Update 203
mai punam ji ke ghar se nikla to sidha didi ke pass gaya nahi to didi gussa ho jati. fir hema ji ka kuch madad kiya aur fir khaya piya . ab chuki ghar me shaadi hai to kaam to hoga hi isliye dheere dheere ghar me sab log busy hone lage. aise hi din bitne laga. mujhe jab bhi samay milta mai didi ke pass pahuch jata lekin didi mujhe ek kiss bhi nahi de rahi thi. jab bhi mai unke karib jata to mujhe bolti ki koi kiss nahi milega yahi tumhari saja hai. ab hema ji ke saath bhi mouj karne ka samay nahi mil pa raha tha kyunki ghar me aur bhi ristedaar log aane lage the. main bhi ghar ke kaam ke saath saath shaadi me jo her fer karna tha uske planning me busy ho gaya. shaadi me palki ka nakli boyfriend ban ne wale ladke se bhi baat kar liya tha aur use 10 hazar diye the is acting ke liye. main in sab kamo ke bich ek baar madhav ji aur unke bete se bhi mil liya tha. wo dono bhi ab kaafi khush the humare coaching center me kaam karke. mai bich bich me sahar me bhi jitne log hai sabse baat kar liya. jahan rani, archana , ruhi mam ye sab pyaar se baate ki wahi shivani ji aur nirmala ji ne shikayat kiya ki mai unse milne nahi aaya. fir pratibha ji se aksar baat hota hi rahta tha isi tarah saat din nikal gaya.
aaj ka din khushi ka tha kyunki aaj chennai se maa aane wali thi humare pass aur delhi se sravni di aane wali thi gaav me. itna hi nahi aaj mera saja ka bhi akhiri din tha matlab kal se mujhe didi ke saath pyaar karne ka mouka mil sakta hai.
mai aur didi car se chal diye station maa ko lane kyunki bhai ne kal hi mujhe bata diya tha. mai aur didi samay se pahle hi station pahuch gaye aur train ke aate hi us dabbe ke pass pahuch gaye jisme maa thi. maa ko dekhte hi dil me ek ajib si khushi aa jata tha ankhon me chamak aa jata tha yahi haal maa ka bhi tha. khidki se hume panvi aunty aur auncle bhi dikh gaye. yahan train ka 15 minut ka time tha to 15 minut mai aur didi panvi aunty aur auncle se baat kiye. wo dono bhi hum dono se milkar khush hue fir train chal padi aur wo log chale gaye kyunki unhe sahar jana tha. ab hum tino matlab mai, maa aur didi the. mai maa ko jhuk ke paranam kiya to maa mujhe jor se apne gale laga li.
mai maa ke kaan me bola-maa ye railway station hai ghar nahi.
tab maa mujhse alag hui fir didi bhi maa ko pranam ki aur maa use bhi gale laga li.
mai bola-chalo maa chalte hai. aur fir hum tino railway station se bahar nikalne lage saath hi baate bhi kar rahe the.
maa hum dono ko boli-dekho to kitne patle duble ho gaye ho tum dono kuch khate pite nahi kya.
didi boli-maa hum patle nahi hue hai aap patli hui ho. aap ghar chalo ye 15 din mai aapko khub thoos thoos ke khilaungi lagta hai chennai me bhai ne nahi thik se nahi khilaya aapko.
maa mere taraf dekh ke boli-ye to yahi hai ise to khila.
did boli-kha kha ke saand to ho gaya hai aur kitna khayega ye.
maa boli-aeee aise nahi bolte apne bhai ke baare me.
didi boli-maa aap to kuch mat hi bolo. aapko jab bhai ke karname bataungi to aap bhi iski piatyi karogi.
mai man me bola-mar gaya. kahi abhi didi ne deva aur wahan ka sab bol diya to maa bhi gussa ho jayegi. pahle 7 din didi ne kuch nahi karne diya fir maa bhi 10 din na pyaar karne degi aur naa hi kisi ko mere pass aane degi aur gussa ho jayegi wo alag.
maa boli-dekho meena jhuth muth ka raja ko bura bhala mat bolo. mera raja beta to bilkul sona hai sona.
mai ishare se didi se chup rahne ko bola-to didi kuch nahi boli. aur hum tino apne car ke pass pahuch gaye tabhi piche se ek jaani pahchani aawaj aayi-arey maaya tu yahan.
wo awaj sunte hi hum tino ghume to humare saamne lata chachi, sravni di aur unke pati dev the. saath hi vimal chacha bhi the.
maa aur lata chachi gale mile fir mai aur didi lata chachi aur vimal chacha ko pranam kiye. fir mai sravni di ko bhi pranam karne ke liye jhuka to unhone mera haath pakad liya.
mai pucha-aur jijaji ke saath achha chal raha hai na didi.
sravni di boli-bahut achha.
aur mai didi ke chehre pe khushi dekh sakta tha. mujhe achha laga ki didi jijaji ke saath khush hai.
lata chachi boli-kaisi kismat hai. sravani ke shaadi ke samay bus stand pe mile the aur sravan ke shaadi pe abhi railway sation pe.
lata chachi hum sabko boli-ab chalo humare saaath sravan ki shaadi hai to 10 din ab wahi rahna hai.
maa boli-lekin mai to meena ke sasuraal aane ke liye aayi thi.
lata chachi boli-mai koi bahane nahi sunungi sirf vina ki hi shaadi hai kya sravan ki bhi shaadi hai aur tu mere sath chalegi baat khatm. aur wo maa ka haath pakdi aur apne car me baitha di.
didi boli-lekin chachi....
lata chachi didi ko bhi apne car me baitha di.
mai bola-lekin hum car laye hai aur hume car chalana nahi aata aur didi ke to kapde bhi nahi hai.
lata chachi boli-thik hai vimal chacha tumhare saath jayenge. tum meena ke kapde le aana aur inko car chalane aata hai.
ab lata chachi ke saamne na maa mana kar paayi na didi. aur wo sab log unke saath chale gaye. idhar car me ab mai aur vimal chacha the.
hum dono baate karte hue jane lage.
vimal chacha mujhse puchne lage aage kya krna hai aur mai unko apne aage ki padhayi ka plan bataya jise sunkar wo bahut khush hue. fir mai unse bhi unka haal chal pucha to wo bataye ki unhe high bp ho gaya hai. khane me parhej karne ko bola hai nahi to baad me dikkat aa sakta hai.
mai bola-aap apna khyal rakha kijiye chacha. abhi aapko humare bachhon ko bhi god me khelana hai.
chacha bole-haan haan tere bachhe kya unke bachhon ko bhi khela kar jaunga is duniya se. doctor ka kya hai jab jao duniya bhar ki chije bata deta hai aur dher sara paisa le leta hai.
isi tarah baat karte karte hum pahuch gaye ghar. jahan vimal chacha ek baar hema ji se mile fir bataye ki maa aur didi abhi wahan hai shaddi se pahle aa jayengi. fir wo mujhe bhi le jana chahte the lekin hema ji ne unhe mana liya aur mai yahi ruk gaya hema ji ke pass. aur vimal chahca didi ke kapde ka bag lekar chale gaye.
aaj hema ji ke ghar me bhi kuch aur ristedaar gaav se aa gaye the. ab ghar dheere dheere bharne laga tha. sham ko ek baar maa aur didi se mera phone pe baat hua fir maa didi wahan busy ho gayi aur mai yahan. shadi ki taiyari ab joro se chalne laga tha. card batne laga tha. isi tarah 3 din aur nikal gaya. ab shaadi me sirf 7-8 din bacha tha. mai ghar me ghoom ghoom kar un ristedaaro ki pahchan kar raha tha jo har baat me taang aada rahe the kyunki ye log hi shaadi me bhi taang ada sakte the. maine soch liya tha inme se jo jo pine wale hai unhe pahle hi pila pila ke tunn kar diya jayega aur jo ladies jada gyan de rahi hai unko khilane me busy rakha jayega.
mai aaj ek list banaya jisme wo sabhi ristedaar ke naam likh liya jo bina matlab ke sabko gyan dete the kyunki yahi log humare plan ke liye khatra the aur fir mai chat pe baith kar sochne laga ki isme koi agar problem khada karega to kaise nipatna hai kyunki itne sare logon ko manage karna samjhana bahut muskil ho jata hai.abhi mai apne hisab kitab me laga hua tha tabhi mere mobile pe ek message aaya.
mai mobile khol ke dekha to ye ek picture tha jisme mai vina ko kiss kar raha tha. aur background aur kapde dekh kar turant mujhe pata chal gaya ki ye photo to bas 8-9 din hi purana hai. ye us din ka photo tha jab mai vina ko hall me chum raha tha. fir mai dimag doudaya to yaad aaya usi din amar mujhe gusse me ghoorte hue gaya tha.
mai jaldi se mobile apni pocket me dala aur chat se niche ghar me gaya aur amar ko dhundhne laga. sab room me dekhte dekhte wo mujhe toilet ke paas mila. wo toilet se nikal raha tha.
man to kiya yahi saale ko patak ke koot doon lekin ghar me bahut log the. mai uska haath pakda aur use bahar le aaya fir mai use khichte hue thoda door kheto me le aaya.
mai gusse me bola-saale kutte ki dum ho kya kabhi nahi sudhroge.
amar gusse me bola-haan haan sab galti meri hi hai. sale tune meri biwi ko mujhse door kiya. mai chup raha. tune meri maa aur bahan ko mere khilaf kar diya fir bhi mai chup raha. ab teri itni himmat badh gayi ki meri bahan pe haath dale ye mai nahi hone dunga. tujhe to mai barbaad kar dunga.
mai gusse me pattakkkk se ek thappad uske gaal pe mara wo gir gaya aur apne gaal pe haath rakhkar bola-is baar mai darne wala nahi hoon. tune meri bahan pe haath dala hai bhale hi mai mar jau lekin tujhe to barbaad karke hi rahunga. teri barbaadi bas aa hi raha hai.
usen abhi itna hi bola ki mera phone fir se baja. call sravan bhai ka tha. call me naam dekhte hi mai gussse me ek laat mara amar ko.
mujhe pata tha tir ab kaman se nikal chuka hai wapas nahi hi hoga. ab bhugtaan mujhe hi karna padega.
mai phone uthaya aur jaisa mujhe shak tha wahi hua. udhar se gusse me sarvan bola-raja tu abhi mujhe mil coaching center me.
mai ek aur laat amar ko mara aur bola-tune sahi nahi kiya hai tu bahut pachtayega.
aur fir mai udhar se bhagte hue coaching center ki taraf jaane laga ki tabhi mujhe nilesh ka phone aa gaya.
mai chalte hue phone uthaya.
nilesh udhar se chillate hue bola-ye kya majak hai. pahle tumne bola ki meri shaadi kisi se nahi hoga ab palki bol rahi hai uski shaadi mere saath hogi.
mai-matlab.
nilesh gusse me chilla kar bola-matlab tere bhadwe bhai ne palki se shaadi karne se mana kar diya hai. ab palki mujhe bol rahi hai ki please shaadi kar lo. agar meri shaadi kahi nahi hogi to mera aur mere parivaar kahi mooh dikhane layak nahi rahenge.
mai bola-tum mujhe bas adha ghanta do mai sab thik kar dunga.
nilesh bola-jaldi thik karo aur apne backchod bhai ko samjhao plan na bigade. bahut mehant se plan bana hai aur paise bhi lage hai.
mai uska phone rakhte hi coaching center tak pahuch chuka tha. mai jaldi se andar office me aaya.
office me ghuste hi chatttakkkk chatttaaakkkkk do thapapd gusse me sravan bhai mujhe jad diya.
sravan gusse me bola-to yahi planning tha tera. tune suru se mujhe ullu banaya. tu chahta tha ki vina tere lund pe rahe lekin tujhe us se shaadi na karna pade isliye mere gale bandh diya aur mujhe palki naam ka lollypop pakda diya.
mai-aap pagal ho kya aap hi to us se pyaar karte the uske saath shaadi karne ke liye mare jaa rahe the.
sravan gusse me bola-haan mai pyaar karta tha palki se iska matlab ye to nahi ki tu mera fayda uthaye. apni rakhel ko mere gale bandh de.
mai gusse me bola-dekho juban sambhal ke baat karo aur vina ki ijaat karo. tune hi to bola ki tu vina ko haath bhi nahi lagageyga to kya wo puri jindagi bina mard ke rahegi.
sravan bola-nahi to kya sabse chudwati firegi aur mere ghar ka naam kharab karegi. tujhe pata bhi hai papa ko kal hi hospital le gaya tha mai regular check-up ke liye. doctor bola hai papa ko high BP hai sadme se heart attack aa sakta hai.
mai bhi ye sun ke tension me aa gaya.
sravan bola-dekho mujhe kuch nahi maloom ab meri shaadi sirf vina se hoga uske baad wo meri dharmpatni banegi. tu uske aas pass bhi dikha na to tujhe kaat ke rakh dunga. mujhe bas apne maa papa ke saath khushi khushi rahna hai.
mai-aur palki ka kya hoga.
sravan gusse me bola-mujhe nahi pata. mai pahle bewkoof tha lekin ab nahi hoon. usne mujhse pyaar kiya kyunki use laga tha meri sarkari noukari ho jayegi. fir mera noukari nahi laga to mujhe chod di. aur fir ab mai yahan kaam karne laga hoon achha kamane laga hoon to fir se pyaar jaag gaya. ye sab paiso ka khel hai. vina bhi paise ke piche hai. palki bhi paise ke piche hai. nilesh bhi paise ke piche hai to mai bhi paise ke piche bhagunga.
mai-aap pagal ho gaye ho.
sravan bola-chup saale. pagal mai pahle tha ab mere pass dimag hai. dekho tu jitne bhi fayde nilesh ko dene wala tha is shaadi ke baad wo sab tu mujhe dega. naye coaching center ka head mujhe banayega. taki mai nilesh ka senior banu aur puri jindagi palki ko dukh ho ki uska pati mere under kaam karta hai.
mai bola-pagal ho gaye ho kya.
sravan bola-agar tumne aisa nahi kiya to ye tumhari aur vina ki photo mai maa didi aur papa tino ko dikha dunga. mujhe pata hai tu maa aur didi aur papa ko bahut manta hai. wo log bhi bachpan se hi tumhe mujhse jada apna mante aaye hai. mere papa ko kuch hua to uski jimmedari teri. ye shaadi toota to jimmedaar tu.
sravan ka baat sunte hi mujhe 3-4 din pahle ka baat yaad aa gaya. lata chachi sravni di vimal chacha sab kitne khush the. mere chalte chacha ko heart attack aa jayega. lata chachi vidhwa ho jayegi. vina ki shaadi toot jayegi ye soch ke rona aa gaya mujhe .
mai bola-dekho bhai please shant ho jao aur dimag se kaam lo. jo bhi problem hai hum dono milkar soolve kar lenge. agar koi dikkat hai to vina se bhi baat kar lenge.
amar bola-use bhi bulaya hai aati hi hogi.
aur fir sravan bola-dekho naam liya chudail hajir.
idhar mere piche vina aa chuki thi.
vina boli-kyun bulaya mujhe.
sravan wo photo uske samne fek diya jise dekhkar uske bhi ankh bade bade ho gaye.
sravan bola-randi ab plan me change hai. ab sirf tu meri biwi banegi uske baad dekhna kaise mai randi bana bana ke lund pe kudata hoon.
vina gusse me boli- randi kisko bol raha hai harami. pagla gaya hai kya tu. waise bhi tujhe to sirf palki se matlab tha na. mai kisi ke bhi lund pe kudu tumhare gaand me dard kahe ho raha hai.
sravan gusse me bola-dekh chup chap mujhse shaadi karle nahi to dekhna sab barbaad kar dunga. tera naam ijjat raja ka naam ijjat sab kuch.
vina gusse me sravan ka collar pakdi aur boli-sale tu mujhe randi banayega, tu mujhe barbaad karega. tere jaise ko to mai apni juti bhi chatne nahi deti. mujhse shaadi karke mujhe randi banane ka shouk hai na kar shaadi tu mujhse fir dekh koun kya banta hai. tujhe pata nahi hai mere aur mere sapno ke bich jo bhi aayega use mai kachha chaba jaungi. ab dafa ho yahan se nahi to yahi gaad dungi.
sravan gusse me fufkarte hue wahan se nikal gaya.
vina gusse me boli-mai iski maa baap sabka wo haal kardungi ki ye log mere naam se darenge.
mai bola-dekho gussa mat ho. ye bura hai lekin inke maa papa bahut achhe hai.
vina boli-arey bhad me jaaye ye log. saale ye log mujhe dhmaka rahe hai aukat to dekho iski.
mai bola- arey wo chala gaya meri baat to sun lo.
vina boli-thik hai tu bol rahe ho to iske maa papa ke saath mai kuch nahi karungi lekin tumhe wada karna hoga shaadi ke baad bhi tum mujhe khush karte rahoge aur chahe jo ho jaye suhagraat to mai tumhare saath hi manaungi.
mai bola-pagal mat bano waise bhi sara kaam kharab ho raha hai tum kaam aur mat bigado.
vina boli-haan ya naa tum jawab do.
mai-thoda time to do.
vina boli-thik hai do din time le lo aur batana haa ya naa. agar haan hai to thik hai aur agar naa hai fir dekhna shaadi ke baad mai kya karti hoon iska aur iske gharwalon ka.
vina fir wo photo utha kar boli-ye photo ise kisne diya hai pata kiya.
mai-haan tere bhai ne.
vina jaise hi ye suni uske ankhon me gussa ke saath saath ashoon bhi aa gaya. vina mujhe bina kuch bole gusse me ghar ki taraf bhagi.
mai to dar gaya ki kahi vina ghar me bawal na macha de isliye mai bhi jaldi se uske piche bhaga tabhi mujhe madahv ji mil gaye aur baat karne lage. ab unse bina baat kiye kaise chala jata unhe jaldi se bola-abhi busy hoon kal baat karenge ye bol kar mai bhaga tab tak vina bahut aage nikal chuki thi.
mai bhi bhgate hue uske ghar aaya tab vina andar chali gayi thi. ab shaadi wala mahol tha mai koi ho halla nahi chahta tha.
mai vina ko sab room me dhundha lekin mujhe na vina dikhi aur na hi amar.
mai to pareshan ho gaya tabhi mujhe palki ka phone aaya jo babhut rote hue boli-please raja kuch karo. mai aur mere gharwale barbaad ho jaynege. sravan ne mujhse shaadi karne se mana kar diya aur ab nilesh bhi mana kar raha hai. mana ki maine pahle sravan ko chod di thi lekin mai kya karti mere gharwale sravan se shaadi ke liye maan hi nahi rahe the aur na hi us samay mere pass koi upay tha fir tum aaye jisne ek ummid dikhaya ki sayad mai aur sravan ek ho jaye lekin sayad sravan ne mujhse badla liya jaise maine use thukraya tha waise usne mujhe thukra diya fir bhi kam se kam meri kisi ke saath shaadi to honi chahiye. mere maa papa apna sara paisa is shaadi me laga chuke hai. abhi meri shaadi nahi hui to fir mere maa papa kya karenge.
ye sab palki ro ro kar bolne lagi. uski baat bhi sahi tha. mujhe kisi bhi tarah uski shaadi karani hi thi. mai nahi chahta tha mere chalte kisi ki bhi jindagi barbaad ho.
mai isliye dodbara se nilesh ko phone kiya use bahut samjhaya fir use kuch paise dena ka bhi wada kiya tab jakar wo mana.
mujhe to kuch samajh hi nahi aa raha tha achanak se kya se kya ho gaya.
mera to nind chain sb loot gaya tha. mujhe saam tak na to vina dikhi aur na hi amar. pata nahi kahan sab gayab ho gaye the. mai raat me khana kha kar soya lekin ankhon me nind nahi tha. late hote hote subah ke 4 baje nind lag gaya.