Mein mast maula, mehnat karte karte, itna bada hua, lekin sex mein ABCD bhi nahi pata tha, mahual hi nahi tha mera, pariwar mein sab bahut bade-2 they.
Yaron doston mein bhi sabhi lafander they, mar-peet mein mahir lekin sex se koson dur rahte they,
Erected lund kaisa hota hai jyada pata nahi tha, to aurat ke sharir ke bare mein to bahut jyada pata hi kya hoga.
Sabse bada karan tha ghar ke sanskar, geeta Bhagwat padhne wala mahual tha, to sex bhi sadi-sudaon tak hi seemit tha,
Hota hoga, karte honge log lekin chunki apna koi interest nahi tha, to jyada kyon khopda lagaye.
Kabhi-kabhi subah underwear kadak sa lagta tha, jaise ki chasni lagke sukh gayi ho, doston se puchha bhi tab pata laga ki ye swabhawik hai,
Isko night fall kahte hain, sharir mein jab veerya ki matra jyda ho jati hai, to sapne mein kuchh dikhai deta hai, to nikal bhi jata hai, ismen chinta ki koi baat nahi hai,
Mene kaha, lekin mujhe to koi sapna nahi aaya fir.. dost- tujhe yaad nahi hoga, aata hai, mujhe to hafte mein kai baar ho jata hai.
Vaise tu chahe to kisi ladki ya aurat ko patale aur usko chod de to fir nahi hoga.
Me kaha nahi yaar is chakkar mein nahi padna, jab jyada jarurt hogi tab dekha jayega, vaise bhi in kaamon ke liye samay chahiye, jo apne paas nahi hai.
To fir exam ki taiyari shuru ho gayi, 1 mahina hi bacha tha, pitaji ne bhi ek majdur aur rakhliya aur mujhe sirf padhai par dhyan dene ko kaha,
Mein bhi mann lagake padhi me jut gaya, kyonki bina ache marks liye, kahin engg digree ya diploma mein admission sambhav nahi tha to seriously lag gaya.
Exam se 4 din pehle mere chacha di great, mujhe leke tehseel town pahunche aur apne pehchan se ek maa ke mandir me side ka kamra khali tha wo mujhe de diya rahne ko.
Kamra kya, pura hall jaisa, aage boundry wall se ghira hua kafi bada aangan jaisa.
Exam se ek din pehle mein wahan pahunch gaya, bistar-ineeche jamin par hi laga liya, ab ek mahine ki hi baat thi, usmein se bhi beech-2 me lambi chhuttiyan thi to ghar chale jana tha, to kya palng-walang ka jugad karte.
Vaise mandir ke pujari ji ne to bola bhi ki, charpai chahiye to hai hamare paas le-lena, me kaha koi jarurat nahi hai, apne ko to padhna hi hai na.
Exam shuru hua, pehla hi paper sala math ka, jisme gaand fati padi thi, to darr tha ki pata nahi kaisa hoga.
Maa ki kripa se easy paper aaya aur meri expectation se achha gaya.
Rinki ko mein aane se pehle address bata ke aya tha, mein jaise hi paper deke vapas aaya mujhe mandir me rinki mil gayi,
Wow! Double khushi… paper bhi achha, aur apni jaan bhi apne pass.
Mandir me dopahar ke samay jyada bheed nahi thi, pujari ji maa ka bhog vagairah laga ke apne aaram karne mandir ke peechhe bane hue kamre me chale gaye.
Hum dono darshan karke apne room par aagaye, mene use apni bahon me kas liya aur pucha..
Kaise kya chal raha hai, yahan ka kya hisab kitab hai, tumhare pitaji ka.
Rinki – pitaji vaise to yahan rahte nahi hai, lekin kabhi-kabhar rukte hain to company ne hi quarter de rakha hai, usi mein rukte hain.
Mene kaha ki chhuttiyan hain to kuchh din mein hawa paani badle ke liya aapke pas aajauon, to wo taiyar ho gaye, ki theek hai, 10-15 din rahlo.
Din mein wo subah 8 baje se raat 8 baje tak factory me hi rahte hain. (rinki ke pita ek glass factory mein manager hain).
Rinki mere liye khana bhi leke aayi thi, me kaha, ye to mast ho gaya yaar, yane pura din apna…
Mene rinki ka laya hua khana khaya, aur fir hum neeche lage hue bistar par ek dusare ka hath pakde hue, ek dusare ki ankhon me dekhte hue baaten karne lage….