton mein dawake bade madak andaj mein leela kaki ne ramsingh ko pukara…… lalla ji jara suno to…
Ramsingh thithke, aur unki ore mudte hue puchha ji kaki…
Thoda bahut hamare paas bhi baith liya karo… tum to hamari ore dekhte tak nahi, aise bure lagte hain tumhen…??
Arey nahi kakiii.. aap to bahut achhi lagti ho, aapko kon bura kah sakta hai bhalaa… thoda sakuchate hue jabab diya ramsingh ne…
To fir hamare sath bolte-batiyate kyon nahi…?
w..wwoo… thoda kam jyada rahta hai, aur vaise bhi aap hamari chachi lagti hain, to aapse kya baat karen..? yahi bas… aur kya, …thoda asahaj hote hue jabab diya unhone…
suna hai aap har kisi ki madad karte hai, unke kaam aate hain, to hamare dukh-dard ki bhi khair khabar kar liya karo,… thoda ruaasi bhare swar mein boli leela…
apki kya pareshani hai bataiye mujhe, bas mein hua to jarur puri karne ki koshish karunga….
Ab tumhen kya batayen lallaji, tumhare kaka ko to hamari koi fikar hi nahi hai, abhi ek saal bhi nahi hui hamen iss ghar aaye hue, aur wo hamse abhi se dur-dur rahne lage hain…, ab nahi banta tha to sadi kyon ki..? baat ko lapetate hue kaha leela ne...
Ab kuchh-2 ramsingh ki samajh mein aane laga tha ki kaki kahna kya chahti hai, firbhi unhone anjan bante hue kaha….
To kaki ab ismen mein kya kar sakta hoon bhala…? Kaka ka kaam to kaka hi kar sakte hain na…
Tum chaho to apne kaka se bhi achha kaam kar sakte ho hamare liye…., aur ye kahkar leela ramsingh ki peeth se sat gayi,
 

kumarrajnish

kumaruttem
1,416
3,957
159
aur apni dono lambi-lambi bahein unke seene par lapet kar amarbel ki tarah lipat gayi…
Leela kaki se iss tarah ki harkat ki ummid nahi thi ramsingh ko…, unhone kaki ke hath pakde aur unhen apne se alag karte hue kaha…
Ye thik nahi hai kaki, aur wahan se chale gaye…..
Usi sham jab wo gaon pahunche, to wahan chaupal par baithe log apas mein baten kar rahe they, ramsingh bhi charcha mein shamil ho gaye…
Jaise hi unhein logon ke beech ho rahi charcha ka pata laga, unka muh khula ka khula rah gaya, aur sakte mein pad gaye…
Chaupal ki charcha ka Vishay tha “Ramchand ki Leela Bhag Gai” jaise hi ye baat Ramsingh ko pata lagi, fauran unke dimag mein subah wali apni aur leela kaki ki mulakat ghum gai, kaise wo usase lipat gayi aur kyon?…fir bhi unhone aur jyada jankari ke liye wahann baithe logon se puchha…
RS- akhir hua kya tha..? asal me ye naubat kyon aur kaise bani..??
A1- jyada to pata nahi chala.. lekin kuchh to hua hai, jo wo ramchand kaka se jhagda karke apne kapde-latte samet kar chali gayi..
A2- aur wo kaka ko dhamka bhi gayi hai, ki agar tum ya koi aur tmhare ghar se mujhe lene aaya aur jabardasti ki, to mein uska gala kaat dungi ya khud mar jaaungi…
Kaka aur unke gharwale dare hue hain… kisi ki himmat bhi nahi hui use rokne ki, aur wo akeli hi chali gayi..
Ramsingh ko puri baat samajh mein aagayi ki leelavati kyon ghar chhod ke chali gayi hai, fir wo thodi der idhar-udhar ki baaten karke apne ghar aaye aur khana wana kha peeke ramchand kaka ke paas pahunche…
Ram ram kaka….. ram ram beta Ram singh..., aao-aao kaise ho, aur iss waqt kaise aana hua… ?
RS- Kya kaka, hamein aap apna hiteshi nahi samjhte kya..?
Kaka- Kyon aisa kyon bol rahe ho …?
RS- gaon mein charcha hai ki, kakiii…matalavv....naraj hokeee…. Chali gai hain apne maa ke ghar… thodi hichkichate hue puchha…
Kaka – haan yaar… pata nahi kya hua usko ek sath, mein khait mein kaam kar raha tha, dopahar mein aayi mere paas aur jhagada karne lagi, ki tumhen sirf kam-kam aur sirf kam hi dikhta hai, ghar mein nai bibi hai uski koi fikar nahi hai…
Meine use bahut samjhane ki koshish ki aur puchha ki baat kya hai, lekin usne meri ek na suni aur bhanbhanate hue wahaan se chali aai,
pechhe-2 mein bhi aaya aur usko samjhane laga, lekin wo to jidd pakad ke baith gai ki ab mujhe tumhare sath nahi rahna hai, mein apne ghar ja rahi hon.. aur khabardar agar mujhe lene aaye ya kisi aur ko bheja to mein ya to uska katl kar dungi ya khud mar jaaungi.
Mere to hath-pair fool gaye aur dark ke maare mene use rokne ki koshish bhi nahi kar paya fir, …thoda ruk kar hatasha bhari awaj mein bole…
Ab kya hoga beta…? hamari to kuchh samajh mein nahi aaraha… chhote bhai ki bhi sadi nahi ho pa rahi, aur agar ye bhi nahi aai to hamara to vansh hi doob jayega….
RS- aap chinta mat karo kaka… mein kuchh hal nikalta hoon…
Kaka – kya kar sakoge ab tum…? agar tumhare paas koi rasta hai, aisa ho gaya to jivan bhar hum tumhare ehshanmand rahenge.. ram singh…, lekin ye hoga kaise..?
Uski aap chinta mat karo.., Janki bhaiya ki sasural pados mein hi hai, aur wahan ke kuchh log jinka aas-paas achha prbhav hai, wo mujhe jaante hain, aur bahut maante bhi hai, unki baat koi nahi taal sakta…
Lekin isse to baat fail jaayegi, aur hamari kitni badnaami hogi, ye to socho…
Arey kaka… uski aap chinta mat karo, mein baat ko seedhe-2 nahi karunga, aap befikar raho aur bharosa rakho… sab theek ho jayega…
Dusare din subah-2 ram singh chal diye kaka ki sasural, aur 2-3 ghante ki paidal yatra ke baad karib 10 baje wo unki sasural mein they..
Udhar kaka ki sasural mein, leelavati ghar pahunchi, to unke maa-baap bhai, soch mein pad gaye, ki ye kaise akeli aa gayi wo bhi saare kapde-latte samet kar aur sawalon ki bauchhar kar di…
Baki sab ko to unhone jyada kuchh nahi bataya, lekin akele mein apni maa ko sari baat batada di ki wo wahan kyon khush nahi hai, aur ab wo nahi jayegi wahaan par…, aur agar tum bhi nahi rakhoge to mein yahaan se bhi kahin aur chali jaungi..,
maa ko laga, ki agar jyada kuchh isko kaha to baat aur bigad sakti hai isliye wo chup ho gayi thi…
Ram singh jab leela ke ghar pahunche to uss samay ghar par unki maa aur wohi thi, baki log khaiton mein kaam kar rahe they…,
Jaise hi leela ki najar ram singh par padi, man hi man wo bahut khush hui, lekin prakat rup se wo bhadak kar gussa dikhate hue boli…..,
kyon aaye ho yahan? usi buddhe ne bheja hoga tumhen? hai na? saale ki gaand mein dum nahi tha to vyah kyon kiya? nahi jaungi ab vaha ...
 
Top