- 430
- 1,577
- 123
New Update 18 posted on page 45
Last edited:
very nice updateUpdate 9
Teeno jab ghar pahuche the darwaje pe hi Nisha khadi thi.
NIsha in teeno ke dekhar - Aap teeno hath muh dhokar sidhe rasoi ghar me aa jayiye maa sabka khana nikal rhi hain main bus aap logo ka intezar kar rhi thi.
Manav - Thik hain didi fir wo apne dono badon ke sath kuye taraf chal diya.
Teeno ek sath jab rasoighar me pahuche to unhe pta chala thakur Sabah khana khakar ja chuke hain.
Sushila ji ne bhi apna bhojan bachchhon ke sath nikal liya tha sab ne baithkar khana khaya. Khana khane ke bad.
Shweta: achchha amma ji ham dono chalate hain.
Sushila- Thik hain bachchon magar yahan bhi aa jaya kar ye bhi tera ghar.
Sushila ki bat sunkar Shweta Sharma gayi aur Nisha muskura uthi.
Nisha- ha maa main bhi ye samajhati hoon ise magar ye nhi samajhati.
Nisha ki bat sunakar to jaise Shweta ko dar sa lga.
Shweta- ab main samajh gayi aab roj aaya karugi sabse milane.
Nisha- Sabse milane ya apne..... Ammaji se.
Nisha ka bolate samay rukane par Shweta ki halat kharab ho gayi magar wo apne manobhav ko apne dil dabakar muskurati hui. Bhai ke sath sabko for aane ka bol kar nikal gayi.
Agle din usi shahar ek dusare gaon me. Ek bahut shandar haweli me akhbar me topper student ki photo dekhate huye.
Ek Ladki - ye to wo hain lekin itna bda ho gaya. Are magar main bhi to itani badi hogayi. Kitna sunder aur sajila Ha n iski ankhe dekho hay Sameer tum to aur khubsurat ho gaye ho magar tumhe sab yaad hoga tumse mile bhi to kai sal bit gaye. Manav ke janam par mile ab to teen sal beet gaye us baton ka pta nhi tumhe sab yaad bhi hoga ki nhi wo chhoti ghatna jisane mere dil ke tar hila diye.
Us ghatna ke time to main janti bhi nhi tumhara mera rishta kya aur kar baithi chhoti se umar me pyar magar Manav ke janam pe pta chala tum koun ho tab tak bahut der ho chuki thi kyoki maine kul devi ko sakshi mankar tumhe apna sab kuch man chuki. Ye samaj nhi samajhega aur hamara rishta bhi to aesa hain.
Lekin jo bhi mere man Mandir ki tumhi devta ho tumhara sthan ab koi nhi le sakta. Ye sharir ab tumhari parchayi ke liye rahega tumhara adhikar hain ab isme chahe mujhe jo karna pade.
..
..
..
..
Bhawanipur ke ek ghar me.
EK aurat - lo bhaiya aa gaya tumhara behnoi mujhe lene sale kuch hota nhi hain aur mujhe maje se jine nhi deta.
Adami - are bahana kuch din aur fir teri jindagi sab safedi rangin ho jayegi. Maine nasbandi na karayi hoti to ye bhi hame nhi karna padta magar jaldi sab shi ho jayega.
Aurat- ha bhaiya ab to usi ka sahara hain kyoki wo hi hain jo iska galat fayeda nhi uthayega magar uske sath to wo Abhishek bhi ayega.
Adami - behna chinta kyo karti hain. Main hoon Na ja taiyari kar nikalane ki main kuch kuch kar ke use tere ghar rukane vyastha kara duga aage tu sambhal lena.
Aurat- are bhaiay aurat ki triya charit ko koun Jan saka hain aap chinta mat karu aap apna kaam karu baki ka main sambhal loogi.
Uske wo aurat bag lekar bahar aayi jahan gadi me uska pati uska intejar kar rha tha. Uske sath wo shahar 1 ke liye nikal gayi.
Thakur Sahab apne baithak me baithe the tabhi kuch stri aur purush unse milane aaye.
superbb behatrin updateUpdate 9

Update 9

[
शानदार जबरदस्त ruby ji
Abhi to kuch bhi nhi , kuch update bad kahani rang layegi kaha sudhar karna hain sujhaw dete rahiyegaNice Update Ruby, Story gathering momentum now. Pahli ball pe hi sixer, WOW. Keep it up.
Thank you kuch sudhar karne yogy ho to batayiVery nice update dear
DhanywadAwesome update
Thank you jinkuch suggests kar sake to karevery nice update
Sawal ka jawab abhi de dungi to story padhane me maja kaha ayega.Asal jindagi ki tarah hi story pe bhi Kuch log hote hai Dil ke saaf hote hai wohi dusri taraf aise bure log hote jinke andar bas paise ki bhukh hoti hai, Jo behad laalach aur ghatiya kisam ke soch wale hote hai aur sath hi matlabi bhi...
Jaha ek taraf bhawani thakur unki family aur gaon wale behad achhe aur su vichar karne walo mein se wohi kuch aise log bhi jo bhawani thakur aur inke pariwar ki rutba aur achhayi ko dekh jalte hai....
Lekin is bich kuch aur bhi thakur ke family pehchan wale bhi jo apna swarth sidh karna chaahte hai...
Jaise update ke antim bhag mein ullekhit wo aurat jo Sameer ke jariye bacha paida karna chahti hai... aur uska bhai bhi uske sath mila hua hai is kaam mein... dono ki baatein sun yahi lage ki shayad shahar mein Sameer abhishek sath usi aurat ke ghar pe rehkar aage ki padhayi continue karne wale hai... aur tabhi wo aurat us kand ko anjaam dene wali hai...
ho na ho ye dono bhai Bahan khas pehchan wale hai thakur family ke...
Ab to waqt hi bataye ki ye dono hai koun...
Sawal ka jawab abhi thodi na degi lekhika...
yaar bata bhi dijiye akhir koun hai ye negative soch wale kirdaar..
....................
Ek baat pakki hai.... ki Shweta pyar karti hai Sameer se..
aur sath hi wo haweli wali ladki bhi chahti hai Sameer ko.... takrar hona tay hai.. ..
Let's see what happens next week
Brilliant update with awesome writing skills![]()
![]()