• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Fantasy Milan ya Punah Milan

430
1,577
123
Har ek baat ek details mein explain ki hai.. :perfect:
Btw There are no two opinions that rubythebindas ji would pay much attention to the fact that the events and the actions that the characters are doing seem genuine. This is also another reason to read her story.
Trying her best to Keeping things real and characters to connect with...... :bow:

Let's see what happens next
Brilliant update with awesome writing skills .. :applause: :applause:
Thank you Naina ji

Actual I spend many years and in village also my schooling from my village's school so see all this thing just writeup in story.

Thank you for valuable comments
 
mashish

BHARAT
8,032
25,910
218
Update 5

Jab principal ji ne Thakur Bhawani Singh se do shabd kahane kaha to Thakur Ji apne is samman se bahut prasann huye.

Thakur ji - Main tahedil se principal ji dhanyawad kahuga jo mujhe aap logon margdharshan karne hetu kuch shabd kahane ko kaha. To mere pyar bachchon badon ka samman aur chhoton se pyar karna ye hamesha yad rakhana. Sikhane ko jahan mile waha sikhana kabhi ye mat sochna koun pda likha hain aur koun anpadh, koun chhota aur koun bda kyoki ye jiwan hain swayam me ek vidhalaya hain. Ye har insan ko sikhati rahati hain to jaruri nhi jo school gaya ho wo gyan de.

Kuch padh sikhate hain aur kuch jiwan ke anubhaon se shikhate hain isliye hamesha sikhate rahna. Main is vidhalay ko 12 tak karane ke liye prayasrat hoon taki chahe ladki ho ya ladka wo kam se kam kisi abhaw ke karan apni padhai band kar deta ya deti hain wo 12 tak padhe. Main khud 12 tak padh paya magar main chahata hoon mere gaon ka har bachch aur bachchi uch siksha prapt kare. Isi ke sath jo safal huye hain unki ujjawal bhawan ke liye kamana karta hoon aur jo asafal huye unhe ore parishram se apne sangharsh ko agge badhane ke liye himmat dena chahuga. Mere bachchon hamesha kush raho.

Thakur Sabah ki bat khatm hote hi har kisi ne jordar taliya bajayi.

tThakur ji ke baithane bad Principal ji uth khade huye aur bole.

Principal: bachchon jaisa ki maine bataya aap sabke parikshafal apke guru log dege hamane samaroh us honhar bachche ke liye rakha jisane na hi apni school me apitu pure janpad me pratham sthan pakar hamare vidhalay aur gaon naam roshan kiya hain.

Main thakur ji se agrah karunga ki us bachche ka malyarpan karke uske is uplabhi ke uske samman badhaye taki use ore behatar karne ka tatha dusare bachchon aesa karne ke prerana mile.

Principle ji ki bat sunkar Bhawani Singh hath me mala lekar khade ho gaye.

Principal: hamari Gaurav pure janapad me bhadhane wala bachcha koi aur nhi hamar Thakur Sahab bade suputra Sameer Singh to beta Sameer yahan akar apne Pita ji se apna samman grahan karon.

Apne putra ka naam sunkar Thakur Sahab ka seena garv se chouda ho gaya aur kyo na har pita ki kamana hoti hain unka putra kuch aesa kare jisase uske kul Yash badhe aur yahan putra samman karne ka kary bhi pita ke hath me tha.

Sameer apne guru ki bat sunkar prasann ho apni jagah uth kar apne pita ki taraf jane laga uska naam sunkar uske bhai aur bahene bhi badi khus huyi aur jor se tali bajane lagi.

Thakur ji ne Jaise hi Sameer ko mala pahanayi bap-beta dono ankhon me kushi ke ashu aa gaye . Apne pita ke hathon ye samman pakar Sameer ki prasannata ki koi seema na rhi wo jhuk kar apne pita e sath sath sarpanch ji aur principal ji ka bhi ashiward lekar jab sthan par jane ke liye ghuma tab.

Principal: Ruko beta tumhari uplabdhi ke sath ek uphar bhi mila hain. Pure janpad me pratham aane ke karan sarkar ne tumhari 12 tak ki siksha ka kharcha swayam uthane ko kahan.

Principle ki bat sunakar Thakur Sahab ke sath sarpanch ji aur Sameer dono ati Kush huye. Parantu Sameer kuch kahan chahata jo uske chehere pe dikh raha tha, uski manodasha ko thakur ji samajh li.

Bhawani- Beta Sameer tum kuch kahan chahate ho.

Sameer- ji pita ji.

Bhawani- To beta nidar hokar kahon.

Sameer- Pitaji ye wajifa milane se ab to meri padhai ke liye koi kharcha nhi karna padega magar main chahata hoon jo mere padhai pe kharcha hone wala tha usase aap is gaon ke honehar vidharthi ko padhai taki sanshadhano ke abhaw se usi siksha adhuri na rah jaye.

ye bol ke Sameer chup ho gaya apne bete ki bat aur vichar sunkar Bhawani Singh apne garv aur pyar dono aaya sath hi me sabne samman aur badai ki drishti Sameer pe dali.

Bhawani- Mujhe tumhara vichar pasand aaya ab ye batao ki wo honehar vidharthi koun hoga aur kyo.

Apne pita ke chehere pe ek harsh ke bhav aur muskrate huye bola....
beautiful update
 
andyking302

Well-Known Member
6,076
14,330
174

शानदार update
 
Nevil singh

Well-Known Member
21,150
53,009
173
Update 1

ye kahani hain Bhawanpur aka Bhawanipur ki gaon do naam kyo ye main aage bataougi.

Bhawanipur ek sunder sa gaon hain jo pahadon ke talhati me basa hain main city se iski duri 75 KM hain. Ye gaon jahan ek taraf har bhare pahadon se ghira hain wohi dusari tarah is ke jangal hain jo prakritik sundarta ka bejod karishma hain.

Gaon ke bich se ek rasta gujarta hain gaon ko do city se jodta hain ek taraf 70km aur dusare taraf 90 km. Gaon me development to hain magar jine ke salika ab bhi purana desh ko ajadi mile ab tak 30 sal ho chuki hain magar gaon me ab purani chal hain yani yahan aaj bhi is gaon ke thakur ke khandan ki chalti hain jo bahut hi nek dil aur dayalu hain.

YAni kahani 1980 ke aas pas ki hain. 10 sal pahle tak is gaon ka naam tha Bhawanpur aur tab yahan ke thakur the Thakur Vijaya Singh (inka story me rol nhinhain isliye jyada nhi likhuga). Inke ekloute putra Thakur Bhawani Singh ne gaon me pani ke aaye sankat ko khatma karne ke liye pahadon ko tod kar nadi dhara gaon ke pas se gujari thi 1970 me jab ye 25 varsh ke the inke karya se khush hokar inke pita thakur Vijay ne gaon ke panchyat ke sath milkar is gaon ka naam inke sammman me Bhawanipur kar diya.

1975 me ek chhote hadase me thakur Vijay aur unki patni Shanti devi ka nidhan ho gaya tab se is gaon aur ghar ki jimmedari thakur Bhawani Singh ne apne kandho pe le liye jab ye 30 varsh ke the.

1965 me inka vivah Gaon se 50 km dusare base gaon ke thakur ( is family ki intro ki jarurat bad me padegi tab dugi) Chandrabhan Singh beti Sushila se hua jo us samay 18 varsh ki thi.

aaj Bhawani Singh ki umar 1980 me 35 varsh aur Sushila singh ki umar 34 varsh hain aur inki 5 santane hain hain.

inki santano ka aur abhi kuch kirdaron ka parichay agale update me. Kahani 1999 tak slow chalegi fir 2005 tak speed me rahegi. Uske bad 2006 se 2017 tak slow hogi fir ek tej speed pakegi.

milate hain agale update kahani ke aur ptaron ke parichay ke sath.
Behtreen update ke saath Naya safer mubarak ho
 
Top