• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Fantasy Milan ya Punah Milan

430
1,577
123
Update 17

Sonal to bus Sameer ke shabd sochate huye sapno ke duniya me kho gayi. Ye karan tha ki Sonal ke dil apne bhanje Sameer ke liye pyar jaga ye flashback bhi isliye tha ki aap Jan sako ki kyo ek mousi ko uske bhanje se pyar hua.

Ab agar ham dekh to Sameer ko apna banane wali isliye total char log hain ek to Sonal, Dusari Shweta, Tisari wo ladki jiski mang me sindur pda hain aur chouthi wo aurat jo maa banana chahati hain. Dekhate hain jisake kismat kya ata hain aur kitna aata hain.

In Present
Aaj haweli me sabki ankh time pe khul gayi. School me admission process shuru ho chuke the isliye subah apna roj ka kam nipatne ke bad aur nashta karne ke bad Sameer ja pahucha baithak me apne pitaji ke pas jaha pe Bhawani Singh sarpanch ji ke sath baithkar apni ghosna ke anusar usne vichar vimarsh kar rahe the.

Thakur: Sarpanch aaj aap kisi ko lga kar ye pta karawaye ki hamari gaon me aesi kitani kanyaye hain jinki padhai ka kharch unke maa bap nhi utha sakte. Taki ham unke shiksha shulk aur baki sanshadhano ki vyavstha kara sake.

Sarpanch: ji Thakur Sahab ham aaj hi in sab chijon ka pta kar lete hain kyoki agale mah se school chalu ho jayega to hame bhi is mah dhakhile ki sare kary karne padege.

Sarpanch ji ke bat pe Thakur Sahab kuch kahate usase pahle hi Sameer unke pas pahuch gaya.

Sameer: Pranam sarpanch kaka? Kaise hain, kaki aur ghar me sab log kaise hain?

Sarpanch: beta khush rahon ghar me sab badiya hain. Tumhari kaki mayek gayi huyi thi magar aaj aa jayegi. Tumse naraj hain unse milane jo nhi aaye.

Sameer: aap meri taraf se kaki se mafi mang lena. Main dakhile ke bad unse mil luga.

Sarpanch: Thik hain beta, achchha thakur sahab chalta hoon kaam khatm karke aap se miluga.

Thakur: Thik hain sarpanch ji. Ha Sameer beta subah subah baithak me hamse koi kaam tha kya.

Sameer: ha pitaji dakhile ke liye main aur Abhishek Shahar1 ja rhe hain. Mera to vajife se kam chal jayega magar Abhishek ke dakhile ke liye paise chahiye.

Thakur: achchhi bat hain.

Ye bol kar thakur sahab ne aane jane aur khane ke liye 20 Rupaye aur Abhishek Admission ke liye 50 rupaye diye jo dakhile ke alwaya salabhar ke shulk ke bad bhi jyda tha.

Sameer: Pitaji ye to 70 rupaye hain.

Thakur: ha to?

Sameer: ye bahut jyada hain.

Thakur: Mujhe pta hain dekho dakhile aur salbhar ki shulk mila kar Abhishek ka ho gaya 18 Rupaye. Ana jane ka 2 Rupaye. Tumlogo ke khane pine ka badiya si jagah pe kharch hua 5 rupaye. Bacha 45 to dono apni kitabe, copi aur school dress le lena iske bad ghar pe sabhi bachchon ke kuch khane ke liye lete aana.

Apni pita ke bat sunkar muskura utha. Pita ji abhi se sari chij final kar dena chahate hain taki bad Abhishek sirf rahne aur khane ka dekhna ho.

Apne Pita se paise lekar Sameer apni maa bhai aur bahno ke pas pahucha jahan Abhishek bhi Shweta ke sath aa chuka tha.

Sabko kya chahiye pooch kar Abhishek ko lekar Sameer Shahar1 ke liye nikal gaya.

Inhe shahar1 aane dete hain tab tak chal ke jayeja lete hain shahar1 me ghat rhi ghatano ka.

Do ladkiya apne ghar se nikali aur bagalwale ghar ki ghanti bajayi.

Darwaja ek mahila ne khola.

L1: Namaste aunty Mahima taiyar ho gayi.

Mahila: Are Chadani beta tum khus raho. Mahima taiyar ho gayi hain. Aao ander aao abhi school me time hain. Ye khubsurat ladki tumhare sath koun hain?

Apne liye khubsurat word sunakar L2 Sharma gayi.

Chadani: aunty ye mere bachpan ki saheli Gunjan hain. Gaon me ham dono ek hi school padhate the ab yahan bhi sath sath padegi.

Mahila: bada pyara nam hai bitiya ka iski hasmukh chehere ki tarah.

Aunty abhi aur kuch kahti tabhi Mahima aa gayi.

Mahima: tum dono apna sara kagaj sath li ho na.

Chadani: Ha.

Mahima: fir chalo aaj admission ka kaam khatm kar dete hain.

iske bad teeno ghar bahar nikali aur auto lekar chalndi school ke liye.

Yahan Sameer aur Abhishek bhi Shahr1 taxi stand pahuch ke auto lekar school ke liye nikal chuke the.

Thodi hi der me dono school ke gate ke samane the unhone auto wale ko paisa diya aur gate ander ho gaye. Ye shahar ka sabse badiya aur bada school tha. Dono gate ander hokar school ke charon taraf dekh rhe the abhi wo school ke gate ke taraf dekh rahe the tabhi ek auto ruka aur teen ladkiya usme se utari. Ek auto walo ko paise de rhi thi aur dono gate ki taraf ander ki aur dekh rhi thi. Jisme se ek to stabh hokar sirf Sameer ko ghure ja rhi thi.

L1: kya ladka hain wo lamba wala dil aa gaya us par.

L3: Sahi kah rhi hain chadani abhi jakar prapose karne ka man kar rha hain lambe wale ko.

L2: Dono wahan se nazar hata lo ye mera maal hain.

Chadani: Sahi me Gunjan.

Gunjan: Ha ye wohi hain sharir bada ho gaya magar main photo dekhi hain jo akhabar me chhapi thi.

Mahima: ye tum dono kis bare me bat kar rhi ho.

Chadani: tujhe bataya tha na Gunjan kisi ko chahati hain ye lamba wala wohi hain aur chhote wale to mera dil aa gaya.

Mahima: sahi me ye wohi kya bat hain Gunjan lakhon me ek pasand kiya tha aur jo bacha use ye chadani le udi chalo puchate hain kya pareshani hain bus charon taraf ghum ghum dekh rhe hain.

ye bol Mahima, Chadani aur Gunjan ka hath pakad Sameer aur Abhishek ki taraf badh chali.

430
1,577
123
sameer ne mana kya us ghatana ke bare mein ghar pe batane se kyunki agar bata diya to shayad ek tarah se sonal ki azaadi hi chin jaati usse....
udhar ghar pe sabhi hairan the ki sameer sonal ko mousi na pukar ke sidhe dosto wale andaz mein kyun baatein karta hai, lekin yaha sonal ne bhi solution nikal liya...
Hmm... so jis tarah se raksha ki uski sameer ne... aur jis tarah se "meri sonal "bol raha tha, isse sonal ke dilo dimag pyar ankurit hua sameer ke liye...
aur ye pyar dhire dhire itna badh gaya hai ki ab sonal sameer ke bina jee nahi paayegi... lekin kismat ka khel ajib hai... yahan dono bhanje mousi hai...

Jane ye sonal ka pyar ka anjaam kya hoga ye to waqt hi batayega..

Shaandar update, shaandar lekhni shaandar shabdon ka chayan.. sath hi dilkash kirdaaro ki bhumika bhi..

Let's see what happens next
Brilliant update with awesome writing skills :yourock: :yourock:
Pta nhi kya anjam honis chahat ka wo samay batayegadhanywad
 
Naina

Nain11ster creation... a monter in me
31,619
92,311
304
Update 17

Sonal to bus Sameer ke shabd sochate huye sapno ke duniya me kho gayi. Ye karan tha ki Sonal ke dil apne bhanje Sameer ke liye pyar jaga ye flashback bhi isliye tha ki aap Jan sako ki kyo ek mousi ko uske bhanje se pyar hua.

Ab agar ham dekh to Sameer ko apna banane wali isliye total char log hain ek to Sonal, Dusari Shweta, Tisari wo ladki jiski mang me sindur pda hain aur chouthi wo aurat jo maa banana chahati hain. Dekhate hain jisake kismat kya ata hain aur kitna aata hain.

In Present
Aaj haweli me sabki ankh time pe khul gayi. School me admission process shuru ho chuke the isliye subah apna roj ka kam nipatne ke bad aur nashta karne ke bad Sameer ja pahucha baithak me apne pitaji ke pas jaha pe Bhawani Singh sarpanch ji ke sath baithkar apni ghosna ke anusar usne vichar vimarsh kar rahe the.

Thakur: Sarpanch aaj aap kisi ko lga kar ye pta karawaye ki hamari gaon me aesi kitani kanyaye hain jinki padhai ka kharch unke maa bap nhi utha sakte. Taki ham unke shiksha shulk aur baki sanshadhano ki vyavstha kara sake.

Sarpanch: ji Thakur Sahab ham aaj hi in sab chijon ka pta kar lete hain kyoki agale mah se school chalu ho jayega to hame bhi is mah dhakhile ki sare kary karne padege.

Sarpanch ji ke bat pe Thakur Sahab kuch kahate usase pahle hi Sameer unke pas pahuch gaya.

Sameer: Pranam sarpanch kaka? Kaise hain, kaki aur ghar me sab log kaise hain?

Sarpanch: beta khush rahon ghar me sab badiya hain. Tumhari kaki mayek gayi huyi thi magar aaj aa jayegi. Tumse naraj hain unse milane jo nhi aaye.

Sameer: aap meri taraf se kaki se mafi mang lena. Main dakhile ke bad unse mil luga.

Sarpanch: Thik hain beta, achchha thakur sahab chalta hoon kaam khatm karke aap se miluga.

Thakur: Thik hain sarpanch ji. Ha Sameer beta subah subah baithak me hamse koi kaam tha kya.

Sameer: ha pitaji dakhile ke liye main aur Abhishek Shahar1 ja rhe hain. Mera to vajife se kam chal jayega magar Abhishek ke dakhile ke liye paise chahiye.

Thakur: achchhi bat hain.

Ye bol kar thakur sahab ne aane jane aur khane ke liye 20 Rupaye aur Abhishek Admission ke liye 50 rupaye diye jo dakhile ke alwaya salabhar ke shulk ke bad bhi jyda tha.

Sameer: Pitaji ye to 70 rupaye hain.

Thakur: ha to?

Sameer: ye bahut jyada hain.

Thakur: Mujhe pta hain dekho dakhile aur salbhar ki shulk mila kar Abhishek ka ho gaya 18 Rupaye. Ana jane ka 2 Rupaye. Tumlogo ke khane pine ka badiya si jagah pe kharch hua 5 rupaye. Bacha 45 to dono apni kitabe, copi aur school dress le lena iske bad ghar pe sabhi bachchon ke kuch khane ke liye lete aana.

Apni pita ke bat sunkar muskura utha. Pita ji abhi se sari chij final kar dena chahate hain taki bad Abhishek sirf rahne aur khane ka dekhna ho.

Apne Pita se paise lekar Sameer apni maa bhai aur bahno ke pas pahucha jahan Abhishek bhi Shweta ke sath aa chuka tha.

Sabko kya chahiye pooch kar Abhishek ko lekar Sameer Shahar1 ke liye nikal gaya.

Inhe shahar1 aane dete hain tab tak chal ke jayeja lete hain shahar1 me ghat rhi ghatano ka.

Do ladkiya apne ghar se nikali aur bagalwale ghar ki ghanti bajayi.

Darwaja ek mahila ne khola.

L1: Namaste aunty Mahima taiyar ho gayi.

Mahila: Are Chadani beta tum khus raho. Mahima taiyar ho gayi hain. Aao ander aao abhi school me time hain. Ye khubsurat ladki tumhare sath koun hain?

Apne liye khubsurat word sunakar L2 Sharma gayi.

Chadani: aunty ye mere bachpan ki saheli Gunjan hain. Gaon me ham dono ek hi school padhate the ab yahan bhi sath sath padegi.

Mahila: bada pyara nam hai bitiya ka iski hasmukh chehere ki tarah.

Aunty abhi aur kuch kahti tabhi Mahima aa gayi.

Mahima: tum dono apna sara kagaj sath li ho na.

Chadani: Ha.

Mahima: fir chalo aaj admission ka kaam khatm kar dete hain.

iske bad teeno ghar bahar nikali aur auto lekar chalndi school ke liye.

Yahan Sameer aur Abhishek bhi Shahr1 taxi stand pahuch ke auto lekar school ke liye nikal chuke the.

Thodi hi der me dono school ke gate ke samane the unhone auto wale ko paisa diya aur gate ander ho gaye. Ye shahar ka sabse badiya aur bada school tha. Dono gate ander hokar school ke charon taraf dekh rhe the abhi wo school ke gate ke taraf dekh rahe the tabhi ek auto ruka aur teen ladkiya usme se utari. Ek auto walo ko paise de rhi thi aur dono gate ki taraf ander ki aur dekh rhi thi. Jisme se ek to stabh hokar sirf Sameer ko ghure ja rhi thi.

L1: kya ladka hain wo lamba wala dil aa gaya us par.

L3: Sahi kah rhi hain chadani abhi jakar prapose karne ka man kar rha hain lambe wale ko.

L2: Dono wahan se nazar hata lo ye mera maal hain.

Chadani: Sahi me Gunjan.

Gunjan: Ha ye wohi hain sharir bada ho gaya magar main photo dekhi hain jo akhabar me chhapi thi.

Mahima: ye tum dono kis bare me bat kar rhi ho.

Chadani: tujhe bataya tha na Gunjan kisi ko chahati hain ye lamba wala wohi hain aur chhote wale to mera dil aa gaya.

Mahima: sahi me ye wohi kya bat hain Gunjan lakhon me ek pasand kiya tha aur jo bacha use ye chadani le udi chalo puchate hain kya pareshani hain bus charon taraf ghum ghum dekh rhe hain.

ye bol Mahima, Chadani aur Gunjan ka hath pakad Sameer aur Abhishek ki taraf badh chali.
Thakur sahab aur sarpanch ji jaha gaon mein ladkiyon ko muft mein siksha grahan ke liye aage kya karna chahiye us mamle mein vichar vimarsh kar rahe the wohi sameer nikla abhishek ke sath Shahar admission lene...
Kuch naye chehre bhi dekhne ko mile hai.. ye gunjan shayad wohi ladki hai mang mein sindur girne wali shayad...

Ohh.... To matlab ek tarah se sabhi Shahar mein rehne study continue karne wale hai... Sonal, gunjan, Shweta sameer.. pata nahi aage kya mod le.... par meri nazar mein Shweta lead heroine bane to hi achha hai...

Shaandar update, shaandar lekhni shaandar shabdon ka chayan aur sath hi dilkash kirdaaro ki bhumika bhi..

Let's see.. gunjan kaise dosti karti hai sameer se..
Brilliant update with awesome writing skills :yourock: :yourock:
 
mashish

BHARAT
8,032
25,910
218

very nice update
 
Ek twist ye de deti hoon Sindur wali ladki ka is update sirf jikar hain aayi kahin nhi. Lead role Shweta ke pass hain ye aage update me pta chal jayega
 
Top