- 430
- 1,577
- 123
New Update 18 posted on page 45
Last edited:
Thank youAwesome update
atit ke purane panno mein nitu ke bhi dukh ke kuch kisse the.. wo to achha hua ki uska hath bhan Singh ne tham liya us bure waqt mein...Update 14
Aayiye ek chale jan lete hain thoda Bhan Singh ki family ko.
Jaise apko bataya ki Bhan Singh Surajpur ke thakur hain unka vivah apne hi mitra ke bahan se huyi. Inke shadi ke pichhe bhi karan hain. Bhan Singh ka mitra ek garib kisan tha maa bapp ki mout chhote ayu me hone karan usane apne aur apni Bahan Nitu ka bharan posan swayam karta tha. Jab Nitu vivah yogy huyi thi ek achche pariwar ko dekh kar usane Nitu ka vivah tay kar diya apne jivan bhar ki puji usane dehaj ke roop me diya.
Magar shayad unki kismat itani achchhi nhi thi ya bahut achchhi thi jo samay rahate jahan shadi huyi unka swabhav samane aa gaya.
Barat jab darwaje pe pahuchi to to dwarpuja se pahale hi Nitu ke hone wale sasural walon ne aur dehaj ki mang rakh di. Nitu ka bhai pahale hi apna sabkuch de chuka tha. Bhan Singh Abhi pahucha nhi tha. Paise ko lekar huyi gahma gahmi ke bad Nitu ke hone wale sasur ne diya hua dehaj ki rakam wapas kar di aur barat lekar wapas chale gaye.
Isase Nitu ke bhai ko sadama laga aur usi time use heart attack aa gaya. Thik usi time Bhan singh waha pahuch gaye apne mitra ki halat dekh kar unka bhi kaleja fat pada Nitu apne bhai ko sambhal rahi thi aur gaon wale khad hokar dekh rahe the kisi ko kuch samajh nhi aa rha tha.
Bhan Singh jab apne mitra ke pass pahucha to wo apni antim sase gin raha tha. Bhan Singh ko dekh uske chehere pe ek khusi aa gayi usane Nitu ka hath Bhan Singh ke hathon me soup diya jab tak Bhan Singh kuch samajh pata tab tak uske mitra ke pran pakheru ud chuke the.
Bhan Singh ke bhi mata pita ki mrityu 1 varsh purv ho chuki thi. Usane wohi gaon walon ke samane Nitu se gandharv vivah kiya. Fir apne mitra ki antim kriya kar Nitu ko lekar haweli aa gaya.
Apne bhai ke gam se bahar ane me Nitu ko thoda samay laga is bich Bhan Singh dwara rakhe jane wale khyal se wo Bhan Singh ke taraf jhukati chali gayi aur ek din dono ka milan hua aur dono me pyar badhata gaya.
unhe pahle santan ke roop me Sushila ki prapti huyi fir kai varshon tak unhe bachcha na hua.
Jab Sushila vivah ke layak huyi to Bhan Singh uska vivah Bhawanipur ke thakur ke ghar me Bhawani Singh kar diya. Ishwar ki lekhon ya pta nhi kya. Sushila ke vivah hone ke bad Nitu aur uski beti Sushila dono ek sath garbhvati huyi.
Jahan Sushila ne ek putra ko janam diya jiska nam Sameer rakha gaya wohi Nitu ko judwa bachche ek ladka aur ek ladki huyi. In dono se Sameer bada tha.
Nitu aur Bhan Singh ke Ghar me Sonal aur uske bhai Shivam ka lalan palan pyar hua. Lekin lad pyar ke sath dono ko samajhik gyan aur shishtachar ke niyamawali se ko bhi samjhaya gaya.
Sushila apne har purta ki 4 janam diwas ke bad apne Mayeke aati thi. To jab Manav aur Mohini ka 4 janam diwas bita to fir ek Sushila apne sabhi bachchon ko lekar aayi apne mayeke.
Abhi ke liye itna agala update sham tak jo Sonal ke jubani hogi kyoki wo kahani Sonal ki life ki turning point hain aur Sonal Sameer ke aesa kyo sochati Hain uski wajah bhi isi update me clear hoga.
Hamare bade bujargo ne kha hai jayeda bade bol nahi bolna chahiye aur rahi baat slow chalne ki ya fast ye story ki theam per depand karta hai ham bahut clear sabdo main baat khete hai asha hai aap hamari baat samjh gayi hogi ki ham kya khena chahte hai
Uff.. ye mashish Sahab ka gussa..Aap roj online aati thi but ek chota msg nahi kar payi
gussa is baat ka yha jo bhi achhi story hai ya to close ho gayi ya writer online aakar bhi reply nahi karte story start karte hai to sath nibhana sathiya ki tarhe kahenge aur jab read karna suru karo to bich main aese gayeb honge jese gadhe ke sar se sing aur kai writer to aese hai ki 2 ya 3 update dekar apni story se gayeb ho jayenge karan pucho to kahenge ki reader hi nahi hai to kyo likhuUff.. ye mashish Sahab ka gussa..![]()
Bahot behtareen shaandaarUpdate 14