• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Incest Mera Pariwar or Mera Pyar

How should Avinash take the revenge

  • Physical assault

    Votes: 52 59.1%
  • Mentally disturb

    Votes: 27 30.7%
  • Abuse in front of society

    Votes: 16 18.2%
  • Or anything different

    Votes: 21 23.9%

  • Total voters
    88

Bilal jan

My Attitude your problem 🖕 Your attitude my foot
15,896
39,789
258
Update-7



Rishi : b..bhai …..ab shayad me or na hi pau…. agar tumhe kabhi mauka mile to meri maa ko mil aana…. bahut yaad karti ho…..

Bas ye akhri shabd the Rishi ke…



"Rishiiiii….." mai cheekhte hue uth gaya tha…..


Ab aage….

Sahi kehte hai log ki aksar apno se jyada rishte gair nibha jate hai….mai bachpan se ab tak bahut si mushkile…. bahut se dard jhel chuka tha…

Par….par ek aisi ghatna jo jab bhi yaad aati thi…dil me ek tees si uthne lagti thi…..

Rishi , mai or karan un dino kuch hi samay me bahut pass aa chuke the….hum bhaiyon ki tarah rehne lage…..par….

Kismat badi hi bewafaa hoti hai….jab apni ne saath chod diya tha….duniya bojh ki nazar se dekhne lagi thi or mai shayad jab sabse jyada lachar tha….tab ye hi do the jinhone mujhe thama tha ….

Lekin fir achanak sab badal gaya….

Rishi ke jaane ke baad jab waha bheed ikatha hui….to waha mandir me jo sant aye the un tak bhi ye baat pahuch gayi thi….vo apna sabhi kaam chod kar bahar aye or hamare saath khade hue….

Unhe sab baba hi kehte the…
Us waqt unhone Rishi ke liye ek baap ka farj nibha kar ek sandesh diya ki duniya me sab apne hi hai…
…………………………………………………………………………

Raat ko us bhayankar manzar ko apne sapne me dekhne ke baad mai ek baar fir wahi ghat par let kar sone ka prayas karne laga….
Mujhe pata tha ki jo sukun mujhe yaha milta hai vo shayad ashram ki us chat diwari me bhi nahi milta…..

Subah kisi ke uthane par me utha…or uthane wale ka chehra dekhkar meri aankhon me paani or hothon par muskan apne aap hi aa gayi…..

"Baba…."maine uthte hue us shaqs ko dekhkar kaha

"Ha avi…mujhe jaise hi pata chala ki tum ashram aye ho to me tumse milne tumhare kamre tak aaya tha….par raat ko jab tum laute hi nahi to mai bhi yahi chala aaya bhor me…."baba ne kaha

Mai aage badh kar baba ke gale lag gaya aakhir mere liye apne pita se bhi badhkar the ye….

Ham ashram laute aur mai naha dho kar baba ke sath nashta karna chal diya….
Kuch hi der me baba or mai ek dusre ke saamne baithe naashta kar rahe the…

"Kya hua hai….tum bujhe bujhe se pratit ho rahe ho…." Baba meri hi or dekh rahe the nashta karte hue..

"Hmm..nahi baba sab theek hai….bas waha dill ghabrane laga tha….to yaha chala aaya…" mai bhi ab sambhal chuka tha….

"Mujhe pata hai….tum apni pareshani mujhe nahi bataoge…mujhe bas tumhari chinta hoti hai….apna khayal rakhna…"baba thode chintit ho gaye the mujhe yu paresha dekhkar….

" Mai bas itne dino baad apne shahar gaya tha….to purani yadein gher rahi thi mujhe.." mujhe laga abhi yahi kehna theek hai …

" Beta tum mere sabse kareeb rahe ho…maine tumhe zindagi ke sabhi path padhaye hai…bas unhi ka anusaran karo tumhari saari pareshaniya door hoti jaengi….or rahi baat yaadon ki to bas abhi ke liye itna samjh lo ki yaadein insan ke paida hote hi banna shuru ho jaani hai…or maran ke pashchat hi hum isse nijat paa sakte hai…"baba ne mujhe samjhate hue kaha….or uth kar chale gaye….abhi unki sadhna ka samay ho chala tha….

Bas isi tarah Mera ye din nikal gaya….maine yaha aate hue karan ko sab bata diya tha….use dukh hua…. par ab kya kar sakta hai vo bechara….

Maine yaha pahuchte hi apna no. band kar diya tha….
Or mai yahi aashram ke kaam or subah or shaam ghat par baith kar bitane laga…..
Ab mere man me phir se sthirta aane lagi thi….isi beech ab baba ke kahe anusar maine bhi dhyan lagana shuru kar diya tha…..

Such pucho to mai yaha aakar duniya ko bhul hi chuka tha….ab acha lag raha tha mujhe…
Or isi tarah din beetne lage…

…………………………………………………………………………

Wahi dusri or jab mai waha se nikla chuka tha….tab mera message dekh kar Suman ghabra gayi thi….ki achanak se Avinash ko kya ho gaya hai….

Jab raat ko sabhi khane par aye… to siya ne dekha ki uski maa ka dhyan kahi aur hai….

" Maa…." Siya ne ye kehte hue apni maa ke kande par jaise hi hath rakha waise hi Suman ka dhyan toota….

" H..haa…kya hua…. chalo jaldi se khane ke liye baitho…ami bas abhi ayi…" Suman apni baat keh kar kitchen me chali gayi or khana lagane lagi….

Kuch der baad sabhi khana kha rahe the tabhi …
" Maa bhaiya ko khana bhijwa diya kya…. agar nahi bhijwaya hai to me chali jaati hu…isi bahane chat par ghum aaungi thoda…."Nikita ne apni maa se khana khate hue kaha…

Achaanak is baat se siya ko kuch aya to usne bich me kaha.."nahi choti tu aise hi ghoom aa mai le jaati hu khana…mujhe college ka kuch kaam bhi hai…"

" Ye kya laga rakha hai tumne mai jaungi..mai jaungi….chup karke khaana Khao or apna apna kaam karo" achanak se Suman irritate ho kar bol padti hai….

" Par maa vo bhaiya…"Nikita bi abhi itna kaha hi tha ki Suman beech me hi bol padi…

" Chala gaya vo yaha se…pata nahi ek to kuch bataya bhi nahi or ab…..chalo chodo" Suman ke itna kehne se Nikita or siya samajh chuki thi…ki unki maa ka mood kharab hai….

Fir sab khana kha kar apne kamre me chale gaye….wahi Suman ka jee nahi lag raha tha…itne din Avinash ke sath use jo apnapan lagne laga tha uske kaaran…..ab Avinash ki kami use khal Rahi thi….rasoi me khane ke baad bartan sahi se rakhte hue ab vo khud se baate kar rahi thi….

"Kahi Avinash meri wajah se….nahi nahi vaise bhi itne din se to vo normal hi lag raha tha….. lekin kahi vo mera intezar kar raha ho….or mere jawab na dene ke kaaran…..chii mai bhi pata nahi kya kya sochne lagi hu…."

" Maa…." Achanak siya rasoi me aati hui apni maa ko aawaz deti hai…

" Ha bol siya …tu sone nahi gayi abhi tak…"Suman apna kaam karte hue siya se puchti hai…

" Mai to bas ye puch rahi thi ki Avinash kab tak aane ka keh ke gaya hai…"siya apni maa ke bagal me khadi ho kar apni maa se puchti hai..

"Naam mat le ab uska…na jaane khudko kya samajhta hai…. achanak se koi is tarah jaata hai bhala…hmm…bata mujhe…par nahi use kya farak padta hai…."bas isi ki deri thi yaha…jaise hi siya ne pucha vaise hi Suman ka gussa bahar aane laga…jo jaane anjaane vo khud ke man me shaam se dabaye baithi thi….

" Us nalayak ne jara bhi nahi socha mer…matlab hamare baare me…. araam se bata sakta tha na kyu jaa raha hai…lekin na kuch kehna na kuch sunna …bas ek message.. or furr…shaam ko message aaya tha sahab jaade ka…."

Suman ke itna kehte hi siya ki haalat kharab hone lagi…use abhas hone laga ki uske jaane ke piche kya karan ho sakta hai….
" Par maa shaam ko hum sath the chat par…use dekh kar laga nahi tha ki use kahi jaana hoga…"siya itna keh kar paani pine chali gayi bahar….

Lekin….lekin Suman ke hath jinme kuch saman thame hui thi vo achanak se girte girte bacha….vo jhat se bahar bhagi…or jaha siya baith kar paani pi rahi thi vo bhi uske bagal me baith gayi….

" Kya hua tha shaam ko….tum dono ke bich kuch hua tha kya…." Suman ne achanak se sawal siya se kar diya….asal me Suman ye soch soch kar dar rahi thi ki sab usi ki wajah se hua hai….vo samjha bhi sakti thi Avinash ko…. lekin lekin ab halaat uske haq se bahar hote nazar aane lage the use….

"Aakhuuu…aakhir…"siyako achanak se khasi aane lagi..

"Are aram se beta…."Suman itna kehkar siya ki peeth par apne haath se sehlane lagi….

Asal me Suman ke sawal se siya dar gayi thi aur pani pine ke samay pani naak me chala gaya to use khasi aane lagi…siya ko bahut dar lagne laga tha ki kahi maa ko sab pata to nahi chal gaya….or siya ab man hi man apni bewakoofi bhari baat par pachtaane lagi….

" Nahi maa vo to normal lag raha tha…bas isliye mai aap se puchne aayi thi….waise message kya kiya hai usne…." Siya ke itna kehte hi Suman fir se khud ko apradhi samajhne lagi thi …

" Beta tu hi dehle mere phone me hai …chal mujhe kaam karna hai mai jaati hu…." Itna keh kar Suman waha se firse rasoi me jaa kar apna kaam karne lagi ..

Or fir jhat se siya ne phone utha liya or message khol kar padhna shuru kiya…"aunty me kuch dino ke liye bahar jaa raha hu….vaise shayad ab me waha nahi aa paunga…me ab apne dost ke sath rehne wala hu….
yaha bada akelapan sa lagne laga hai indino to soch raha tha ki dost ke pass jane se shayad problem solve ho jaye….mera saman rehne dena vo kuch dino me kisi se mangwa lunga waha se…. Thank you aunty mujhe itna pyar dene ke liye…."
Bas itna hi likha tha waha par….

Par itna padhte hue kab siya ki aankho se asruo ki dhara behne lagi ye use bhi pata na chala…

Apne aansuon ko apne gaalo par mehsoos hote hi vo jhat se apne room me chali gayi apna mobile wahi rakh kar….

Ye raat in teen logo ke liye bahut hi lambi ho gayi thi…waha Avinash jo apne bhut or vartman me uski zindagi me hui uthal puthal se khud ko sambhalne ke liye ashram pahunch chuka tha…
Or yaha Suman ke man bhi na jaane reh reh kar kaise kaise khayal aane lage the….
Vo ab khud se hi puchne lagi thi ki aakhir use hua kya hai…
Vo apna kaam jaise taise nipta kar nahane chali gayi thi…kyunki ab uska man asant ho raha tha….use is samay bas ek jawab ka intezar tha ki kya iski wajah uski chuppi thi ya kuch or….

Siya apne room me jaakar apna kamra band karke apna bistar pakad kar let gayi….abhi tak uski aankho ke kinaro se pani ki bunde ris kar uske surkh gaalo se hote hue uske bistar par gire jaa rahi thi ….

Lekin usne in par abhi dhyan dena behtar nahi samjha…. kyuki use sab pata chal chuka tha ki karan wahi hai jo bewakoofi usne chat par ki thi….

Aakhir achanak se Avinash ka tu sidhe kehne se vo ek baar ko chowk gayi thi….fir is baat ko bhi Avinash ke unhi ek mazak me jo ki vo aksar karta tha shamil kar diya tha….

Par ab to jo hona tha vo ho chuka tha….ab shayad vo chala na jaye is dar se siya ki jaan nikali jaa rahi thi….
Siya to bas use pareshan karna chahti thi lekin uska mazak us paar hi itna bhari pad jayega iski umeed na thi siya ko….

" Akhir kya samajhte ho khud ko….bas ek mazak hi to tha na…lekin tum kaha samjhoge…bas galat soch liya mujhe aur nikal gaye….
tumhe meri aankhon me meri muhabbat nazar hi nahi ayi kya….meri bhi galti hai….kitna haseen mausam tha us samay…bechare be kaise mushkil se kaha tha….or me pagal has rahi thi…. please avi….bas ek baar….ek baar mujhse mil lo wada hai mera ki tumhari saari shikayat dur ho jayegi….."
Itna kehte hue apna muh takiye me daba kar siya chup chap rone lagi….akhir kar bhi kya sakti thi……

Abhi raat ke 12 baj rahe the….siya rote hue so gayi thi or apni Nikita ko in sab halat ka kuch pata hi nahi tha…
Wahi Suman karwat badal badal kar pareshan ho gayi thi….to akhir kar usne chat par jaane ka tay kiya…..ek baar sabhi ka room dekhkar Suman chup chap chat ki or chali gayi….

Chat par jaate hue use achanak Avinash ke room me jaane ka vichar aaya….yu bina kisi ki agya ke uski gair upasthiti me kisi ke room me jana galat tha….par ab Suman ko kuch nahi sujha to vo badh chali udhar….. lekin yaha to tala tha….
Uska chehra ye dekh kar utar gaya tha….par jald hi use yaad aya ki is taale ki ek or chabi hai….isne wahi rakhe gamle ke niche dungha to use vo waha mil gayi…..

Suman ne andar ja kar andar se darwaza laga liya…or bedroom ki or chaldi…. bedroom me pahunchte hi use vo din yaad aa gaya….jab vo sab hua tha……

Or na chahte hue bhi Suman ki aakhe apne aap hi band ho gayi… or use waha wahi sugandh aane lagi jo us din Avinash ke jism se pure room me fail rahi thi…..
Dheere dheere Suman ki saase tej ho gayi use lag raha tha ki uski makhmali gardan par abhi bhi Avinash apne hoth tikaye apni saas chod raha hai….

Thodi hi der me bahar kuch awaz ayi to Suman apne khayalo se bahar aa gayi….or Avinash ki almari ki or kadam badha diye….vo is pal shayad Avinash ki kami ko door karne ki koshish kar rahi thi….

Us din jo hua us haadse ki wajah se Suman ka sharir ek baar fir pyar mangne laga tha…..akhir unke shareer ki bhi kya galti…

ab usne itne saalo baad ye mehsoos kiya tha to khud kar kaabi rakhna mushkil ho raha tha use….
lekin jab aaj achanak se Avinash chala gaya to use samajh aa chuka tha ki ab shayad Suman ko bhi pehal karni hi padegi… warna vo aise hi tadapte hue hi mar jayegi….

Suman Avinash ki almari me rakhe uske kapdo ko chukar dekh rahi thi….ab use thodi rahat mehsoos ho rahi thi…..

Lekin achanak….Suman ko kuch dikha….
Suman ne dekha us almari me kuch kagaz rakhe the….jinpar Suman ka naam likha hua tha….aage padhne par use pata chal gaya ki ye uske hi ghar ke kagaz hai…..






Ab aage kya hoga ye agle update me dekhne milega…

Aapke Bahut se sawalo ke jawab ab dheere dheere aate rahenge to dhyan se padhiyega
.
.
.
.
.
.
.
.
.


(Update kaisa laga ye zaroor batayega…or like or comment karna na bhule 🙏🙏)
Zabardast fantastic update
 

Pta nhi

♥️🖤❤️🖤
5,287
8,133
188
Nice
 
Top