Shikari jee
namaskaar
Bahut bahut bahut bahut bahut hi badhiya romanch se bharpur update aur adbhut lekhni
Shaan ke man me shaq paida ho hi gaya hai ab dekhna ye hai ki wo ksise pata lagata hai kya wo apne ghar k har bedroom kictchen me bathroom me lobby me hidden cctv camera fit karta hai rukhsaar ko bina bataye ya uska pichha karta hai ya phir uski jasusi karwata hai.
Mere vichaar se shaan ko wahi kahi chhup jaana chahiye rukhsaar ke massage room se nikalne se pahle aur use nahi batana chahiye ki Wo gym gaya tha.
Hidden cctv Har jagah fit karwaye rukhsaar ko bina pata chale aur jab use yakeen ho jaye ki rukhsaar use dhokha de kar uske pith ke pichhe masti aur maze kar rahi hai to wahi recording dikha kar usse Sara sach ugalwaye.
Waise aage dekhte hai Kya hota hai
Aapki lekhni ko sadar naman karti hu bahut uttam aur kamotezak update hai dil ki dhadkan badh ja rari hai update padh kar.
Aise hi dhamakedaar update dete rahe
Ek anurodh thi ya yu samajhiye ki prarthna thi aapse ki aap update thoda shighr ati shighr de diya kare Mai samajhti hu aapko bhi waqt ki kami hogi phir bhi ho sake is par vichar jarur kijiyega
aapki lekhan ki sabse badi prashanshak
julie