- 430
- 1,577
- 123
New Update 18 posted on page 45
Last edited:
PostedWaiting for next
PostedWaiting
Thank you jiशानदार update rubi जी achi start kiye hey
good updateUpdate 4
Sushila ne sabko subah ke nashta diya. Jis bachon ne grahan karana shuru kar diya khane samay bolana mna to sabne chup chap nashta kiya aur nikal pade school ki taraf.
Aaj school me sirf sabka parikshafal milna tha to sab vaise hi nikal pade ek dusare ka hath pakade.
jab tak ye apne pathshala pahuche chalo sab dekh le jra ham bhi pathshala ko ye pathshala sahshikaha tha jahan ladake aur ladkiya dono padhate the. Ye gaon ki ek taraf bana hua tha jis total 7 kamare the. Ek principal room, ek staff room aur 5 kamare bachon ko barsat me do paliyon me karke padhane ke liye.
Us samay shouchalay ki suvidha itani achchhi to thi isliye school ke aas pas pokhara ya talab hota tha vaise yaha bhi jo thik school ke pichhe tha jiske charo tarah ek jhadiyon aur behaya ke pedon ko Karine lagaya gaya tha taki agar kisi anechhik kriya ke liye jana ho to inka aad mil sake.
aajb pure school ko aam ke pallaon aur kagaj ke rang birenge fitangi sutahari ke rasi me chipka ke, school prangan me bas lagakar ek chhota ki tarah sajaya gaya tha jaise us samay school me koi vivah ayojan ho. Karan bhi tha 3 sal pahle hi is school kaksha 8 ke board ki manyata mili thi thakur ji ke madad se. Is sal ye pahli bar board ka parokshafal dene wale the.
School ke madan ke bichhon bij ek mej par safed chadar bichha ke rakha gaya tha us mej ek taraf 4-6 kursiya school ke Pramukh aur aanewale ganmany vyaktiyo ke liye lagayi gayi thi aur dusare taraf mej se thodi dur par bachchon ke baithane ke liye jajim.
Thakur Bhawani Singh samrasta ko mante the isliye school me koi jati dharm, uchnich ka bhed nhi hone dete the isliye sare bachchhe ek sath baith kar shiskha grahan karna ya pathshala ke kisi karykram me bhag lena karte the.
Kuch der me ye bhai bahan aur school ke bache school pahuch chuke the aur apne apne toliyo ke sath apna sthan grahan kar chuke.
Thodi der me pradhadhyapak, Thakur ji aur Sarpanch ji ke sath sare pramukh waha akar apna sthan grahan kar chuke.
Jab sab logon ne apna sthan grahan kiya to tab Principal ji bolana shuru kiye.
p- mere pyare bachchon aap sab man aur dhyan lga kar padhate hain aur apne pariksha dete hain. Jaruri ki nhi sabhi safal ho ya bahut achchha kare jo safal huye hain unke liye ashirwad ki wo aur achcha kare magar jo thoda pichhe rah gaye wo apne thodi aur mehanat kar. Sabko sabke guru ji unka ank aur parinam bta dege magar ham yaha ektrit huye hain jo bache ka manobal bhadhane ke liye jo na ki school apitu pure janapad me sabse jyada number lekar pas hua hain parntu uska samman karne se pahle me thakur sahab nivedan karuga ki apne kuch shabd aap bachchon ke bhavishya ke liye kahe.
NiceUpdate 4

Thank yougood update
Thank youNice