• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Incest Mera Pariwar or Mera Pyar

How should Avinash take the revenge

  • Physical assault

    Votes: 52 59.8%
  • Mentally disturb

    Votes: 27 31.0%
  • Abuse in front of society

    Votes: 16 18.4%
  • Or anything different

    Votes: 20 23.0%

  • Total voters
    87

ABHISHEK TRIPATHI

Well-Known Member
6,404
28,424
218
Update-14

Mujhe jaise hi darwaza khat khatane ki awaz ayi me samajh gaya tha ki pakka suman hi ayi hogi…

Maine darwaza khola….or suman ka hath pakad kar andar kheech liya…aur darwaza band karke usko andar ki aur lekar chal diya….

Abb aage…..

Suman is waqt wahi saree pehni hui thi narangi rang ki…. blouse bhi ek dum normal tha….na jyada deep tha or na hi jyada tight….. blouse ki banawat uske sudol vaksho ke ubhar ko ache se darsha rahi thi….

Suman jab mere room me ayi to maine bina kuch kahe use apni baahon me bhar liya….or uske tapte hue hothon ko apne hothon me bhar liya…..

Meri is harkat ko itne achanak se karne par suman kuch samajh hi na payi thi…..vo bechari to mujhe samjhane ayi thi….ki mai sab ke saamne sambhal kar bartav kiya karu…..kyuki agar siya ko ya nikita ko pata lag jayega to kya hoga iska anuman lagana abhi filhal to sambhav nahi tha….

Ye shayad ab tak ka pehli baar tha…jab maine saamne se suman ke sath aisa kuch kiya tha….uske hothon ka ehsaas ek dum un gulab ki pankhudiyo ke samaan tha…..uske hothon ka vo naram or garam ehsaas mujhe uske hothon ko or kaskar chumne ko majboor kar raha tha…

Ab dheere dheere suman bhi khul kar saath dene lagi thi…kiss karte hue suman ka apne haatho se mere baalo ko sehlana is baat ki gawahi de raha tha ki ab use bhi ye acha lagne laga tha…

Mera ek hath jo suman ke sar ko sehla raha tha vo dheere dheere uski peeth tab pahunch chuka tha….uski mulayam peeth par haath pahuchte hi mujhe bahut acha lagne laga tha….

Wahi mera dusra hath is samay uski kamar me lagatar ek hi lay me lagatar reng raha tha….ek or uski peeth or dusri or uski doodh si mulayam kamar ke ehsaas ne mujhe pagal kar diya tha….

Hum dono pata nahi kitni hi der tak ek doosre me doobe rahe hame kuch hosh hi nahi tha…hum kab or kise mere room tak pahuche hame kuch pata hi nahi chala….

Hum dono ki hi aankhein band thi…or fir itne pyar bhare ehsaas ne hum dono is lamhe sabhi cheezon se pare kar diya tha….

Kuch der baad maine suman se alag ho kar uski aankho me dekha….usme mujhe bas apne liye bahut sara pyar or is lamhe ki wajah se aayi thodi si sharam dikhayi de rahi thi…..is se pehle ki vo kuch kehti me use kheech kar apne bed par le gaya…

Usko fir se apne se laga kar me bed ke sahare apni peeth laga kar baith gaya….uski aankhein ek baar phir maze mein band ho gayi thi….uski saase bahut thi dheemi ho chuki thi…

Suman : avinash….

Mai : hmm…bolo…

Suman : kya hum jo kar rahe hai vo theek to hai na….iska asar tumhare or siya ke rishte par pada to mujhe acha nahi lagega…

Mai suman ki manodasha achi tarah se samajh raha tha…. akhir thi to ye bhi maa hi na…or apni hi beti ki zindagi kharab karke konsi maa apni khushiya batorne ka sochegi…

Mai : tum chinta mat karo…mai sab sambhal lunga…tum bas abhi meri baahon me isi tarah se aaram se raho…. tumhare is tarah se mere paas hone par mujhe kitna acha lag raha hai ye batana bahut mushkil hai….

Suman : mera bhi yahi haal hai….socha tha kuch pal me laut jaungi…par ab yahi rehne jo jee chahta hai….

Suman ab kuch had tak sambhal chuki thi….or uske man me phir se un documents ko lekar sawal uthne shuru ho chuke the jo kuch pal ke liye shayad suman ke zahan se nikal gaye the….

Suman ne tay kar liya ki aaj wo apne man mein uth rahe sare sawalo ke jawab mujhse lekar hi jayegi….suman ne apne chehre ko mujhse alag kiya or meri aankhon me dekhne lagi….

Suman : mere sawalo ke jawab abhi tak mujhe nahi mile hai….

Mai : (uski aankho me dekhte hue) konse sawal…

Suman : un documents ke baare me tumne abhi tak mujhe kuch bataya nahi hai…..kya ab tum ye batane ki zehmat karoge ki ye sab kya hai….

Mai : kya abhi bhi tum ye puchna chahti ho ki maine ye kyu kiya hai….

Itna keh kar maine apne haatho me uske mulayam gaalo ko bhar liya….

Suman : acha jee…mujhe to nahi pata….aur ab please tu baate na ghumao or sach sach batao ye kyu or kaise kiya….

Is sawal ka jawab dena kuch pal pehle bahut mushkil tha…. lekin jab se mene suman ke sochna shuru kiya tha tab se maine ye faisla bhi kar liya tha ki ab suman ko me or andhere me nahi rakh sakta….or aakhir ab hume ek doosre se jhoot bol kar kuch fayda bhi nahi tha….maine bas isliye apne man ko drid kiya or apne atit ki yaadon ko batata chala gaya….

In ateet ki yaadon me woh sabhi baatein thi jo abhi tak maine kisi ko nahi batayi thi….or jaise jaise me batate jaa raha tha vaise vaise me un yaadon mein khota bhi chala ja raha tha….

Or jab rishi ka zikr hua…tab itni der se khamosh baithi suman ki aankhon mein ek chamak si gayi…or itni der se baithi hui suman ke muh se achanak se awaz aayi or mera dhyan tuta…yaha mai pata nahi kab se khoye hue bolte hi jaa raha tha….

Suman : t t tum…tum rishi se mile the….kaha hai vo…kaha hai mera beta please batao na…

Suman itne saalo baad apne bete ka naam sunkar apne jazbaato par kaabo nahi rakh paa rahi thi…. uske andar uske bete se itne saalo baad milne ki khwahish ek baar fir janam le rahi thi….

Mujhe pata tha ki ye to bas shuruaat hai…abhi to puri sachai batai hi kaha thi….or ab na jaane suman ka kya reaction hone wala tha apne bete ke baare me jaankar….

Mai : please apne aap ko sambhaliye…. abhi bahut kuch or bhi hai jo mujhe aapko batana hai….bas kuch der aur…. please…

Suman ne sirf haa me sar hilaya…. maine dheere dheere or aage batana shuru kiya ki kaise hum mile or hamari dosti ke kisse…..or fir us haadse ki baari aayi jo hua to aajse bahut saal pehle tha par uski chot ek maa ke dil par aaj lagne wali thi….

Maine use sab kuch bata diya rishi ko goli lagne se lekar hamare yaha aane tak ke baare me….par mera dhyan ab suman ki aur gaya vo ek dum shaant si lag rahi thi….na uski aankho me koi harkat ho rahi thi or na hi sharir ke kisi aur hisse mein…. mujhe pata to tha ki kuch to hona hi tha par ab suman ki kharab ho rahi haalat ko dekhkar mujhe dar bhi lagne laga tha….

Mai : suman….. suman jawab jo mujhe…. please kuch to kaho na….

Mai suman ke kandho ko pakad kar hilane laga….. mere bulaane par suman ne meri aakhon me ek dafa dekha or meri baahon me jhul gayi….

Maine turant suman ko ache se letaya or paas me pade pani ke glass se pani apne haath me lekar suman ke chehre chidakne laga….kuch der me suman ko hosh aaya or hosh me aate hi use sab yaad aane laga or suman ki aankhon se jal dhara behne lagi….

Is waqt suman ke dil par kya guzar rahi thi ye to sirf vo hi jaanti thi…ek maa ke liye ye pal bahut hi kathin ho chala tha….suman rote hue na jaane kya kya badbadye jaa rahi thi….jo uski ruwasi awaz me saaf sun paana lagbhag namumkin sa tha….par un sabhi baato me baar baar "mera beta" or "rishi" in do shabdo ko me ache se sun paa raha tha…

Suman ke rona shuru karte hi maine use fhir se gale laga liya tha…kyuki mujhe is pal ka ehsaas bachpan me bahut baar hua hai….or is nazuk pal me kisi ka tu saath hona kitni himmat deta hai ye mujhe ache se pata tha…

Suman ki halat itni jyada kharab ho chuki thi ki vo rote rote kab so gayi use khud pata na chala….

Abhi dopahar hi ho rahi thi…to mai bhi suman ka sar sehlate hue bas jald se jald is ghadi ke guzar jaane ki prarthana karne laga tha….or bas aaj suman ki aankhon me aansu ki har ek boond ki kasam bhi kha li thi…ki in aansuon ka badla ab or ache tarike se liya jayega….

Ab kisi ko bhi baksha nahi jayega….or saza dene ka haq yaha suman ko bhi tha…. isliye samay aane par usko bhi mauka jaroor dena tha…apne aansuon ka hisab mangne ka…or apne bete ki maut ki saza dene ka….

Kuch der sone ke baad jab meri aankh khuli to maine dekha ki abhi bhi suman meri baahon me chipak kar hi so rahi thi….uski haalat itni jaldi shayad smbhalne wali nahi thi…par ye ab meri jimmedari ban gayi thi ki inka khayal me rakhu….

Maine suman ko apne se thoda sa door kiya or usk e paas takiye (pillow) ko rakh kar fresh hone chala gaya….

Fresh ho kar maine chay banai or room me lakar bed ke kinare rakhi table par rakh di…
Or suman ke sar pe pyar se sehlate hue use uthane laga….

Mai : suman…..suman ab uth bhi jao…

Suman ne dheere dheere apni aankhe khol kar halki neend bhari aankhon se mujhe dekha…uski aankhein filhal aas paas dekh kar ye samajhne ki koshish kar rahi thi ki vo is waqt kaha or kis halat mein hai….

Dheere dheere shayad use sab yaad aa gaya tha ki abhi kuch samay pehle hamare beech kya baatein hui thi….or fir kis tarah se vo ek bache ki tarah mujhse chipak kar meri baahon mein ek gahri neend so gayi thi….

Maine dekha suman kuch jawab nahi de rahi thi…..bas uth kar baith chuki thi….

Mai : neend puri hui tumhari…

Maine hi baat shuru karte hue suman ki aur chay ka cup badha diya…aur chay ki chuskiya lete hue hum baatein karne lage…

Suman : tumne mujhe uthaya kyu nahi….kitni der hui mujhe yaha aye hue…na jaane siya or nikita kya soch rahi hongi…dopahar se gayab hi hu mai…

Mai : are are…. mother india shant ho jao yrr….abhi jyada waqt nahi hua hai….or kya ye tumhara ghar nahi hai kya…tumhara jab dil kare tum yaha so sakti ho…..

Suman : lekin ye sahi nahi hai na…pata nahi dono kya soch rahi hongi….

Mai : are chinta mat karo….maine siya se keh diya tha ki mujhe madad chahiye thi aap ki isliye aap aaj mere saath busy rahogi….bas phir siya ne kaha ki hum aram se apna kaam khatam kar le ghar ka kaam vo aram se sambhal legi…

Ab hum dono ne apni apni chai khatam kar li thi…or mai phir se suman ke bagal me jakar baitha gaya tha….mere baithte hi suman ne ek haath meri chati par rakh kar apna sar mere kandho par tika liya…

Suman : tumne abhi tak bataya nahi ki ye documents tum tak kaise pahuche….or tumhe hamare baare me kaise pata chala…..

Maine suman ke chehre ko pyar se sahlate hue jawab diya….

Mai : mujhe bas itna hi pata tha ki aap log bhi isi sheher mein rehte ho….rishi ne aap sab ke baare me thoda thoda bataya tha….par jab mene yaha aakar aap ko dhundhne ki koshish ki to ye aasan nahi tha…naseeb se mene bhi siya ke hi college me admission liya tha…to uski information ke jariye me yaha tak pahunch gaya…

Suman : matlab tum yaha sirf siya ke liye aye ho…

Mai : are yrr aap ko to pata hi hai na fir bhi mazak kar rahi ho…ha mai aya uske piche tha…lekin jab aap sab ke baare me pata chala to me yahi rehne aa gaya…or phir jab us broker ne siya se baat ki thi tab mujhe pata chal gaya tha ki kya gadbad hai…to bas maine uska hisab karke ghar phir se aapke naam karwa diya…

Itna sunte hi suman ki aankhe chaudi ho gayi…

Suman : lekin kaise…mera matlab hai ki itna bada karz kaise chukaya tumne…itna paisa kaha se aya tumhare pass…

Mai : are yrr aap bahut jaldi tension lene lagti ho…acha aapko pata hai mera ghar bhi yahi hai….

Itna sunte hi suman fhirse confuse ho kar meri aur dekhne lagi…

Suman : to tum tumhare ghar kyu nahi gaye…kya tum unse nahi miloge kya…

Mai : aapne puri kahani to sun hi li hai….lekin abhi bhi kuch baat hai jo batana hai….to suniye…. bachpan me hi baba ne hame duniya dari samjhna sika diya tha….kyunki akela is duniya me rehna bahut hi mushkil hota hai…kisi ko humse matlab nahi hota tha….hum dono hi mai or karan apne roj ke kaam ke sath sath baba se ijazat le kar bahar kaam kiya karte the….bas isi tarah hum ne apne chote se business ki neev bahut pehle hi rakh di thi…. dheere dheere business badhne laga or baba ne bhi saath diya…
Aaj humari khud ki ek company hai jise humne bahut hi kadi mehnat or baba ke sahyog se khada kiya hai….to apke ghar ke liye paisa dena koi badi baat nahi thi….aur mere yaha aane ka karan aap sabka pyar pana tha…jo mujhe mil chuka hai…

Itna kehte hue maine suman ke hotho ko halke se choom liya…suman bhi bahut hi aaram se meri baahon mein bandhi hui thi….

Jab suman uthi tab mujhe laga tha ki apne iklaute bete ko khone ka gam pata nahi ek maa kaise seh payegi….par suman ne itne saalo ne itni takleefe sahi thi ki vo is waqt apne dukh ko zaheer nahi kar rahi thi….or waise bhi itne saalo me na jaane kya kya halat rahe honge….ek akeli kam umra maa ko is jamane me akele kya kya takleefe sehni padti hai ye shayad hi batane ki zarurat ho….

Suman ab bas apni dono betiyo ke liye hi jee rahi thi….

Kuch der shant vatavaran raha phir suman ne hi hamare beech chhai khamoshi ko toda…

Suman : or tumhare pariwar ka kya….

Mai : ab mene apne baare me tumhe sab kuch bata hi diya hai to bhi jaan lo….ab meri jindagi me sirf do hi maqsad hai…pehla Rajesh ke pariwar ki barbadi…or dusra tumhare or siya ke sath ek naye jivan ki shuruaat….kya tum mere sath ho is safar me….

Suman : mera is duniya me apni betiyon ke siva hai hi kon…ab tum bhi ho to shayad ab jindagi thodi achi lagne lagegi….me har kadam tumhara sath dungi…par bas siya ko koi takleef nahi honi chahiye….

Mai : mai wada karta hu….tum sab ab meri zimmedari ho….mera naya pariwar ho…mere rehte tumhe koi bhi takleef nahi hone dunga…aur jald hi siya se bhi baat karni hai…kyuki ab tak sirf ye maine aapko hi bataya hai….

Suman ne achanak apne samne rakhi ghadi me samay dekha….aur uthne lagi…kyuki ab shaam hone chali thi…

Suman : acha ab me chalti hu aaj bahut late ho gayi hu….ek baar dekhna bhi hai ki dono shaitan kya kar rahi hai….

Suman ne apni saree theek ki or bahar ki aur chal di…. darwaze tak pahunch kar jaise hi use kholne wali thi ki mene phir se use peeche se pakad liya aur uski gardan ko chumne laga…

Mai : dhyan rakhna apna…. uumaah…

Suman bhi thodi madhosh ho gayi thi mere us harkat ki wajah se….usne jhat se palat kar mujhe chuma or kuch der baad khane par aane ka keh kar chali gayi…

Aaj jaise taise maine suman se sab kuch bata diya tha par ab siya ko bhi batana tha…kyunki bahut jald mujhe apne plan ko shuru karna tha…or siya or suman ka ab meri zindagi me sidha connection ban chuka tha…to ab aage ke saare kadam mujhe unko sath le kar hi aage badhna tha…

Suman neeche pahuchi to usne dekha ki nikita hall me baithe aaram se TV dekh rahi thi…or siya kitchen me kuch kaam kar rahi thi….suman bhi siya ke sath mil kar khane ki taiyari karne lagi….jab siya ne pucha ki mujhe kya kaam tha unse to badi mushkil se koi bahana bana kar siya ko taalna pada…

Idhar me kuch der baad jab khane jaane ke liye seedhiyon se neeche utra to saamne ka nazara dekh kar mera dimag hi ghum gaya…

Is waqt mere saamne raadhika khadi thi or suman ke saath kuch baatein kar rahi thi….

Ab aage kya hoga ye agle update me dekhne milega…

Ab kya drama hoga jab siya or radhika yaha aamne samne honge….or radhika yaha kis wajah se aayi hai…ye agle bhag me
.
.
.
.
.
.
.
.
.

(Update kaisa laga ye zaroor batayega…or like or comment karna na bhule 🙏🙏)
Awesome update
 
Lib am

Well-Known Member
3,257
11,249
143

Supreb update, chalo Suman to samajh bhi gayi aur sambhal bhi gayi. Ab dekhna hai ki Siya aur Radhika ke saath kya hona hai. Kahin Radhika kuch bhasad naa kar de.
 
Xabhi

"Injoy Everything In Limits"
10,210
42,637
174

Ek ma ko samajhna utna bhi mushkil nhi jitna ek stri ko samajhna hai, ek stri ke Bahut se roopo me ek MA ka roop bhi hai Jisko sirf apne pyar or sneh se samjha ja sakta hai... to Apne hero ne mna hi liya apna past or Suman ke bete ke bare me bta kr... Ye radhika kyo aai hai yha Lagta hai cat fight dekhne ko milegi sia or radhika ke Bich... Superb update bhai sandar jabarjast lajvab
 
akash.12

Member
152
779
94

Thank you bhai
Ye cat fight abhi lambi chalne wali hai bhai...
 
Top