• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Fantasy Milan ya Punah Milan

430
1,577
123
Update 14

Aayiye ek chale jan lete hain thoda Bhan Singh ki family ko.

Jaise apko bataya ki Bhan Singh Surajpur ke thakur hain unka vivah apne hi mitra ke bahan se huyi. Inke shadi ke pichhe bhi karan hain. Bhan Singh ka mitra ek garib kisan tha maa bapp ki mout chhote ayu me hone karan usane apne aur apni Bahan Nitu ka bharan posan swayam karta tha. Jab Nitu vivah yogy huyi thi ek achche pariwar ko dekh kar usane Nitu ka vivah tay kar diya apne jivan bhar ki puji usane dehaj ke roop me diya.

Magar shayad unki kismat itani achchhi nhi thi ya bahut achchhi thi jo samay rahate jahan shadi huyi unka swabhav samane aa gaya.

Barat jab darwaje pe pahuchi to to dwarpuja se pahale hi Nitu ke hone wale sasural walon ne aur dehaj ki mang rakh di. Nitu ka bhai pahale hi apna sabkuch de chuka tha. Bhan Singh Abhi pahucha nhi tha. Paise ko lekar huyi gahma gahmi ke bad Nitu ke hone wale sasur ne diya hua dehaj ki rakam wapas kar di aur barat lekar wapas chale gaye.

Isase Nitu ke bhai ko sadama laga aur usi time use heart attack aa gaya. Thik usi time Bhan singh waha pahuch gaye apne mitra ki halat dekh kar unka bhi kaleja fat pada Nitu apne bhai ko sambhal rahi thi aur gaon wale khad hokar dekh rahe the kisi ko kuch samajh nhi aa rha tha.

Bhan Singh jab apne mitra ke pass pahucha to wo apni antim sase gin raha tha. Bhan Singh ko dekh uske chehere pe ek khusi aa gayi usane Nitu ka hath Bhan Singh ke hathon me soup diya jab tak Bhan Singh kuch samajh pata tab tak uske mitra ke pran pakheru ud chuke the.

Bhan Singh ke bhi mata pita ki mrityu 1 varsh purv ho chuki thi. Usane wohi gaon walon ke samane Nitu se gandharv vivah kiya. Fir apne mitra ki antim kriya kar Nitu ko lekar haweli aa gaya.

Apne bhai ke gam se bahar ane me Nitu ko thoda samay laga is bich Bhan Singh dwara rakhe jane wale khyal se wo Bhan Singh ke taraf jhukati chali gayi aur ek din dono ka milan hua aur dono me pyar badhata gaya.

unhe pahle santan ke roop me Sushila ki prapti huyi fir kai varshon tak unhe bachcha na hua.

Jab Sushila vivah ke layak huyi to Bhan Singh uska vivah Bhawanipur ke thakur ke ghar me Bhawani Singh kar diya. Ishwar ki lekhon ya pta nhi kya. Sushila ke vivah hone ke bad Nitu aur uski beti Sushila dono ek sath garbhvati huyi.

Jahan Sushila ne ek putra ko janam diya jiska nam Sameer rakha gaya wohi Nitu ko judwa bachche ek ladka aur ek ladki huyi. In dono se Sameer bada tha.

Nitu aur Bhan Singh ke Ghar me Sonal aur uske bhai Shivam ka lalan palan pyar hua. Lekin lad pyar ke sath dono ko samajhik gyan aur shishtachar ke niyamawali se ko bhi samjhaya gaya.

Sushila apne har purta ki 4 janam diwas ke bad apne Mayeke aati thi. To jab Manav aur Mohini ka 4 janam diwas bita to fir ek Sushila apne sabhi bachchon ko lekar aayi apne mayeke.

Abhi ke liye itna agala update sham tak jo Sonal ke jubani hogi kyoki wo kahani Sonal ki life ki turning point hain aur Sonal Sameer ke aesa kyo sochati Hain uski wajah bhi isi update me clear hoga.
 
430
1,577
123
hmm.. to ye baat sach hai... abhishek ko bhi pata hai Shweta ke dil ka haal... ki wo kisse pyar karti hai... Waise abhishek ko is baat se aitraaz nahi.. balki wo khush hai ki uski bahan ne sahi jivan sathi chuna hai apne liye..
udhar Shweta bhi jaan gayi apne bhai us ki murkuharat ke piche kya raaz ko...
.....
well.. Shahar.... pati patni... pati patni ko dukh hai ki unka abhi tak koi aulad janme nahi... pati ke jod dene par patni apne bhai ke Ghar aake apne hi bhai ke sath hambistar ho gayi aulad ki chah mein ... chiii chiii... kya aurat hai ye.. lekin nakami hi hath lagi.. kismat hi kharab hai to koi kya kar sakta hai.. khair... ab pati patni milke ek aur yojna taiyar ki hai... Sameer ke jariye maa banne ki koshish...
ye teeno hai koun... jo sameer ke piche hath per dhoke pare hai...maybe bhai Bahan sarpanch ke kuch lagte hai, aur wo Shahar wala aadmi us aurat ka Pati...
Lekin sochne wali baat ye hai ki sameer hi kyun...? aur sabse badi baat us bhai Bahan ko pata nahi hai kya ki sameer aisa Waisa ladka nahi hai.. unlogo ke paap kabhi bhagidaar wo kabhi nahi banne wala..
........
Bhan Singh aur nitu ji sameer ke nana Nani hai aur sonal sameer ki mousi hai...
dekha kaise maine pata laga li ye baat :yay:
Oooo to sonal apne hi bhanje se pyar kar baithi, matlab ek tarfa pyar ;)
aur ab wo nahi chaahti ki uska pyar ushe mousi bolke pukare :D
isliye sameer uske ghar aane se pehle hi shahar jaana chaahti hai, taaki waha jaake jab sameer se mile to Ek dost ki tarah mile... achhi planning hai :perfect: :D

Khair.... update kaafi dilchasp tha aur dilkash kirdaaro ki bhumika bhi...
Kayi raaz ki baate clear bhi ho gayi hai..
Let's see what happens next
Brilliant update with awesome writing skills :yourock: :yourock:
Shahar ki aurat ne Sameer ko kyo chuna ye aane wale ki ch update me clear ho jayegaaaj ke update me Sameer ke Nanni ki pura parichaya aaya hain baki dekahte jayiye
 
Top